Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fiqre Se Fiqrah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

    AOA,


    Kam wo karne chain jis se sakone qalb naseeb ho:)


    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

    Comment


    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

      sakoon qalb jabhe naseeb hota hai jab aap ka zameer mutma'een ho :)

      Comment


      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

        AOA,


        Zameer ko kahse motmahin karain:)


        Sohail Abbasi.
        Apna haq ada karo.

        Comment


        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

          Zameer ko mutmain karnay k liye apni niyyat ko saaf rakhein.:)

          Comment


          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

            yehi to aik bohat mushkil kaam hai, agar insaan apni niyyat saaf kar ley to kya chahiye :)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

              ji han har kam k liye niyat kar k muamla Allah k sapurd kar dena chahiye aur koshish jari rakhni chahiye.

              Comment


              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                Koshish to rehtey dam tak jari rehti hai, magar kabhi kabar himmat toot bhi jati hai.
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                  himmat
                  Himmat nahi harni chahye :)
                  Allah

                  Comment


                  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                    AOA,


                    Ye hi insaan ki soch ko pokhtagi daiti hai:)


                    Sohail Abbasi.
                    Apna haq ada karo.

                    Comment


                    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                      Pukhta to eent bhi hoti ai woh bhi toot jati hai :)
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                        Eeent ka jwaab eent se hi do na ke pathar se :D
                        Allah

                        Comment


                        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                          sheehse ke gharon me dekho to pather dil wale baste hen

                          Comment


                          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                            aur pathar kay gharon main kesy loog basty hain??

                            Comment


                            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                              AOA,


                              Aur pathar k ghar main rahne wale sheshe ka dil rakhte hain?:)


                              Sohail Abbasi.
                              Apna haq ada karo.

                              Comment


                              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                                Dil sheeshay ka ho ya patther ka hota to pagal he hai na :p

                                Comment

                                Working...