Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

    میرے کچھ ساتھیوں کا خیال ہے کہ ہم پاکستانی اس قابل نہیں ہیں کہ ہمارے ملک میں جمہوریت ہو وہ ہمیشہ آمریت کی حمایت کرتے ہیں ان کے خیال میں آمریت ہی پاکستان کے تمام مسایل کو حل کر سکتی ہے جبکہ میں آمریت کو پاکستان میں تمام مسایل کا ذمہ دار سمجھتا ہوں۔
    ایک لولی لنگڑی جمہوریت بھی بہت بہتر ہے ڈکٹیترشپ سے،کیونکہ جمہوریت میں ہمارے نمایندوں کو اس بات کا ڈر ہوتا ہے کہ ایک دن اپنے عوام کے پاس واپس جانا ہے اور پھر غلط کام کرنے کے بعد وہ عوام کا سامنا کیسے کر سکے گا۔اس لیے وہ عوام کے لیے سوچتا ہے اور عوام کے مساءل حل کرنے کی کوشش کرتا ہے۔جبکہ ڈکٹیٹر کو ایسا کویی ڈر نہیں ہوتا اور وہ عوام کو کیڑے مکوڑوں سے ذیادہ اہمیت نہیں دیتا
    آمر جب بھی آیا ہے اس نے ملک کی سالمیت کو نقسان پہنچایا ہے اور ملک کی جڑوں کو کھوکھلا کر کے چلا جاتا ہے اور ملک میں جو خرابیاں پیدا ہو گیء ہوتی ہیں وہ سب سیاستدانوں کے کھاتے میں پڑ جاتی ہیں
    پھر جیسے ہی ملک کی حلت کچھ بہتر ہونے لگتی ہے ان کے منہ میں پانی آ جاتا ہے اور وہ غیر ملکی طاقتوں کے اشارے پر اقتدار سنبھال لیتے ہیں

    Pakistan ke awam zinda dil aur bashaoor hain iss liye awam ko kamzor na samjha jaaye. ab mulk
    main jamhooriyat ho gee aur aamriyat ke haami bhaag jaayen ge.:insha:

  • #2
    Re: kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

    Originally posted by javed khan;802414[SIZE=6
    ،کیونکہ جمہوریت میں ہمارے نمایندوں کو اس بات کا ڈر ہوتا ہے کہ ایک دن اپنے عوام کے پاس واپس جانا ہے اور پھر غلط کام کرنے کے بعد وہ عوام کا سامنا کیسے کر سکے گا۔اس لیے وہ عوام کے لیے سوچتا ہے اور عوام کے مساءل حل کرنے کی کوشش کرتا [/SIZE]
    Gustakhi muaf Javed - is sey barra jhoot aur bakwas (sorry for my language) aur koi nahin... agar aisa hota to Nawaz Shareef aur Benazir 2 2 baar mulk ki tabahi kar key 3. time Pakistan mein na aatey!!! Kya jawab diya hai in logon ney pichhli loot maar ka? Aap mein itni jurrat hai keh inko inki lootmaar per awwami'adalat mein bulaein??? Baqi baatein fazool hai!
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

      Originally posted by javed khan View Post
      ایک لولی لنگڑی جمہوریت بھی بہت بہتر ہے ڈکٹیترشپ سے،کیونکہ جمہوریت میں ہمارے نمایندوں کو اس بات کا ڈر ہوتا ہے کہ ایک دن اپنے عوام کے پاس واپس جانا ہے اور پھر غلط کام کرنے کے بعد وہ عوام کا سامنا کیسے کر سکے گا۔
      hum dictatorship k haq mein nahin ..per aapki is bat per sirf itna poochna chahtay hain k
      aaaj tak kitnay jamhooriyat pasand leaders ka aihtesaab huaa hay ?


      wessay sach kahein to hum kisi behas may perna nahin chahtay lekin ye news sun sun k I'm sick of all tht372-shed thts why humnay ye sawal poch liya:)
      Last edited by Eshaa Chaudhry; 24 August 2008, 16:52.
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

