Originally posted by munda_sialkoty
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Valentine Day - Aik Behas
Collapse
X
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
Originally posted by Admin View PostOkay let me tell you keh kafiron key mulk mein yeh qatal hai kyun keh in logon key nazdeek insaan ki jaan sey barh ker koi shay important nahin - so yeh log tez raftari mein kisi ko mar dena, qatal ki haisiyat sey letey hain, agar hamarey aisa nahin to pakistan zindah bad 372-haha
Leave a comment:
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
Originally posted by munda_sialkoty View PostPaa Maajay, this is not me but "court of law" is in the best position to decide the fate of that person. Still I don't regard it as murder. I don't know that much law, but there should be some different applications in their trials and punishment.
Leave a comment:
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
Originally posted by Admin View PostYeh farq sirf Pakistan mein hi samajh mein kyun aata hai, baqi sari duniya mein jo qatal hai, woh Pakistan mein qatal kyun nahin? Shayid is liyey keh wahan per hamein apna mufaad hai? Qatal Qatal hota hai mister aamir.
Leave a comment:
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
Originally posted by munda_sialkoty View PostThe difference is intentions
Leave a comment:
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
Originally posted by Admin View Post372-haha372-haha
wohi baat aa gaii na keh jahan hamara bas nahin chalta wahan per ham chup kar jatey hain aur jahan hamara zor chaley wahan per ham logon ko zaleel aur ruswa karna apna farz samajh letey hain - tumhein woh hadees bhi yaad honi chahiyey keh Allah keh nazdeek qayamat key roz woh insaan moatbar ho ga jo duniya mein doosron per pardah daley - per wohi baat na keh islam ki jo shay hamein pasand aaey ussey ham apna letey hain, aur jo nahin ussey aik tarf kar detey hain 372-haha
Yehi per merey aur aap mein farq hai keh tez raftari sey kiya geya accident jis mein kisi insaan ki jaan ley li jaey woh qatal hai! aap is mein apney faidey key liyey koi bhi shiq nikal lijiyey yeh aap ka qanoon hai mera nahin - qatal qatal hai! Accident ka qatal kya muaf ho jaey ga
If a passerby doesn't care for the traffic laws he become vulnerable to face a possible accident. While murder is done with proper planing and intentions. Dono ko aik chari se hank rahay ho tum.
Ager accdient kerne walay ne law ki pabandi nahi ki then he should be taken by court of law for further investigation.
Leave a comment:
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
Originally posted by munda_sialkoty View PostMujay dono thread yaad hein.
Salman Taseer ko ager rooknay ki meri basaat nahi to mein atleast bura zaroor kehta hoon.
Aur jahan tak situation control kerne ka taaluq he, I would simply say try to distinguish between accident and murder.
wohi baat aa gaii na keh jahan hamara bas nahin chalta wahan per ham chup kar jatey hain aur jahan hamara zor chaley wahan per ham logon ko zaleel aur ruswa karna apna farz samajh letey hain - tumhein woh hadees bhi yaad honi chahiyey keh Allah keh nazdeek qayamat key roz woh insaan moatbar ho ga jo duniya mein doosron per pardah daley - per wohi baat na keh islam ki jo shay hamein pasand aaey ussey ham apna letey hain, aur jo nahin ussey aik tarf kar detey hain 372-haha
Yehi per merey aur aap mein farq hai keh tez raftari sey kiya geya accident jis mein kisi insaan ki jaan ley li jaey woh qatal hai! aap is mein apney faidey key liyey koi bhi shiq nikal lijiyey yeh aap ka qanoon hai mera nahin - qatal qatal hai! Accident ka qatal kya muaf ho jaey ga
Leave a comment:
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
Originally posted by Admin View PostTo tum bura us baat ko kaho - tumhein insaan per tanqeed karney ka ya insaan ki zaat per keecharr uchhalney ka haq kisney diya hai???? kisi baat ko rokney ka aik andaz hota hai, yeh nahin jo tum ney apnaya hai.
Well concept ghalat he, mein ne bata dia. Aur waise bhi mein ne us statement mein "Musalmano" ka word use kia tha. us mein sabi aa jatay hein. Tum particular aik bandi ko le ker he kyoon goom rahay ho. Wahan per sabhi members ne "nice sharing" and blah blah share kia tha.
Khair ager mera roknay ka andaz ghalat tha, crystal ko phir bhi itni samaj honi chahiye thi ke mein kia keh raha hoon. Instead of realizing the situation she came up with her offensive arguments which is another absurd. Us ne jaldi ko hawa dene ka kaam kia.
Aur haan tum ne sahi kaha kisi ko roonkay ka aik andaaz hota he, mera andaz bohat mufeed nahi tha, samajta hoon. But ub yahan pe itni behas honay ke baad bhi ager us ka "kaan chitta" nikla to us per kia kaho gay?
