---
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
A Question...!!
Collapse
X
-
Re: A Question...!!
Originally posted by JhumrooVO jiske paas kuchh nahiiN...kiuNki use kuchh paane kii tamannaa, lagan aur shauq hogaa...jabk dusra shaKhs maGhroor, apne muNh miyaaN miTThhoo, aur usko na koi lagan hogii kuchh kar dikhaane kaa aur na hii shauq...aise insaan bas bekaar hote haiN. Theek? :mm:That's Enough...!!
Comment
-
Re: A Question...!!
Anyways let me give u my answer
Ik insaan ko aagey berhney k liye kuch cheezin chahiye hooti hain
-AIM
-support
-appreciation
to in 3 cheezon main se person A ko to sab mil raha hai per person B ko ye cheezin nahii mil rahiin
So in doono mai se ager aagey berhna chahin to person A k 90% chances hain k wo successful rahey q k uski her condition favourable hai baaqi 10% uski effort per depend kerta hai k wo goal acieve ker pata hai ya nahi jabke person B k consequences unfavourable hain so 10-15% chances 2 attain his goal or 2 catch the success
Thiiik k ghalat????
KHUSH RAHIYYE!:salam:
Comment
-
Re: A Question...!!
Originally posted by Bheegi-PalkainAsslam_O_Alikum WRW BN
Thinking kay liya demagh chiya ...
samjhi na :fuming:
FeaamnAllah :lpop::lpop:
ye konsa naya SALAAM iijad kiya hai?:slap:
u sabko apney jeesa nahi samjha karin ok?:fuming:
dimagh hai n i've replied there c if u've eyes:fuming:
Comment
-
Re: A Question...!!
Originally posted by ScorpioN_RulzZ---
Talatum kheyz mojon se woh ghabraya naheen kartey
Agar koi tanha aur be bus aadmi ya nation aik achey maqsad k liay kaam kar rahi hai to jeet usi ki ho gi. Haan albatta shrou main us ko kaafi mushkilaat ka saam na karna ho ga. But final victory goes to them who are sincere in their intensions.
Comment
-
Re: A Question...!!
Originally posted by Me HereAnyways let me give u my answer
Ik insaan ko aagey berhney k liye kuch cheezin chahiye hooti hain
-AIM
-support
-appreciation
to in 3 cheezon main se person A ko to sab mil raha hai per person B ko ye cheezin nahii mil rahiin
So in doono mai se ager aagey berhna chahin to person A k 90% chances hain k wo successful rahey q k uski her condition favourable hai baaqi 10% uski effort per depend kerta hai k wo goal acieve ker pata hai ya nahi jabke person B k consequences unfavourable hain so 10-15% chances 2 attain his goal or 2 catch the success
Thiiik k ghalat????
KHUSH RAHIYYE!:salam:That's Enough...!!
Comment
-
Re: A Question...!!
Originally posted by SUKRAATIradey jin k pukhta hon nazar jin ki khuda par ho
Talatum kheyz mojon se woh ghabraya naheen kartey
Agar koi tanha aur be bus aadmi ya nation aik achey maqsad k liay kaam kar rahi hai to jeet usi ki ho gi. Haan albatta shrou main us ko kaafi mushkilaat ka saam na karna ho ga. But final victory goes to them who are sincere in their intensions.That's Enough...!!
Comment
-
Re: A Question...!!
Originally posted by ScorpioN_RulzZ:cc:, agar daikha jaiy to theek .... aur aap nay bilkul theek kaha kay aksariyat isi cheez ko manti hai.. laikin me here sis kia jeetnay ka haq osay nahee jis kay pass kuch nahee, person A to pehlay he jeeta howa hai :(
-appreciation
-support
Koi bat nahi samajh ai ho to me here:salam:
Comment
-
Re: A Question...!!
itna assan sa jawab hai is sawal ka...
jeetega wahi jiske hussle aur irade buland ho...
Introvert ya extrovert hone se kuch nahi hota..
Insaan ko khud ki pehchan honi chahiye...
khud ka skill pata ho tu koi problem hi nahi hoti...
zarori nahi ke jis ka communication skill acccha ho, jo bauhat social ho kamyaabi usi ka muqder bane...
Kamyaabi ka inhesar mehnat, lagan aur duwaon per hota hai..
Isi liye jeet usi ka haath thame gi jo munderja balla baaton ko made nazar rakhte hoye zindagi guzare ga..
Comment
Comment