Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fiqre Se Fiqrah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

    nahi kabh kabhi khamoosh rahnay main hi humari bhalai hoti hay

    Comment


    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

      jis kaam main bhalae ho wo zaroor kerna chahiyay mager kabhe kabhe khamosh rehnay sy hamara nuqsaan bhe ho sakta hai na

      Comment


      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

        baz dafa hum ko pata bh nah chalta or hum barh char kal bol kar apna nuqsan kar bathty han isi liy bolna sirf tub hi chahy jub bohat zaroori bat hoo other wise khamoohi is best

        Comment


        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

          AOA,


          Ziyada bole wala agar khamosh ho jaye to uss ki khamoshi b kisi tofaan ka paish khaima sabat ho sakti hai:)


          Sohail Abbasi.
          Apna haq ada karo.

          Comment


          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

            Tofaan aany sy bohat zada tabahee aur nuqsaan hoty hain

            Comment


            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

              AAJ mere dil main Toofan aaya hua hai :(
              Allah

              Comment


              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                kiun app k dil main pani ka samndar hay kia ?

                Comment


                • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                  AOA,


                  Nain in ka dil samandar main hai:lol


                  Sohail Abbasi.
                  Apna haq ada karo.

                  Comment


                  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                    hahhaha samundar ka paani bara gehra hota hai
                    Allah

                    Comment


                    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                      samunder ka paani gehra hota hai ya gehrey samunder mein paani ziayda hota hai?
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                        AOA,


                        Ye samandar ki khodayi ka thaika kis ko mila tha aur pani dalne ka?:D


                        Sohail Abbasi.
                        Apna haq ada karo.

                        Comment


                        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                          sakht dhoop me plants ko pani nahi dalna cahey wo jal jate hen.

                          Comment


                          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                            mujhey bari sakht pyas lagi hai paani peena chahye :)
                            Allah

                            Comment


                            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                              me ne do din pani bhi nahi piya aaj bohat sar piun gi.

                              Comment


                              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                                to aap zinda kese hain.........herangri hai pani pye bagiar:)
                                Allah

                                Comment

                                Working...
                                X