Leave a comment:
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
To tum bura us baat ko kaho - tumhein insaan per tanqeed karney ka ya insaan ki zaat per keecharr uchhalney ka haq kisney diya hai???? kisi baat ko rokney ka aik andaz hota hai, yeh nahin jo tum ney apnaya hai.
Leave a comment:
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
Originally posted by Admin View PostSalman Taseer ka thread yaad hai???? Jis mein main ney challenge kiya tha keh koi hai maii ka laal jo ussey sar-e-aam sharab noshi kartey dekh ker us per muqadma darj karey, yaad hai tum ney us mein kya replies ki thin?
Situation Control Kijiyey: Qatal wala thread yaad hai? Tum ney kaha tha keh agar mera beta qatil ho to main paisey dila kar uski jaan bacha loon ga - aamir miyaan zara apney aap ko dekho keh tum kya kah raho ho - aik tarf buraii ko khatam karna chahtey ho aur doosri tarf paisey dila kar baat ka muk mukao karna chahtey ho :)
Mujay dono thread yaad hein.
Salman Taseer ko ager rooknay ki meri basaat nahi to mein atleast bura zaroor kehta hoon.
Aur jahan tak situation control kerne ka taaluq he, I would simply say try to distinguish between accident and murder.
Leave a comment:
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
Originally posted by Admin View PostAap log jis jamhooriyat ka parchar kartey ho, woh Islamic hai? Aap log aur bohat sarey aisey amal rawa rakhtey ho jo Islamic nahin to phir sirf us per hi kyun rotey ho jo tumhein pasan nahin????
Leave a comment:
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
Originally posted by Admin View PostTum kaun hotey ho kisi key aemalon ko parakh sako? Kya haq hai tumhein keh doosron key aemalon ko bura kaho? Kya masjidon mein 5 waqt namazein parh lena hi achhey aemal ka zariya hai? Kya doosron ki zaat per tanqeed karna, keecharr uchhalna, doosron ko naseehatein aur khdu miyaan faseehat hona hai achhey aemaal hain? Aamir kuchh log chhup chhup woh harkatein kartey hain jo intihaii bad'kar hain aur tum jantey ho isko. Aemalon ko janchna bhi sirf ALLAH ka kaam hai, tumhara nahin!
Leave a comment:
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
Originally posted by munda_sialkoty View PostMiyaan burai ko burai kahoo, aur dhankay ki choot per kaho. We can't afford this rubbish custom. So please don't confuse if you are thinking right.
Main Ne arz Kia ke Mera Ilm Naqas hay.
Tafseeli Jawab to koi Aalim (Mufti) Hi
De Sakta Hay.
Leave a comment:
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
Originally posted by munda_sialkoty View PostMiyaan burai ko burai kahoo, aur dhankay ki choot per kaho. .
Situation Control Kijiyey: Qatal wala thread yaad hai? Tum ney kaha tha keh agar mera beta qatil ho to main paisey dila kar uski jaan bacha loon ga - aamir miyaan zara apney aap ko dekho keh tum kya kah raho ho - aik tarf buraii ko khatam karna chahtey ho aur doosri tarf paisey dila kar baat ka muk mukao karna chahtey ho :)
Leave a comment:
-
Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~
Originally posted by BANJARAH View PostSir!
Aap Ki Baatain Bilkul baja Hain.
Main Shuroo Se Jab se Yeh Conversation
Start Hooi, Baghaur Read Karta Raha.
Main Ne "Munda" Ke Reply Ka isi Liey Jawab
Nahi diya Tha Ke Baat Kahin Se Kahin Nikal Jaey Gi.
Unhon Ne Mere Reply Per Bhi Kafi Kuchh Kaha,
Halan ke Main Ne Sirf Duaaon Ke Reply Main
Dua'ain Di theen.
Lekin Mera Dili Meelaan hay Ke Waqee
"Valentine Day" Itna Zaroori Nahi Hamaray Liey.
(Yeh Openion Meri Zaat tak hay)
Aur Agar Koi Manata hay To Manay Dain.
Aur Agar aap Kisi ki Islaah Chahtay Hain.
To Phir Apna Lehja Piyar Aur Shafqat Se
Bhar Dain. Munda Ki Ibtida Se Hi Yahi Kotahi
Rahi Ke Un ka Lehja Talakh Aur Baaghiyana Raha.
Yeh Lehja kisi ki Bhi Islaah Main Madadgaar
Nahi ho Sakta Hay Aur Na Hi Islami Taleemat
Ke Mutabiq hay!
With Regards!
Leave a comment:
Leave a comment: