Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fiqre Se Fiqrah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

    esee mar ki kya bat hay jee, ye to maze ki mar hogii na

    Comment


    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

      to mazzey mazzey mein chahey munh soojh jaey?
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

        sooja sooja mooh kesa lage ga na :embarasse

        Comment


        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

          AOA,


          Kis nain soja diya ji kisi nain koch kaha?:)


          Sohail Abbasi.
          Apna haq ada karo.

          Comment


          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

            filhal to app hi kah rahy hain

            Comment


            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

              kehney ka kya hai har koi kah sakta hai
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                AOA,


                Ye har koi kion kahta hai?


                Sohail Abbasi.
                Apna haq ada karo.

                Comment


                • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                  her koi ki merzi
                  nahe keh sakta kia her koi :p

                  Comment


                  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                    AOA,


                    Yhan azaadi hai har achi baat kahne ki sochne pe koi pabandi nain hai:)


                    Sohail Abbasi.
                    Apna haq ada karo.

                    Comment


                    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                      kis ki himmat hai jo pabandi laga'ay:p

                      Comment


                      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                        AOA,


                        Issi liye to kahte hain zindagi zinda dili ka naam hai:)


                        Sohail Abbasi.
                        Apna haq ada karo.

                        Comment


                        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                          Zindagi main kabhe khuhi kabhe ghum dono hoty hain

                          Comment


                          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                            bilkul khushi or gham to zindagi ke do rukh hen na

                            Comment


                            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                              haan
                              vesy zindage ky kitny rukh aur roop hoty hain??

                              Comment


                              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                                AOA,


                                Zindagi apne aik rokh pe chalti hai lakin hum usse khud kahan se kahan lai jate hain jab k jante hain iss se bohat loog motasar hoon ge magar apni ana apne faide k liye iss ko istamal karte hain:)


                                Sohail Abbasi.
                                Apna haq ada karo.

                                Comment

                                Working...
                                X