Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

A Question...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: A Question...!!

    Originally posted by ummid
    itna assan sa jawab hai is sawal ka...
    jeetega wahi jiske hussle aur irade buland ho...
    Introvert ya extrovert hone se kuch nahi hota..
    Insaan ko khud ki pehchan honi chahiye...
    khud ka skill pata ho tu koi problem hi nahi hoti...
    zarori nahi ke jis ka communication skill acccha ho, jo bauhat social ho kamyaabi usi ka muqder bane...
    Kamyaabi ka inhesar mehnat, lagan aur duwaon per hota hai..
    Isi liye jeet usi ka haath thame gi jo munderja balla baaton ko made nazar rakhte hoye zindagi guzare ga..
    bohot umdah..:salam:, aap kay khayalat parh kar yeh yaqeen hogaya kay "umeed par duniya qaim hai" :khi:aur yeh jumla bohot pasand aaya mujhay kay insaan ko khud apni pehchan honi chaheay, laikin is ka kia karain kay apni pehchan jisay hojaiy osay khud parast kaha jata hai :tauba
    That's Enough...!!

    Comment


    • #17
      Re: A Question...!!

      Originally posted by filbahere
      jis ko Allah ki madad hasil ho gi , yani jo lucky rahey ga wo jeet jaey ga
      yaqinan Allah ki madad sab say ziada zarori hai, laikin aap nay jo baat ki hai woh qismat aur taqdeer par hai...
      That's Enough...!!

      Comment


      • #18
        Re: A Question...!!

        Originally posted by ScorpioN_RulzZ
        bohot umdah..:salam:, aap kay khayalat parh kar yeh yaqeen hogaya kay "umeed par duniya qaim hai" :khi:aur yeh jumla bohot pasand aaya mujhay kay insaan ko khud apni pehchan honi chaheay, laikin is ka kia karain kay apni pehchan jisay hojaiy osay khud parast kaha jata hai :tauba
        galat!!
        jise apni pehchan hoj aye use "khud parast" nahi balke "khud shanas" kaheinge....
        Aur khud shanas insaan Allah ko paa lete hai...
        isi liye kamyaaabi us ka muqader banti hai..

        Comment


        • #19
          Re: A Question...!!

          Originally posted by ummid
          galat!!
          jise apni pehchan hoj aye use "khud parast" nahi balke "khud shanas" kaheinge....
          Aur khud shanas insaan Allah ko paa lete hai...
          isi liye kamyaaabi us ka muqader banti hai..
          aap pehlay shaks ho, jis ki har baat say mujhay itefaq hai :khi: aur jo itnay achay jumlay istemal karta hai.. mujhay bohot khushi hoi
          That's Enough...!!

          Comment


          • #20
            Re: A Question...!!

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ
            aap pehlay shaks ho, jis ki har baat say mujhay itefaq hai :khi: aur jo itnay achay jumlay istemal karta hai.. mujhay bohot khushi hoi
            thank you soooooooooooooo much......:phool:

            Comment


            • #21
              Re: A Question...!!

              yeh to donoo say baat cheet kar kay hi pata chalye ga koon kesa hai :D :lol
              aap nay jo situation batai hai us kay kay mutabiq to har cheez pehlay banday kay favour main ja rahi hai or yehi cheezian usay agay barhnay main or jeetnay main madad dain gee ......us kay paas sab kuch hai, sab apnay sath hain us kay , sab us kay sath tawan kartay hain...insaan akeela to kuch nahi hota na sab ka sath zarori hath hai, parents, doost , rishtadar sab ka sath apni apni jaga eham hota hai ...us ki jab himmat bandhai jati hai to yakenan woh koi acha kaam karnay ka souchta hai tab hi to us ki sab husla afzaai kartay hian na?us ki seedhi batain bhi us ka aik positive point hain , jis ko har koi qabool karta hai .....

              or jahan tak doosray banday ki baat hai woh mujhay koi ANAPARAST banda lag raha hai , apnay aap main or sirf apni baat ko ehmeyat deenay wala , dosroun ki na suunay wala .....agar us kay paas tanhai hai to yeh bhi us ki ghalati hoo gee kay woh tanha kesay hoo gia ? woh khud bhi akeela rehna chahta hoo ga.?...us nay kabhi apnay aap ko bhi samjhnay ki kushish nahi ki hoo gee doosray usay kia samjhian gay !!...agar us ki himmat nahi barhai jati to hoo sakta hai us ki souch hi ajeeb si hoo ...jab us ki batain hi uljhi or na samajh main anay wali hain to woh apni baat dosroun tak kesay pouncha sakta hai ? woh jab tak apnay aap main etamad peda nahi kar sakta woh kabhi bhi jeet nahi sakta !!!..
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #22
                Re: A Question...!!

                Originally posted by Aanchal
                yeh to donoo say baat cheet kar kay hi pata chalye ga koon kesa hai :D :lol
                aap nay jo situation batai hai us kay kay mutabiq to har cheez pehlay banday kay favour main ja rahi hai or yehi cheezian usay agay barhnay main or jeetnay main madad dain gee ......us kay paas sab kuch hai, sab apnay sath hain us kay , sab us kay sath tawan kartay hain...insaan akeela to kuch nahi hota na sab ka sath zarori hath hai, parents, doost , rishtadar sab ka sath apni apni jaga eham hota hai ...us ki jab himmat bandhai jati hai to yakenan woh koi acha kaam karnay ka souchta hai tab hi to us ki sab husla afzaai kartay hian na?us ki seedhi batain bhi us ka aik positive point hain , jis ko har koi qabool karta hai .....

                or jahan tak doosray banday ki baat hai woh mujhay koi ANAPARAST banda lag raha hai , apnay aap main or sirf apni baat ko ehmeyat deenay wala , dosroun ki na suunay wala .....agar us kay paas tanhai hai to yeh bhi us ki ghalati hoo gee kay woh tanha kesay hoo gia ? woh khud bhi akeela rehna chahta hoo ga.?...us nay kabhi apnay aap ko bhi samjhnay ki kushish nahi ki hoo gee doosray usay kia samjhian gay !!...agar us ki himmat nahi barhai jati to hoo sakta hai us ki souch hi ajeeb si hoo ...jab us ki batain hi uljhi or na samajh main anay wali hain to woh apni baat dosroun tak kesay pouncha sakta hai ? woh jab tak apnay aap main etamad peda nahi kar sakta woh kabhi bhi jeet nahi sakta !!!..
                Perfect :thmbup: woh aitmad kaisay paida karsakta hai woh to Anaparast hai :kr: aur anaparast humaisa saheh hota hai aur os par puraitmad hota hai ...
                That's Enough...!!

                Comment


                • #23
                  Re: A Question...!!

                  Originally posted by Aanchal
                  yeh to donoo say baat cheet kar kay hi pata chalye ga koon kesa hai :D :lol
                  aap nay jo situation batai hai us kay kay mutabiq to har cheez pehlay banday kay favour main ja rahi hai or yehi cheezian usay agay barhnay main or jeetnay main madad dain gee ......us kay paas sab kuch hai, sab apnay sath hain us kay , sab us kay sath tawan kartay hain...insaan akeela to kuch nahi hota na sab ka sath zarori hath hai, parents, doost , rishtadar sab ka sath apni apni jaga eham hota hai ...us ki jab himmat bandhai jati hai to yakenan woh koi acha kaam karnay ka souchta hai tab hi to us ki sab husla afzaai kartay hian na?us ki seedhi batain bhi us ka aik positive point hain , jis ko har koi qabool karta hai .....

                  or jahan tak doosray banday ki baat hai woh mujhay koi ANAPARAST banda lag raha hai , apnay aap main or sirf apni baat ko ehmeyat deenay wala , dosroun ki na suunay wala .....agar us kay paas tanhai hai to yeh bhi us ki ghalati hoo gee kay woh tanha kesay hoo gia ? woh khud bhi akeela rehna chahta hoo ga.?...us nay kabhi apnay aap ko bhi samjhnay ki kushish nahi ki hoo gee doosray usay kia samjhian gay !!...agar us ki himmat nahi barhai jati to hoo sakta hai us ki souch hi ajeeb si hoo ...jab us ki batain hi uljhi or na samajh main anay wali hain to woh apni baat dosroun tak kesay pouncha sakta hai ? woh jab tak apnay aap main etamad peda nahi kar sakta woh kabhi bhi jeet nahi sakta !!!..
                  waysay aap kitni zaalim haiN...:blush:, saray ilzamat osi par thoop deay :khi:
                  That's Enough...!!

                  Comment

                  Working...
                  X