Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Valentine Day - Aik Behas

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by Admin View Post
    Bas itna hi jaan lena kaafi hai keh tumhara aik thread mein kya approuch hai aur doosrey mein kya :)

    Tum kam sey kam us thread mein hi sahi salman taseer key khilaaf APNEY Islam ki sooratein aur hadeesein pesh kar saktey they keh nahin? Jo tumhein abhi yaad aa gaii hain :)

    No more comment from me - keh main ney dekh li hai keh tumhari DUNIYA BHAR ki approach kya hai :)
    Wahan pe Aaya'at derj kerne ka kia maksad tha? Kia koi us kaam ki favour ker raha tha? Ager tum us ki is amal ki favour ker rahay hotay to mein zaroor lambi behas kerta. Itni chooti si baat bhi samaj nahi aati tumhein.
    :thmbup:

    Comment

    • #92
      Re: Valentine Day - Aik Behas

      Originally posted by Admin View Post
      Mayam to aap ko KIS ney kaha hai keh aap taqleed karo? Jo kar raha hai aap ussey rok sakti hain?

      Jo basant mana rahey hain aap unhein rok sakti hain?

      Salman Taseer sar-e-aam sharabein pii raha hai aap ussey rok sakti hain?

      Internet aap log istimaal kar rahey ho jo bhi kisi angrez ki eejad hai, us per aap ko aetraz hai?

      Tv aap dekhti hain, filmein aap dekhti hain, raqs aap dekhti hain, gaaney aap sunti hain - woh bhi shayid hindustani to aap issey rok sakti hai?

      Koi baat hai jo hamarey haan aam nahin jissey aap rok sakein?

      Aamir ki yeh baat ghalt hai keh yeh Salman Taseer ko sharab peetey dekh ker yeh kah sakta hai keh

      to phir aik larki ko valentine card bna ker apni family mein khushi bant'tey kyun nahin dekh sakta? Kya Salman Taseer key khilaaf Aamir ko koi Qurani soorat ya hadees yaad nahin aaii thi????

      main nay masood kisi ki bhi zaat pay tanqeed nahi ki
      na aamir ko sahi kaha
      na crystl ko galat kaha
      na aap ko bura kaha
      na khud ko acha kaha

      baton k aap aur ham jitna phelana chahen phela saktay hain is tarha ki hazaron misalen day kar ...... main larki hoon bolnay main bohat aaagay hoon zahir hay aurat ki zaban hay :salam:..magar gair zarori behes kar k kia faida?
      behes bara e behes say acha hay k khamosh ho jain

      main nay apnay pehlay reply main bhi kisi ki side nahi li na mujhe lenay ki zarorat hay

      aamir nay aik sawal ki surat aik line kahi... main nay agree kia jo meray views , wo main nay keh diye.
      main nay to tehwaar ko bura kaha
      kisi ki zat ko bura to kaha nahi

      baqi meri bala say salman taseer sharab pe pe k fana ho jaye aur aamir us ko roktay reh jain
      main sirf salman taseer ko bura bol sakti hoon rok thori sakti hoon

      baqi tv internet ... k liye ... chaaqo ki misaal lay len
      jisay is ka masbat istemaal karna hay wo karay ga
      jisay manfi istemal karna hay wo manfi karay ga

      aap logon ko valentine day say itni muhabbat kiun hay bhiii
      12 rabi ul awwal ko aik dosray ko wish kar lia karen mubarak day dia karen sab say behtreen hay
      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

      Comment

      • #93
        Re: Valentine Day - Aik Behas

        Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post

        :salam::salam::salam:
        :thmbup:

        Comment

        • #94
          Re: Valentine Day - Aik Behas

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          :salam::salam::salam:
          thnko

          plz dont use harsh words
          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

          Comment

          • #95
            Re: Valentine Day - Aik Behas

            Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
            thnko

            plz dont use harsh words
            Ok Boss :salam:
            :thmbup:

            Comment

            • #96
              Re: Valentine Day - Aik Behas

              :garmi:او ہولی ہولی ٹر گڈیئے کی ہو یا سیکل نوں
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #97
                Re: Valentine Day - Aik Behas

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Wa Alaikum Aslam,

                How really cheap your comments. Do you got any moral and ethical value? Does Islam has something to do with you or it is the only designing which is your first and foremost priority? Jub Na'oozbillah Hazarat Muhammad (SA) ke khakaoon ki Denmark mein ishaat hui tub bhi appreciate kerna tha designer ko. Aisi broad mindedness pe laanat he. I know I am going to be rude but I can't help it.

                Cool down bro

                hum be muslmaan hain sab bat ko samjhney ka apna apna method hai....mein jo keah raha hun wo yeh hai k ager kisi Baap k samney us k bety ko koi gali daey to baap ko buth bura lagta hai bilkul isey tarha ek banda jo apni takhleeq paish kerta hai us ko be dukh hota hai......mein sirf itna kehna caha raha hun k aap crystal ko PM ker datey ya 14 Feb sey pahley is key raad mein ek Thread laga datey simple.....Bahi bat rude ho k karney wali hai he nahi ager hum sab yahan rahtey hain to yeh hamra ghar hai.......so Jaghrey ko khtam kartey hain
                I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                Comment

                • #98
                  Re: Valentine Day - Aik Behas

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  :garmi:او ہولی ہولی ٹر گڈیئے کی ہو یا سیکل نوں
                  Cycle aa gai meedan wich
                  Hay Jamaalo
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #99
                    Re: Valentine Day - Aik Behas

                    Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                    yahan to baat kahen ki kahen ja nikli hay
                    aik dosray ki zatyaat pay keechar na uchaalen
                    valentine day ki history k bad specialy ye din manana ajeeb o ghareeb ....rasam hay ya riwaj hay ya shoq hay pata nahi kia hay

                    agar muhabbat ka izhaar he karna hay ... ( mera matlab gf bf wali muhabbat nahi )
                    maan say baap say behn say bhai say jis say bhi
                    to kia kisi khas din ki zarorat hay?
                    wesay he keh den wesay he gift day den
                    saal main aik isi din ki muhtaaji kiun bhii

                    Asalam-O-Alikum

                    well dear im not going to argue 4 da sake of argue.. im still in shock...
                    men khud ko defend nai kar re but men apsy yeh bat pochna chaon ge k apko ALLAH G har roz zindagi ata karty hn ap har roz aik mout say uth k aik nae zindagi patay ho phr ap apni bday ko q celebrate krty ho? apk maa bap har roz apk sath hoty hn ap harroz unko apni duaon men yad rakhty ho phr ap ko mother day or father day celebrate krty ho? hmry mazhab men mehndi or mayon ki koi rasaqm nai per phr b sab log krty hn to q?

                    yhan aik or question hy jis ka men answer krna chati hn per usk liya mjko search krna paray ge wid the reference of hadith then men yeh b prove kr dn ge k jis ko wish krny k liya kaha ja ra hy uska b koi concept nai islam men...
                    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                    Comment

                    • Re: Valentine Day - Aik Behas

                      or men munda g sy kind request kron ge k mjko pm kr k yhan post krny py force mat krn qk men unsy ksi b type ki koi bat nai krna chati or na he wo isy yeh samjhn k wo winner hn qk men yahan harany ya jeetny k liya nai aye... men bs un logon sy bat karna pasand nai krti jinko bat krny ki tameez na ho...
                      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                      Comment

                      • Re: Valentine Day - Aik Behas

                        Originally posted by crystal_thinking View Post

                        walekumasslam.

                        so nice of u c.t
                        dear main bas ye janti hoon k her koi aik he zavye pay nahi sochta
                        aap isay sahi samjhtay ho koi usay he galat samjhta hay
                        ikhtelaf ka haq bhi her insan rakhta hay
                        ye zarori hay k ikhtelaf tehzeeb k daairay main reh kar kia jaye .

                        ( yahan main kisi ko bi point out nahi kar rahi na aap ko na aamir ko ..genral way main keh rahi hoon)

                        aur motherday father day wagera bhi unhi ahmaqon ka raaij shuda hay
                        mayon mehndi kuch log kartay hain kuch nahi bhi kartay galat to behrhaal hay ye bhi.
                        Allah pak ka karam hay k hamen roz aik naai zindgi ata farmata hay
                        meray sochnay ka pehlu to yon hay k main namaz ada kar k apni roz ki naai zindgi k lye ALLAH pak ka shukar ada kar k celebration kar leti hoon ye bday wagera khair ...
                        main basant ... valentine day .. mother day father day in sab days k khilaf hoon.
                        aap jo bhi baat kehna chah rahi hain bilkul kahen .
                        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                        Comment

                        • Re: Valentine Day - Aik Behas

                          Originally posted by crystal_thinking View Post
                          or men munda g sy kind request kron ge k mjko pm kr k yhan post krny py force mat krn qk men unsy ksi b type ki koi bat nai krna chati or na he wo isy yeh samjhn k wo winner hn qk men yahan harany ya jeetny k liya nai aye... men bs un logon sy bat karna pasand nai krti jinko bat krny ki tameez na ho...
                          I instructed you and you became egoistic instead of understanding the matter, this is where the main problem exist.

                          Wo kehtya hein na

                          "Tum apni hu na chooro gay hum apni waza kyoon badlein
                          Sabak ser ho ke kyoon poochein, ke hum se sar'garan kyon ho"

                          yeh shair yahan pe fit beth'ta he.

                          Aur bibi PM kerne mein to aap ne pehal ki, challenge to mujay aap ne kia. Mein to respond ker raha tha.

                          Apart from that, mere critisize kerne se aap ne apna siggy change ker dia, yeh bhi mere liye bais'e'khushi baat he. Aakhir kuch to asar hua aap ko meri baaton ka.

                          Aur jahan tak tameez aur badtameezi ki baat he, aap ke nazdeek is ka kia criteria he? Gali di mein ne aap ko? Bura bhala kaha? Ager kisi ghalat kaam se rookna mujay tameez ke daira'kaar se bahir kerta he to mein badtameez he bhala :tasali:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • Re: Valentine Day - Aik Behas

                            further to it, I personally don't celebrate Mother Day, Father Day, and even my Birthday. Mere liye maan baap ka ehtaraam saal ke 365 din aik jitna he hay.
                            :thmbup:

                            Comment

                            • Re: Valentine Day - Aik Behas

                              Originally posted by Admin View Post
                              Khuda key liyey aap log apna concept drust kijiyey - iska kisi key mazhab sey KOI ta'aluq nahin - Valentines Day ka KISI bhi mazhab sey koi ta'aluq nahin - jab aap lo kisi concept ko hi nahin samjhtey to us per baat karney sey parhaiz kiya kijiyey :)
                              ye Saint Valentine kon sahab the??Saint kon hota he??or ager bil farz ye mazhab ki baat nahi to mujhe herat he k ap aik indian films n songs k sakht khilaf hen to chalen tehzeebi tor bhi ye hamari mohabat ki rewayat nahi banti...ager is khurafaat type mohabat ko mnaey bina zindagi mohal he to chalen phir sohi mahiwal,sasi punu,heer ranjha k din mnate hen or un par ye sab kar lete hen.akher ye sab bhi to gunahagar-e-mohabat rahe hen hamari apni saqafat ke

                              Comment

                              • Re: Valentine Day - Aik Behas

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                further to it, I personally don't celebrate Mother Day, Father Day, and even my Birthday. Mere liye maan baap ka ehtaraam saal ke 365 din aik jitna he hay.
                                zaher he jis tahzeeb k ye din hen wo saalme aik hi martba apni mothers ko wish karte hen baki din un ko yaad bhi nahi hota k maan baap hen kahan...or baap ka to becharin ko pata bhi nahi hota k tha kon

                                Comment

                                Working...
                                X