Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sab Se Aik Sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Sab Se Aik Sawal

    Originally posted by mirza ghalib View Post
    main nay tafseel likhna shuru ki to aap ki yeh lafaazi dhari reh jay gi. Main nay kahan tha kay main dawat fikar deta hun ,,meray jawab say aap ki tasali naih hoyo to na ho,, btw yeh wo sawal naih tha jis ka jawab muje ek mochi ne diya tha
    wo qaza-o-qadr ka masla hai... Wahan par bhi aap ki soyi atak jay gi.
    Ikhtelaaf karna kuch logon ka shewa hota hai aur yeh un ka haq bhi hai........ Main nay yeh masla ibn-earabi ki kitab fasoos-al-hikm main parha tha jo abi zer-r-behas hai,balkat tha..... No more comments from my side.
    تو میرے بھائی جب آپ دعوت فکر دیتے ہیں تو اس کا یہی مطلب ہوتا ہے ناں کہ سامنے والا اس مسئلہ پر غور و فکر کرے اور جب ہم نے اس مسئلہ پر غور کیا تو جو سوالات ہمارے زہن میں آئے وہ آپ سے کردیئے اور اب آپ ناراض ہونے لگے جب کسی مسئلہ پر گرفت نہ ہو تو اس کی دعوت فکر نہیں دینی چاہیے ۔ ۔ ۔ ۔ آپ نے فرمایا کہ آپ نے یہ مسئلہ ابن عربی کی کتاب فصوص الحکم میں پڑھا تو میرے بھائی ابن عربی کو تو بڑے بڑے فضلاء نہیں سمجھ سکے میں اور آپ کس کھیت کی مولی ہیں ۔ ۔۔ امید کرتا ہوں میرا نقطہ آپ سمجھ گئے ہونگے ۔ ۔
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #17
      Re: Sab Se Aik Sawal

      Main ibn-e-arabi ki taraf se wo tafseel yahan likh sakta hun magar tafseel main nay likh di to sochay ga kon? mujay to maloom hai is ki saari tafseel, aap meray is mukhtaser jawab say baaki ki tafseel khud hasil kernay ki taklif kiun naih kartay.........
      Hai azal say in ghareebon kay mukadar main sajood, in ki fitrat ka takaza hai namaz-e-bay qayam....aarzoo awal to peda ho sakti nahi kahein, ho agar peda to mar jaati hai yaa rehti hai khaam........ kab dara saktay hian mujh ko ishteraaki koocha gard,ye preshan rozgaar,aashufta maghaaz,aashufta hu........
      Chashm-e-aalem say rahay posheeda yeh aaein to khoob, yeh ghaneemat hai kay momin hai khud mehroom-e-yakin
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: Sab Se Aik Sawal

        Originally posted by mirza ghalib View Post
        main ibn-e-arabi ki taraf se wo tafseel yahan likh sakta hun magar tafseel main nay likh di to sochay ga kon? Mujay to maloom hai is ki saari tafseel, aap meray is mukhtaser jawab say baaki ki tafseel khud hasil kernay ki taklif kiun naih kartay.........
        تعجب ہے آپ خود تو دوسروں کو فکر کی دعوت دیتے ہیں اور خود فکر کرنے سے بھاگ رہے ہیں ارے میرے بھائی ابن عربی کی بک کی تفصیل دینے کی کیا ضرورت ہے ؟؟؟؟؟؟؟؟ اس کتاب میں اس مسئلہ سے جو آُپ نے اخذ کیا ہے اسے میرے سوالوں کے جواب میں جوابا بتلا دیں ۔ ۔ ۔ اور یہ آپ کی فکر کی دعوت محض دوسروں ہی کے لیے کیوں ہے آپ خود کیوں نہیں سوچتے اور جو سوال ہم نے آپ کی دعوت دینے کے بعد اس کے نتیجے میں پیدا ہونے والی فکر سے کیئے ہیں تو آپکو تو خوش ہونا چاہیے کہ آپ کی مھنت رنگ لائی اور کسی نے تو سوچا ان مسائل پر مگر آپ ہیں کہ ہمیں شاباشی دینے کی بجائے ہمیں پر غصہ ہورہے ہیں اور ہمارے سوالوں کے نتیجے میں پیدا ہونے والی فکر پر آپ خود سوچنے سے راہ فرار اختیار کررہے ہیں ۔ ۔ ۔۔ این چہ بوالعجبی است ؟؟؟؟؟؟؟؟
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #19
          Re: Sab Se Aik Sawal

          OO bhai tum meri post ko ghor say parho..... main nay likha hai kay main is maslay ki tafseel jaanta hun, main fikar say bhagon to tab agar mujay is "zidd" walay maslay ki tafseel pata na ho........main is maslay par fikar bhi aur khoz bi kar chuka aur main mutmain hon,,,, zidd main nay bata di ab is ki tafseel aap khud kiun naih dhoondtay?wesay aap ki age kitni hai?
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: Sab Se Aik Sawal

            Originally posted by mirza ghalib View Post
            oo bhai tum meri post ko ghor say parho..... Main nay likha hai kay main is maslay ki tafseel jaanta hun, main fikar say bhagon to tab agar mujay is "zidd" walay maslay ki tafseel pata na ho........main is maslay par fikar bhi aur khoz bi kar chuka aur main mutmain hon,,,, zidd main nay bata di ab is ki tafseel aap khud kiun naih dhoondtay?wesay aap ki age kitni hai?
            میرے بھائی ٹھیک ہے آپ کے پاس جواب نہیں ہے تو میں خود ہی ڈھونڈ لوں گا ویسے آپ بھی میرے سوالات پر غور و فکر کیجیئے گا ۔۔ ۔ باقی میں 30 کا ہونے والا ہوں کیوںںںںںںںںںںںں ؟؟؟؟؟؟؟؟؟
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #21
              Re: Sab Se Aik Sawal

              Aik mashwara hai tumharay liye.aur meri baat par ghor kerna jab tanha ho....... Allah ki zaat ko pehchana hai to tamam hijab hatany hon gey, yaad rahay kay ilm bhi aik hijab hai,agar akal kay zor per esay masayel hal karnay chalo gey to akal ilm ka sahara leti hai aur jesay main nay kaha ilm bi aik hijab hai.us zaat paak ka ahata harama thora sa ilm nahi kar sakta.kalb (wo kalb nahi jo gosht ka aik lothra hamaray seenay main dharak raha hai) ki aankhon say dekho gey tab wo apnay tamam jalwon kay sath nazar aye ga.magar us kay liye tum ko aik murshid ki zarurat hai kay jab baat khulnay lagay aur tum wehshat ka shikar honay lago aur mumkin hai majzoob ho jao to us wakt to tum ko sahara day ker us kefiyat say nikalay jis ko halat-e-kabz kehtay hain.tum ko mansour halaj banay say rokay.abi tum ko mazid kaafi saal chahien. Jo banda apnay ilm kay zor per us zaat paak ka ahata karnay ki koshish karta hai wo sab say bara jahil hota hai.hamaray paas ilm hai hi kitna?
              Jab tanha ho to damagh say sari sochein nikal dena aur phir is maslay par ghor kerna.
              Jitna jawab main nay diya wo kaafi tha us say zeada zaban kholnay ki ijazat bhi naih hai.mamla ilm ka nahi , kalb ka hai aur jab kalb par nazar parti hai to wo wohi mukam hai jahan insan mehwe herat say majzoob ho jata hai.
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: Sab Se Aik Sawal

                :) :) :)
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #23
                  Re: Sab Se Aik Sawal

                  aik mashwara hai tumharay liye.aur meri baat par ghor kerna jab tanha ho.......
                  جی حجور ایک کیوں دو دو مشورے عنائت ہوں سر خم تسلیم ہی رہے گا ۔ ۔ ۔

                  allah ki zaat ko pehchana hai to tamam hijab hatany hon gey, yaad rahay kay ilm bhi aik hijab hai,agar akal kay zor per esay masayel hal karnay chalo gey to akal ilm ka sahara leti hai aur jesay main nay kaha ilm bi aik hijab hai.us zaat paak ka ahata harama thora sa ilm nahi kar sakta.
                  بالکل جناب مان لیا کہ علم بھی اک حجاب ہے اور عقل بھی ؟؟؟؟؟؟؟؟' تو حضور جو آپ سب کو دعوت فکر دیتے پھر رہے ہیں اس کا کیا؟؟؟؟؟ اس کی بنیاد کیا ہے پھر ؟؟؟؟؟؟؟؟ جب علم بھی حجاب ٹھرا اور عقل علم کی مھتاج ٹھری تو پھر ہم دعوت پر کس طرح سے فکر کریں یہ عقدہ بھی کشا فرمائیں ناں ؟؟؟؟؟؟؟؟؟
                  kalb (wo kalb nahi jo gosht ka aik lothra hamaray seenay main dharak raha hai) ki aankhon say dekho gey tab wo apnay tamam jalwon kay sath nazar aye ga.magar us kay liye tum ko aik murshid ki zarurat hai kay jab baat khulnay lagay aur tum wehshat ka shikar honay lago aur mumkin hai majzoob ho jao to us wakt to tum ko sahara day ker us kefiyat say nikalay jis ko halat-e-kabz kehtay hain.tum ko mansour halaj banay say rokay.abi tum ko mazid kaafi saal chahien. Jo banda apnay ilm kay zor per us zaat paak ka ahata karnay ki koshish karta hai wo sab say bara jahil hota hai.hamaray paas ilm hai hi kitna?
                  تو حضور جس قلب کی آپ بات کررہے ہیں وہ کس طرح سے بنتا ہے عقل اور علم پر تو پابندی لگ گئی اب کہان جائیں ؟؟؟؟؟؟ کیا بقول آپ کے مرشد تلاش کیا جائے پر ایسا مرشد کہاں سے لائیں جو ایسی واردات قلبی پر کہ جنکے نتیجے میں سالک کو توحش اور ہجراں اور انقباضِ طبعیت لاحق ہو اور نتیجتا عبادات سے عدم رغبت پیدا ہوجائے جو کہ معشوق حقیقی سے عارض کرنے والے ہوں ۔ تو ایسے میں وہ اس قسم کے انقباض، تنگی، ضیق یا پھر گرفتگی سے آزاد کروائے ؟؟؟؟؟؟؟؟؟
                  ؟؟؟؟؟؟ خیر جب مرشد ہی تلاش کرنا اولین ترجیح تھی تو پھر آپ نے دعوت فکر کیوں دی براہ راست ہی فرمادیتے کہ جاؤ سب جاکر پہلے اپنا اپنا مرشد تلاش کرو پھر معرفت حق میں دعوت فکر ہوگی سب کے لیے ۔ ۔ ۔


                  jab tanha ho to damagh say sari sochein nikal dena aur phir is maslay par ghor kerna.
                  یہ کیسے ممکن ہوگا حجور؟؟؟؟؟؟؟؟ جب سوچیں ہی ساری نکال دینی ہیں اور عقل اور علم پر آپ پہلے سے پابندی لگا چکے ہیں تو اب پھر غور فکر کس طرح سے ہوگا کیا دل کی آنکھ سے مگر اس کے لیے بھی بقول آپ ایک عدد مرشد درکار ہے پھر؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟ ۔

                  jitna jawab main nay diya wo kaafi tha us say zeada zaban kholnay ki ijazat bhi naih hai.mamla ilm ka nahi , kalb ka hai aur jab kalb par nazar parti hai to wo wohi mukam hai jahan insan mehwe herat say majzoob ho jata hai.
                  تو حجور پہلے بتانا تھا نان ہم خواہ مخواہ ہی میں آپکی دعوت پر فکر کر بیٹھے واللہ اگر آپ پہلے فرما دیتے کہ جو کچھ آپ فرمانے والے ہیں اسے سب بلا چوں چراں تسلیم کر لیں تو یقینا ہم ایسا ہی کرتے اور ہرگز دعوت فکر والے جملے سے دھوکا کھا کر کوئی بھی سوال نہ کر بیٹھتے ۔ ۔ ۔
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #24
                    Re: Sab Se Aik Sawal

                    Originally posted by saraah View Post
                    :) :) :)
                    ye kaya tha
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #25
                      Re: Sab Se Aik Sawal

                      aik fikar akal say hoti hai aur aik fikar kalb say...... tum phir apni ilm say fikar kar rahay ho.... lafzon ki ijazat aik hadd tak hoti hai ,,aur zeada bolnay walay ka anjam mansoor halaj jesa hota hai.
                      Jab tak tum apni akal ko kul samajho gey aik nadan insan raho gey ,khud hijab main raho gey aur kuch hasil nahi ho ga... murshid ki zarurat kyon hoti hai wo main nay likh diya hai upar ,,,,,,,,,shayad tumko samajh naih aya. mushahida haq wo bi apni akal kay zor par?
                      cloning kay baray main jantay ho,,,, un kay color codes 4 kyon hain? jabkay basic colors jo insan nay chunnay thay wo 3 thay ab 4 kyon?
                      insan apni akal say apni hi takhliq ko ghalat sabet kerta rehta hai,jab tak tum akal say us zaat paak kay baray main socho gey , kuch hasil naih honay wala...... aur insan ki tehreer us ki soch bata deti hai,,,, tum kabi bi yeh naih jaan sako gey ke makam-e-kalb kahan hai.
                      ab apni fazul kisam ki daleelein deni band karo,,,,,,,,,main nay uper likha hai kay jitna bolnay ki jazat hoti hai wo main nay liklh diya ,,,,aur yehi dawat-e-fikar hoti hai,,,, main nay zaban khol di to tum fikar kesay karo gey?aur haaaaaaaaaaaaaan , yaad rahay kay fikar damagh say yaa apnay ilm say nahi karni........ :tasali:
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: Sab Se Aik Sawal

                        :tasali:
                        Attached Files
                        Last edited by Mirza Ghalib; 26 June 2009, 10:49.
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: Sab Se Aik Sawal

                          Originally posted by mirza ghalib View Post
                          aik fikar akal say hoti hai aur aik fikar kalb say...... Tum phir apni ilm say fikar kar rahay ho.... Lafzon ki ijazat aik hadd tak hoti hai ,,aur zeada bolnay walay ka anjam mansoor halaj jesa hota hai.
                          Jab tak tum apni akal ko kul samajho gey aik nadan insan raho gey ,khud hijab main raho gey aur kuch hasil nahi ho ga... Murshid ki zarurat kyon hoti hai wo main nay likh diya hai upar ,,,,,,,,,shayad tumko samajh naih aya. Mushahida haq wo bi apni akal kay zor par?
                          Cloning kay baray main jantay ho,,,, un kay color codes 4 kyon hain? Jabkay basic colors jo insan nay chunnay thay wo 3 thay ab 4 kyon?
                          Insan apni akal say apni hi takhliq ko ghalat sabet kerta rehta hai,jab tak tum akal say us zaat paak kay baray main socho gey , kuch hasil naih honay wala...... Aur insan ki tehreer us ki soch bata deti hai,,,, tum kabi bi yeh naih jaan sako gey ke makam-e-kalb kahan hai.
                          Ab apni fazul kisam ki daleelein deni band karo,,,,,,,,,main nay uper likha hai kay jitna bolnay ki jazat hoti hai wo main nay liklh diya ,,,,aur yehi dawat-e-fikar hoti hai,,,, main nay zaban khol di to tum fikar kesay karo gey?aur haaaaaaaaaaaaaan , yaad rahay kay fikar damagh say yaa apnay ilm say nahi karni........ :tasali:
                          حجور ایک تو آپ نراج بری جلدی ہوجاتے ہیں خود ہی دعوت فکر دیتے ہیں اور پھر خود ہی فکر کرنے سے روکتے ہیں اچھا بس ایک سوال کا جواب دے دیں کہ آپ نے فرمایا کہ کے نہ ہونا اللہ پاک کی ضد ہے مثلا ہم اگر ہیں اور زندہ ہیں تو حی کی تجلی کی وجہ سے اور جب یہ تجلی ہٹا لی جاتی ہے تو ہم نہیں رہتے اور ہمارا ہونا مجازی ہے حقیقی نہیں ۔ ۔۔ یعنی حقیقت میں ہم نہیں ہیں صرف اللہ ہے ۔ ۔ ۔ اس سارے فلسفے کی اصل دلیل کیا ہے ؟؟؟؟'' اور اس فلسفے کو صوفیاء کے ہاں کس نام سے جانا جاتا ہے ؟؟؟؟؟؟؟ باقی اگر آپ نے " خاصاں دی گل عاماں اگے نئی مناسب کرنی " سے اغماض برت ہی لیا ہے تو اب پھر جواب بھی دیجیئے یہ راہ فرار کیوں ؟؟؟؟ کہ کود تو ایک کتاب سے ایک عنوان رٹ لیا اور جب اس کی حقیقت کی بابت سوال کیا جائے تو لب کشائی کی اجازت نہ ملنے کا بہانہ ایں چہ معنی دارد ؟؟؟؟
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • #28
                            Re: Sab Se Aik Sawal

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            حجور ایک تو آپ نراج بری جلدی ہوجاتے ہیں خود ہی دعوت فکر دیتے ہیں اور پھر خود ہی فکر کرنے سے روکتے ہیں اچھا بس ایک سوال کا جواب دے دیں کہ آپ نے فرمایا کہ کے نہ ہونا اللہ پاک کی ضد ہے مثلا ہم اگر ہیں اور زندہ ہیں تو حی کی تجلی کی وجہ سے اور جب یہ تجلی ہٹا لی جاتی ہے تو ہم نہیں رہتے اور ہمارا ہونا مجازی ہے حقیقی نہیں ۔ ۔۔ یعنی حقیقت میں ہم نہیں ہیں صرف اللہ ہے ۔ ۔ ۔ اس سارے فلسفے کی اصل دلیل کیا ہے ؟؟؟؟'' اور اس فلسفے کو صوفیاء کے ہاں کس نام سے جانا جاتا ہے ؟؟؟؟؟؟؟ باقی اگر آپ نے " خاصاں دی گل عاماں اگے نئی مناسب کرنی " سے اغماض برت ہی لیا ہے تو اب پھر جواب بھی دیجیئے یہ راہ فرار کیوں ؟؟؟؟ کہ کود تو ایک کتاب سے ایک عنوان رٹ لیا اور جب اس کی حقیقت کی بابت سوال کیا جائے تو لب کشائی کی اجازت نہ ملنے کا بہانہ ایں چہ معنی دارد ؟؟؟؟

                            Khasaan di gal aamaan agay nai munasib karni,,,,,, mithi kheer paka Mohammad kuteyaan agay dherni....... poora likh detay na bhai jaan ........ROFL
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Sab Se Aik Sawal

                              Originally posted by mirza ghalib View Post
                              :tasali:
                              حجور ہم نے تو اپنے علم کا دعوٰی یہاں نہیں کیا اور نہ ہی کسی کو اس زعم میں دعوت فکر دی ہے باقی قضا و قدر کے مسئلہ پر بہت پہلے اسی فورم پر کچھ لکھ چکا ہوں اگر مل گیا تو عرض کیے دیتا ہوں کہ امید واثق ہے کہ اسی سے آپ کی تسلی ہوجائے گی اور اگر نہ ہوئی تو بندہ اپنی بساط بھر تک حاضر رہے گا آگے جو اللہ کی مرضی کہ حقیقتا اس مسئلہ پر بحث کرنے سے اللہ پاک کے حبیب نے بھی روکا ہے ۔ ۔ ۔ ۔باقی میں نے تو محض سوالات ہی کیئے ہیں بات تو آپ منوانا چاہ رہے ہیں اور وہ بھی بغیر کسی دلیل کے ابھی تک آپ نے ایک بھی دلیل پیش نہیں کی سوائے ا سکے کہ آپ نے وہ مسئلہ شیخ اکبر کی کتاب سے پڑھا ہے ۔ ۔ ۔ اور اہل علم جانتے ہیں کہ شیخ اکبر کی کتاب سے پڑھنا میدان استدلال میں دلیل نہیں کہلاتا ۔ ۔ ۔ ۔ ۔باقی فونت زیادہ تر یہی استعمال کرتا ہوں یعنی تیکست کا سائز پانچ رکھتا ہوں چار یا تین کرنے سے تحریر زیادہ چھوٹی ہوجاتی ہے اور اس سے حُسن نہیں رہتا ہاں البتہ میں آپکی خواہش کے احترام میں یہ کوشش کروں گا کہ کہیں تحریر کا سائز 6 نہ ہوجائے ۔ ۔
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment


                              • #30
                                Re: Sab Se Aik Sawal

                                Originally posted by Mirza Ghalib View Post
                                :tasali:
                                QAZ O QADAR se miltay jultay maslay per aik bhai nay yahaan chand sawal kiye thy us ka jo jawab hum nay arz kiya tha wohi aap k hazoor bhi peesh kiye daytay hain k shayed tery dil main utar jay meri baat . . .
                                Attached Files
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X