        Originally posted by javed khan View Post
        میرے کچھ ساتھیوں کا خیال ہے کہ ہم پاکستانی اس قابل نہیں ہیں کہ ہمارے ملک میں جمہوریت ہو وہ ہمیشہ آمریت کی حمایت کرتے ہیں ان کے خیال میں آمریت ہی پاکستان کے تمام مسایل کو حل کر سکتی ہے جبکہ میں آمریت کو پاکستان میں تمام مسایل کا ذمہ دار سمجھتا ہوں۔
        ایک لولی لنگڑی جمہوریت بھی بہت بہتر ہے ڈکٹیترشپ سے،کیونکہ جمہوریت میں ہمارے نمایندوں کو اس بات کا ڈر ہوتا ہے کہ ایک دن اپنے عوام کے پاس واپس جانا ہے اور پھر غلط کام کرنے کے بعد وہ عوام کا سامنا کیسے کر سکے گا۔اس لیے وہ عوام کے لیے سوچتا ہے اور عوام کے مساءل حل کرنے کی کوشش کرتا ہے۔جبکہ ڈکٹیٹر کو ایسا کویی ڈر نہیں ہوتا اور وہ عوام کو کیڑے مکوڑوں سے ذیادہ اہمیت نہیں دیتا
        آمر جب بھی آیا ہے اس نے ملک کی سالمیت کو نقسان پہنچایا ہے اور ملک کی جڑوں کو کھوکھلا کر کے چلا جاتا ہے اور ملک میں جو خرابیاں پیدا ہو گیء ہوتی ہیں وہ سب سیاستدانوں کے کھاتے میں پڑ جاتی ہیں
        پھر جیسے ہی ملک کی حلت کچھ بہتر ہونے لگتی ہے ان کے منہ میں پانی آ جاتا ہے اور وہ غیر ملکی طاقتوں کے اشارے پر اقتدار سنبھال لیتے ہیں
        app(awam) k samne....yeh jamhori loug khula aam drama kur rahe hein....written agreement ko mazak bana rahein he....app kuch kur pa rahe hein???
        pehle musharraf ne zordari ko ma'af kia phir unho ne bhai chara dikha k unhe ma'af kur dia...app ne kuch kia??

        app hisab lein ge???

        Comment


        • #5
          Re: kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

          aray bhai jamhuriat to hai he ghair islami......jamhuriat to khud he pakistan kay QABIL nahi hai.
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

            Originally posted by suffard View Post
            aray bhai jamhuriat to hai he ghair islami......jamhuriat to khud he pakistan kay QABIL nahi hai.
            egg-jakt-lee

            islam me khilafat he....
            aur yahi best he...

            Comment


            • #7
              Re: kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

              jazak allah...
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

                Originally posted by MSA View Post
                egg-jakt-lee

                islam me khilafat he....
                aur yahi best he...
                aur jenab khelafat e rasheda ka intekhab kesay hoa tha
                belkeh yazeed ki hakumat k bad hi khandani khilafat ka rewaj pera

                Comment


                • #9
                  Re: kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

                  Originally posted by naveed iqbal View Post
                  aur jenab khelafat e rasheda ka intekhab kesay hoa tha
                  belkeh yazeed ki hakumat k bad hi khandani khilafat ka rewaj pera
                  hazrat woh aik alag guftagu hai.
                  baherhaal jamhuriat islam kay khilaaf hai.
                  asolan.
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

                    Originally posted by suffard View Post
                    aray bhai jamhuriat to hai he ghair islami......jamhuriat to khud he pakistan kay QABIL nahi hai.
                    :)

                    Mey ney aik bohot acha article perha tha iss pey ... will try to find it out in my bookmarks phir idher post kerti huN inshAllah
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11
                      Re: kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

                      to pher khilafat e rashida ko kion jamhuri tariqat se muntakhib kya geya?

                      Comment


                      • #12
                        Re: kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

                        Here...

                        Democracy in Islam




                        By Dr Salahuddin A. Khan

                        DAWN SAUNDAY 15 OCT 2006
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #13
                          Re: kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

                          Originally posted by Xenya View Post
                          Here...

                          Democracy in Islam




                          By Dr Salahuddin A. Khan

                          DAWN SAUNDAY 15 OCT 2006


                          .
                          PLZZZZZZZZZZZ MERY LIYE IS KA TARJUMA BHI KARDOOO BEHNA:phool:
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • #14
                            Re: kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

                            Originally posted by Xenya View Post
                            Here...

                            Democracy in Islam




                            By Dr Salahuddin A. Khan

                            DAWN SAUNDAY 15 OCT 2006



                            Zinia!!!!!! Aap aisey fazool fazool lambey lambey bore bore article kaisey parh leti ho???? :embarasse
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #15
                              Re: kiya pakistan jamhooriyat ke qabil hai???

