Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Valentine Day - Aik Behas

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~

    Originally posted by Admin View Post
    Tum kaun hotey ho kisi key aemalon ko parakh sako? Kya haq hai tumhein keh doosron key aemalon ko bura kaho? Kya masjidon mein 5 waqt namazein parh lena hi achhey aemal ka zariya hai? Kya doosron ki zaat per tanqeed karna, keecharr uchhalna, doosron ko naseehatein aur khdu miyaan faseehat hona hai achhey aemaal hain? Aamir kuchh log chhup chhup woh harkatein kartey hain jo intihaii bad'kar hain aur tum jantey ho isko. Aemalon ko janchna bhi sirf ALLAH ka kaam hai, tumhara nahin!

    :thmbup:

    Comment

    • #47
      Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~

      Originally posted by Admin View Post
      Aap log jis jamhooriyat ka parchar kartey ho, woh Islamic hai? Aap log aur bohat sarey aisey amal rawa rakhtey ho jo Islamic nahin to phir sirf us per hi kyun rotey ho jo tumhein pasan nahin????
      This is something irrelevant to the topic. Hence I am not supporting our political system in Pakistan.
      :thmbup:

      Comment

      • #48
        Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~

        Originally posted by Admin View Post
        Salman Taseer ka thread yaad hai???? Jis mein main ney challenge kiya tha keh koi hai maii ka laal jo ussey sar-e-aam sharab noshi kartey dekh ker us per muqadma darj karey, yaad hai tum ney us mein kya replies ki thin?

        Situation Control Kijiyey: Qatal wala thread yaad hai? Tum ney kaha tha keh agar mera beta qatil ho to main paisey dila kar uski jaan bacha loon ga - aamir miyaan zara apney aap ko dekho keh tum kya kah raho ho - aik tarf buraii ko khatam karna chahtey ho aur doosri tarf paisey dila kar baat ka muk mukao karna chahtey ho :)

        Mujay dono thread yaad hein.

        Salman Taseer ko ager rooknay ki meri basaat nahi to mein atleast bura zaroor kehta hoon.

        Aur jahan tak situation control kerne ka taaluq he, I would simply say try to distinguish between accident and murder.
        :thmbup:

        Comment

        • #49
          Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~

          To tum bura us baat ko kaho - tumhein insaan per tanqeed karney ka ya insaan ki zaat per keecharr uchhalney ka haq kisney diya hai???? kisi baat ko rokney ka aik andaz hota hai, yeh nahin jo tum ney apnaya hai.
          مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
          نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

          Comment

          • #50
            Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~

            Originally posted by Admin View Post
            To tum bura us baat ko kaho - tumhein insaan per tanqeed karney ka ya insaan ki zaat per keecharr uchhalney ka haq kisney diya hai???? kisi baat ko rokney ka aik andaz hota hai, yeh nahin jo tum ney apnaya hai.
            I think ub mein keh sakta hoon ke "ub aaya ount pahaar ke neechay"

            Well concept ghalat he, mein ne bata dia. Aur waise bhi mein ne us statement mein "Musalmano" ka word use kia tha. us mein sabi aa jatay hein. Tum particular aik bandi ko le ker he kyoon goom rahay ho. Wahan per sabhi members ne "nice sharing" and blah blah share kia tha.

            Khair ager mera roknay ka andaz ghalat tha, crystal ko phir bhi itni samaj honi chahiye thi ke mein kia keh raha hoon. Instead of realizing the situation she came up with her offensive arguments which is another absurd. Us ne jaldi ko hawa dene ka kaam kia.

            Aur haan tum ne sahi kaha kisi ko roonkay ka aik andaaz hota he, mera andaz bohat mufeed nahi tha, samajta hoon. But ub yahan pe itni behas honay ke baad bhi ager us ka "kaan chitta" nikla to us per kia kaho gay?
            :thmbup:

            Comment

            • #51
              Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Mujay dono thread yaad hein.

              Salman Taseer ko ager rooknay ki meri basaat nahi to mein atleast bura zaroor kehta hoon.

              Aur jahan tak situation control kerne ka taaluq he, I would simply say try to distinguish between accident and murder.
              372-haha372-haha

              wohi baat aa gaii na keh jahan hamara bas nahin chalta wahan per ham chup kar jatey hain aur jahan hamara zor chaley wahan per ham logon ko zaleel aur ruswa karna apna farz samajh letey hain - tumhein woh hadees bhi yaad honi chahiyey keh Allah keh nazdeek qayamat key roz woh insaan moatbar ho ga jo duniya mein doosron per pardah daley - per wohi baat na keh islam ki jo shay hamein pasand aaey ussey ham apna letey hain, aur jo nahin ussey aik tarf kar detey hain 372-haha

              Yehi per merey aur aap mein farq hai keh tez raftari sey kiya geya accident jis mein kisi insaan ki jaan ley li jaey woh qatal hai! aap is mein apney faidey key liyey koi bhi shiq nikal lijiyey yeh aap ka qanoon hai mera nahin - qatal qatal hai! Accident ka qatal kya muaf ho jaey ga
              مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
              نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

              Comment

              • #52

                There is a vivid line between murder and accident. The difference is intentions.

                If a passerby doesn't care for the traffic laws he become vulnerable to face a possible accident. While murder is done with proper planing and intentions. Dono ko aik chari se hank rahay ho tum.

