Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

عمران الیکشن نتیجہ۔۔

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: عمران الیکشن نتیجہ۔۔

    Originally posted by ghurabaa View Post
    السلام علیکم
    میں نے آپ کے کسی تھریڈ میں کبھی رپلائی نہیں کیا۔ اور یہاں بھی رپلائی کرنے کی ضرورت پیش نہ آتی اگر مجھے یہاں اس کفریہ نظام "جمہوریت" کا پرچار ہوتے ہوئے دکھائی نہ دیتا۔ عوام کو صرف اور صرف آپ کی راہنمائی میں تو نہیں چھوڑا جا سکتا۔ تھوڑا دوسروں کو بھی حق دیجئے کہ آپکی راہنمائی کے علاوہ علماء حق کی راہنمائی بھی ان تک پہنچائی جائے۔

    اللہ نے خلافت کو ہمارے لیے پسند کیا ہے۔آپ اگر ہمارے لیے جمہوریت پسند کرتے ہیں تو کچھ تو وجہ ہوگی۔ وہ وجہ ضرور بتائیے گا۔

    گستاخی معاف یہ تھریڈ میں نے ہی لگایا ہے
    اور منع اس لئے کیا تھا کہ آپ جیسے لوگوں کی وجہ سے صاحب تھریڈ کا اصل مقصد پیچھے چلا جاتا ہے اور آپ جیسے افراد طویل اور لا حاصل بحث شروع کر کے بیٹھ جاتے ہیں
    آپ جیسے لوگ خود ہی کو عقل کل کیوں سمجھتے ہیں سبھی کو معلوم ہےکہ اسلام نے کونسا نظام حکومت پسند کیا ہے۔
    بہتر ہے کہ آپ اپنی بحث کے لئے اپنا تھریڈ لگائیں شکریہ

    میں آپ سے الجھنا نہیں چاہتا۔
    Last edited by S.Athar; 25 December 2011, 08:53.
    :star1:

    Comment


    • #17
      Re: عمران الیکشن نتیجہ۔۔

      موڈریٹرز سے میری پرزور اپیل ہےکہ "محترم غبار"کی تمام پوسٹس کو اکھٹا کر کے ان کا ایک الگ تھریڈ بنا دیا جائے
      تاکہ وہاں بیٹھ کر یہ اپنے دل کا غبار نکالتے رہیں۔
      اگر میں نے یہاں یہ تھریڈ لگایا ہوتا کہ "پاکستان میں کونسا نظام حکومت ہونا چاہے"تب ان کی پوسٹس کی جگہ بنتی تھی لیکن اس وقت بے وقت کی راگنی صرف اور صرف میرے تھریڈ کو خراب کرنے کے علاوہ اور کچھ نہیں ۔
      :star1:

      Comment


      • #18
        Re: عمران الیکشن نتیجہ۔۔

        Originally posted by S.A.Z View Post
        موڈریٹرز سے میری پرزور اپیل ہےکہ "محترم غبار"کی تمام پوسٹس کو اکھٹا کر کے ان کا ایک الگ تھریڈ بنا دیا جائے
        تاکہ وہاں بیٹھ کر یہ اپنے دل کا غبار نکالتے رہیں۔
        اگر میں نے یہاں یہ تھریڈ لگایا ہوتا کہ "پاکستان میں کونسا نظام حکومت ہونا چاہے"تب ان کی پوسٹس کی جگہ بنتی تھی لیکن اس وقت بے وقت کی راگنی صرف اور صرف میرے تھریڈ کو خراب کرنے کے علاوہ اور کچھ نہیں ۔
        ٰIn particular is thread mein ub aisa kuch nahi jo ub discuss kia jaye. You have already concluded in your first post and it should be enough of information. Logically this thread should be ok and available for any parallel discussion. Isn't it?
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: عمران الیکشن نتیجہ۔۔

