Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

A Question...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • A Question...!!

    ---
    Attached Files
    That's Enough...!!

  • #2
    Re: A Question...!!

    :cc: :cc: THINKIIIIIIIIIIIIIIIING

    Comment


    • #3
      Re: A Question...!!

      Originally posted by Jhumroo
      VO jiske paas kuchh nahiiN...kiuNki use kuchh paane kii tamannaa, lagan aur shauq hogaa...jabk dusra shaKhs maGhroor, apne muNh miyaaN miTThhoo, aur usko na koi lagan hogii kuchh kar dikhaane kaa aur na hii shauq...aise insaan bas bekaar hote haiN. Theek? :mm:
      jis kay pas sab kuch hai, loog jis ki himmat baRhatay hain kia woh nahee jeetay ga:cc:, dosray ki to himmat he toR di jati hai... mushkil question naa :lol
      That's Enough...!!

      Comment


      • #4
        Re: A Question...!!

        Originally posted by Me Here
        :cc: :cc: THINKIIIIIIIIIIIIIIIING
        ok, :thmbup: sooch samajh kar ;)
        That's Enough...!!

        Comment


        • #5
          Re: A Question...!!

          Asslam_O_Alikum WR WB

          Ya tum nay me ko dekh kar to nahi likha na ?

          wasy jeeta main hi hu ... Har kr jeetny ka maza alag hay

          FeaamnAllah
          Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
          Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


          Comment


          • #6
            Re: A Question...!!

            Originally posted by Me Here
            :cc: :cc: THINKIIIIIIIIIIIIIIIING

            Asslam_O_Alikum WRW BN
            Thinking kay liya demagh chiya ...

            samjhi na :fuming:

            FeaamnAllah :lpop::lpop:
            Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
            Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


            Comment


            • #7
              Re: A Question...!!


              Anyways let me give u my answer

              Ik insaan ko aagey berhney k liye kuch cheezin chahiye hooti hain

              -AIM
              -support
              -appreciation

              to in 3 cheezon main se person A ko to sab mil raha hai per person B ko ye cheezin nahii mil rahiin



              So in doono mai se ager aagey berhna chahin to person A k 90% chances hain k wo successful rahey q k uski her condition favourable hai baaqi 10% uski effort per depend kerta hai k wo goal acieve ker pata hai ya nahi jabke person B k consequences unfavourable hain so 10-15% chances 2 attain his goal or 2 catch the success

              Thiiik k ghalat????



              KHUSH RAHIYYE!:salam:

              Comment


              • #8
                Re: A Question...!!

                Originally posted by Bheegi-Palkain
                Asslam_O_Alikum WRW BN
                Thinking kay liya demagh chiya ...

                samjhi na :fuming:

                FeaamnAllah :lpop::lpop:
                Walikum Assalam
                ye konsa naya SALAAM iijad kiya hai?:slap:
                u sabko apney jeesa nahi samjha karin ok?:fuming:
                dimagh hai n i've replied there c if u've eyes:fuming:

                Comment


                • #9
                  Re: A Question...!!

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                  ---
                  Iradey jin k pukhta hon nazar jin ki khuda par ho
                  Talatum kheyz mojon se woh ghabraya naheen kartey
                  Agar koi tanha aur be bus aadmi ya nation aik achey maqsad k liay kaam kar rahi hai to jeet usi ki ho gi. Haan albatta shrou main us ko kaafi mushkilaat ka saam na karna ho ga. But final victory goes to them who are sincere in their intensions.

                  Comment


                  • #10
                    Re: A Question...!!

                    Originally posted by Bheegi-Palkain
                    Asslam_O_Alikum WR WB

                    Ya tum nay me ko dekh kar to nahi likha na ?

                    wasy jeeta main hi hu ... Har kr jeetny ka maza alag hay

                    FeaamnAllah
                    :mm:
                    That's Enough...!!

                    Comment


                    • #11
                      Re: A Question...!!

                      Originally posted by Me Here
                      Anyways let me give u my answer

                      Ik insaan ko aagey berhney k liye kuch cheezin chahiye hooti hain

                      -AIM
                      -support
                      -appreciation

                      to in 3 cheezon main se person A ko to sab mil raha hai per person B ko ye cheezin nahii mil rahiin



                      So in doono mai se ager aagey berhna chahin to person A k 90% chances hain k wo successful rahey q k uski her condition favourable hai baaqi 10% uski effort per depend kerta hai k wo goal acieve ker pata hai ya nahi jabke person B k consequences unfavourable hain so 10-15% chances 2 attain his goal or 2 catch the success

                      Thiiik k ghalat????



                      KHUSH RAHIYYE!:salam:
                      :cc:, agar daikha jaiy to theek .... aur aap nay bilkul theek kaha kay aksariyat isi cheez ko manti hai.. laikin me here sis kia jeetnay ka haq osay nahee jis kay pass kuch nahee, person A to pehlay he jeeta howa hai :(
                      That's Enough...!!

                      Comment


                      • #12
                        Re: A Question...!!

                        Originally posted by SUKRAAT
                        Iradey jin k pukhta hon nazar jin ki khuda par ho
                        Talatum kheyz mojon se woh ghabraya naheen kartey
                        Agar koi tanha aur be bus aadmi ya nation aik achey maqsad k liay kaam kar rahi hai to jeet usi ki ho gi. Haan albatta shrou main us ko kaafi mushkilaat ka saam na karna ho ga. But final victory goes to them who are sincere in their intensions.
                        hmm, ab to mujhay sawal aasan lag rhaa hai aur jawabat mushkil :khi:, mukhtalif khayalat jaan kar bohot khushi horhee hai, main apnay khayalat bhi jald post karonga.. :rose
                        That's Enough...!!

                        Comment


                        • #13
                          Re: A Question...!!

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                          :cc:, agar daikha jaiy to theek .... aur aap nay bilkul theek kaha kay aksariyat isi cheez ko manti hai.. laikin me here sis kia jeetnay ka haq osay nahee jis kay pass kuch nahee, person A to pehlay he jeeta howa hai :(


                          -appreciation
                          -support





                          Koi bat nahi samajh ai ho to me here:salam:

                          Comment


                          • #14
                            Re: A Question...!!

                            itna assan sa jawab hai is sawal ka...
                            jeetega wahi jiske hussle aur irade buland ho...
                            Introvert ya extrovert hone se kuch nahi hota..
                            Insaan ko khud ki pehchan honi chahiye...
                            khud ka skill pata ho tu koi problem hi nahi hoti...
                            zarori nahi ke jis ka communication skill acccha ho, jo bauhat social ho kamyaabi usi ka muqder bane...
                            Kamyaabi ka inhesar mehnat, lagan aur duwaon per hota hai..
                            Isi liye jeet usi ka haath thame gi jo munderja balla baaton ko made nazar rakhte hoye zindagi guzare ga..

                            Comment


                            • #15
                              Re: A Question...!!

                              jis ko Allah ki madad hasil ho gi , yani jo lucky rahey ga wo jeet jaey ga
                              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                              Comment

                              Working...
                              X