                Ager accdient kerne walay ne law ki pabandi nahi ki then he should be taken by court of law for further investigation.
                :thmbup:

                Comment

                • #53
                  Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  The difference is intentions
                  Yeh farq sirf Pakistan mein hi samajh mein kyun aata hai, baqi sari duniya mein jo qatal hai, woh Pakistan mein qatal kyun nahin? Shayid is liyey keh wahan per hamein apna mufaad hai? Qatal Qatal hota hai mister aamir.
                  مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                  نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                  Comment

                  • #54
                    Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~

                    Originally posted by Admin View Post
                    Yeh farq sirf Pakistan mein hi samajh mein kyun aata hai, baqi sari duniya mein jo qatal hai, woh Pakistan mein qatal kyun nahin? Shayid is liyey keh wahan per hamein apna mufaad hai? Qatal Qatal hota hai mister aamir.
                    Paa Maajay, this is not me but "court of law" is in the best position to decide the fate of that person. Still I don't regard it as murder. I don't know that much law, but there should be some different applications in their trials and punishment.
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #55
                      Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Paa Maajay, this is not me but "court of law" is in the best position to decide the fate of that person. Still I don't regard it as murder. I don't know that much law, but there should be some different applications in their trials and punishment.
                      Okay let me tell you keh kafiron key mulk mein yeh qatal hai kyun keh in logon key nazdeek insaan ki jaan sey barh ker koi shay important nahin - so yeh log tez raftari mein kisi ko mar dena, qatal ki haisiyat sey letey hain, agar hamarey aisa nahin to pakistan zindah bad 372-haha
                      مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                      نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                      Comment

                      • #56
                        Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~

                        Originally posted by Admin View Post
                        Okay let me tell you keh kafiron key mulk mein yeh qatal hai kyun keh in logon key nazdeek insaan ki jaan sey barh ker koi shay important nahin - so yeh log tez raftari mein kisi ko mar dena, qatal ki haisiyat sey letey hain, agar hamarey aisa nahin to pakistan zindah bad 372-haha
                        Thoora study ker lena, mera nahi khyaal ke accident mein honay wali amwaat ki saza intentionally kiye gaye murder ke mutabik hoon. Ager aisa he to tum ne phir unhein sahi "kafir" likha he
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #57
                          Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Thoora study ker lena, mera nahi khyaal ke accident mein honay wali amwaat ki saza intentionally kiye gaye murder ke mutabik hoon. Ager aisa he to tum ne phir unhein sahi "kafir" likha he
                          Insaan ki jaan bohat aham hoti hai mister! jo Pakistan mein log nahin samajhtey jahan per aik mobile key liyey insaan ko qatal kar liya jta hai aur jahan log paisey dey ker muk mukao kar letey hain - merey nazdeek kaafir woh nahin hamarey haan log hain jo apney mufaad key liyey qanoon khareedtey hain :)
                          مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                          نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                          Comment

                          • #58
                            Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~

                            Ager Chhota Moonh Aur Bari Baat
                            Na ho To Aamer Sb Se Request Karoon
                            Ga ke Apne Admin Sb Se Apne Talkh Lehjay
                            Ki Waja Se "Sorry" Kahain. Aur Kass Ke
                            Japhi daalain. Kioun Ke Aap Puranay Dost Hain.
                            Aur Sorry Kehnay Ka Matlab yeh Hay Ke,
                            Aap Ko Dosti Apni Anaa Say Ziyada Azeez Hay!
                            Allah Aap Ki Dosti Sada Salamat rakhain! Aameen!
                            :oldie:
                            S T I L L W A I T I N G
                            sigpic

                            Comment

                            • #59
                              Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~

                              Originally posted by Admin View Post
                              Insaan ki jaan bohat aham hoti hai mister! jo Pakistan mein log nahin samajhtey jahan per aik mobile key liyey insaan ko qatal kar liya jta hai aur jahan log paisey dey ker muk mukao kar letey hain - merey nazdeek kaafir woh nahin hamarey haan log hain jo apney mufaad key liyey qanoon khareedtey hain :)
                              Mein laga waan soon, te mainu hun toon jagana nai Subha uthan ga, tere reply perhan ga, te fair navi sir derd lawan ga hun mainu de ijazat, te Rub Rakha e fair :hairdrayer:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #60
                                Re: ~*~ fOr My WoNdEr FuLl PG fAmIlY~*~

                                Originally posted by BANJARAH View Post
                                Ager Chhota Moonh Aur Bari Baat
                                Na ho To Aamer Sb Se Request Karoon
                                Ga ke Apne Admin Sb Se Apne Talkh Lehjay
                                Ki Waja Se "Sorry" Kahain. Aur Kass Ke
                                Japhi daalain. Kioun Ke Aap Puranay Dost Hain.
                                Aur Sorry Kehnay Ka Matlab yeh Hay Ke,
                                Aap Ko Dosti Apni Anaa Say Ziyada Azeez Hay!
                                Allah Aap Ki Dosti Sada Salamat rakhain! Aameen!

                                Yaar meri koi larai nai Pa sooday se. Mein bus usay samja raha tha aur yeh mere awaleen faraiz mein shamil he ke mein usay samjaoon 372-haha

                                Anookha laadla jo hua
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X