          Originally posted by ghurabaa View Post

          Wa Alaikum Aslam,

          Aap ke jawab ka shukriya. Aap ke point per mein yeh kehna chahoon ga k kanoon ka nafaaz aik mantaki nateejay mein hona chahiye aur aksariyat ka us kanoon se itfaaq us kanoon ko lazmi takviyat pohanchaye ga, na ke aik akliyat aik nazriya akhteyaar karay aur usay apni puri taqat se koom per musalat ker k puri koom mein bechaini paida ker de. Mein yahan per shariyat ke nafaz ki mukhalfat hergiz nahi kerta lekin mein soochta hoon k ager hamein shariyat he nafaz kerni he to jahan itna intzaar kia to thoora sa aur intzaar ker lein. Aap ko shariyat ke nafaz se pehlay aik islamic cultural revolution ki zaroorat he. Dawat, Taleem aur Tarbiyat se apni koom ke zehnoo ko shariyat per mutmain kerne ki zaroorat he. Jub aik baat pe koom ka zehan mutmain ho jaye ga tub us cheez kay mutalbay ki zaroorat b nahi rahay gi. Shariyat ko nazil kerne k liye ulema, danishwaron aur reyaasat ko aik tahamul mazaaji k saath apna kirdar ada kerna chahiye. Jub tak aap koom mein shaoor baidaar nahi ker paaein ge tub tak aap ka mutalbay ko amli jama pehnanay mein kashmakash khatam nahi ho gi. Kanoon saazi ki hud tak to mein ne apna nazriyat beyaan ker dia, lekin hakoomat saazi mein shayad aap ka nazriyat utna valid nahi he aaj k zamanay mein ya youn ke lein k hamaray Ulema jo k aksar madrisay ki paidawaar hein aur mentally handicapped hotay hein hakoomat ke nasq ko chalanay k liye un ki credibility per seedha seedha question mark he. KHaleefa koon banay ga, us ka selection criteria kia hoga aur deegar sawaalat sirf aur sirf awam mein bechaini paida karein ge. Democracy per bhi bohat se ulema kail hein, Jamait-e-Islami, JUI, MMA aur deegar mazhabi jamaitein jin mein bohat naami garami aalim bhi moojood hein un mein se meri information ke mutabik kabi bhi kisi ne democratic system per finger raise nahi ki, then where does your point stand?
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: عمران الیکشن نتیجہ۔۔

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Wa Alaikum Aslam,

            Aap ke jawab ka shukriya. Aap ke point per mein yeh kehna chahoon ga k kanoon ka nafaaz aik mantaki nateejay mein hona chahiye aur aksariyat ka us kanoon se itfaaq us kanoon ko lazmi takviyat pohanchaye ga, na ke aik akliyat aik nazriya akhteyaar karay aur usay apni puri taqat se koom per musalat ker k puri koom mein bechaini paida ker de. Mein yahan per shariyat ke nafaz ki mukhalfat hergiz nahi kerta lekin mein soochta hoon k ager hamein shariyat he nafaz kerni he to jahan itna intzaar kia to thoora sa aur intzaar ker lein. Aap ko shariyat ke nafaz se pehlay aik islamic cultural revolution ki zaroorat he. Dawat, Taleem aur Tarbiyat se apni koom ke zehnoo ko shariyat per mutmain kerne ki zaroorat he. Jub aik baat pe koom ka zehan mutmain ho jaye ga tub us cheez kay mutalbay ki zaroorat b nahi rahay gi. Shariyat ko nazil kerne k liye ulema, danishwaron aur reyaasat ko aik tahamul mazaaji k saath apna kirdar ada kerna chahiye. Jub tak aap koom mein shaoor baidaar nahi ker paaein ge tub tak aap ka mutalbay ko amli jama pehnanay mein kashmakash khatam nahi ho gi. Kanoon saazi ki hud tak to mein ne apna nazriyat beyaan ker dia, lekin hakoomat saazi mein shayad aap ka nazriyat utna valid nahi he aaj k zamanay mein ya youn ke lein k hamaray Ulema jo k aksar madrisay ki paidawaar hein aur mentally handicapped hotay hein hakoomat ke nasq ko chalanay k liye un ki credibility per seedha seedha question mark he. KHaleefa koon banay ga, us ka selection criteria kia hoga aur deegar sawaalat sirf aur sirf awam mein bechaini paida karein ge.
            السلام علیکم
            میرے بھائی، شریعت نافذ کرنے کی بات تو ابھی ہوئی ہی نہیں۔ ابھی تو باطل کو باطل اور حق کو حق ماننے کی بات ہو رہی ہے۔ کیا جمہوریت کو شرک ماننا اس بات سے مشروط ہے کہ پہلے اسلامی نظام کی ہر چھوٹی بڑی تفصیل آپ کے سامنے درج کی جائے؟

            سود کی حرمت کو ماننا اور نظامِ سود کو مسترد کرنا اس بات سے مشروط نہیں ہے کہ سود کو حرام کہنے والا ہر شخص اسلام کے نظامِ اقتصادیات پر گہرا عبور رکھتا ہو اور اگر کوئی شخص معیشت کی ہر گتھی سلجھانے پر قادر نہیں توسود کی حرمت بیان کرنے کا اس کو سرے سے کوئی حق نہیں

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Democracy per bhi bohat se ulema kail hein, Jamait-e-Islami, JUI, MMA aur deegar mazhabi jamaitein jin mein bohat naami garami aalim bhi moojood hein un mein se meri information ke mutabik kabi bhi kisi ne democratic system per finger raise nahi ki, then where does your point stand?


            http://www.pegham.com/showthread.php?t=78617


            Comment

            Working...
            X