                              Originally posted by Masood View Post
                              Gustakhi muaf Javed - is sey barra jhoot aur bakwas (sorry for my language) aur koi nahin... agar aisa hota to Nawaz Shareef aur Benazir 2 2 baar mulk ki tabahi kar key 3. time Pakistan mein na aatey!!! Kya jawab diya hai in logon ney pichhli loot maar ka? Aap mein itni jurrat hai keh inko inki lootmaar per awwami'adalat mein bulaein??? Baqi baatein fazool hai!
                              bhai
                              aap ne itni sakht language tu istamaal kar lee lekin aap yeh bhool gai k in leader ko un ke kiye huwe kamooon ki saza bi mili hai aur un ka ihtesaab bi hota raha hai lekin yeh gher jamhoori quwate hain jinhoon ne baaaaad main in ko maaf bi kiya aur NRO bi jaari kiye jaate hain.
                              Aap jaan booj kar aghmaaz barat rahe hain jabke political leaders ka ihtesaaab bi kiya jata hai un ko phaansee lagaya jata hai,un ko mulk bader kiya jata hai.agar mulk main jamhooriyat ko phalne phoolne diya jaaye tu phir awam un ka ihtesaab bi karen ge aur un ko saza bi de le gen.


                              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                              hum dictatorship k haq mein nahin ..per aapki is bat per sirf itna poochna chahtay hain k
                              aaaj tak kitnay jamhooriyat pasand leaders ka aihtesaab huaa hay ?

                              wessay sach kahein to hum kisi behas may perna nahin chahtay lekin ye news sun sun k I'm sick of all tht372-shed thts why humnay ye sawal poch liya:)
                              Aap se sawal hi poochh tha lekin aap tu itni seeekh paa:fuming: ho gai issi se pata chalta hai k aap ko dictatorship pasand hai kyunke aamroon ki bi yeh aadat hoti hai kissi ki bi baat na sunna balke uss ki baat sunna jo un ke oooper thaanedaar hota hai

                              Originally posted by MSA View Post
                              app(awam) k samne....yeh jamhori loug khula aam drama kur rahe hein....written agreement ko mazak bana rahein he....app kuch kur pa rahe hein???
                              pehle musharraf ne zordari ko ma'af kia phir unho ne bhai chara dikha k unhe ma'af kur dia...app ne kuch kia??

                              app hisab lein ge???
                              Hum apne dil ki bharas different forums par karte rehte hain lekin aamriyat ke haami har jaga mil jaate hain.
                              lekin hum bi baaz aane waale nahi hain aur apni koshish ko jaaari rakhen gen,mosharraf ne zardari ko issi liye maaf kiya tha taake woh phir iss ko maaf kar de,aur ab mqm sameeet tamam aamriyat pasand taqatee ikathee ho chukee hain. lekin fatah aakhir haq ki hi ho geee,aor agar choorooon ka ihtesaab yahan na ho saka tu phir qabir main tu hona hi hai.:insha:


                              Originally posted by suffard View Post
                              aray bhai jamhuriat to hai he ghair islami......jamhuriat to khud he pakistan kay QABIL nahi hai.
                              bhai mojooda zamana main jamhooriyat islam ke qareeb hain,sahi nizaam islam ka hi hai aor jamhooriyat ki asaas bi islam se lee gai hai.aor aap iss waqt agar islam ki baat karen tu phir talibaan jaise jahil mulla aap ko mile ge
                              neeem hakeem khatra-e-jaa'aan
                              neem mulla khatra-e-imaa'aan
                              iss liya aap filhaal isss behs main na hi jaayen tu achha hai.

                              waise mera yeh qawee imaan aor yeqeeen hai k ISLAM EK MUKAMMAL ZABITA-E-HAYAT HAI lekin jab aap ke mazaj jamhoori ho jaaye ge tu phir sab ki samajh main yeh baat bi aa jaaye gee
                              iss waqt tu yeh haal hai ke sab kuchh jaante huwe bi aamriyat ki hamayet ki jaati hai aor amlee tour par bi apni dictatorship qaim karne ki koshish ki jaati hai.



                              zenia g
                              aap ka coloum bi par kar zarooor rai dooon ga,iss waqt time thoora hai subah duty par bi jana hai.
                              Pakistan ke awam zinda dil aur bashaoor hain iss liye awam ko kamzor na samjha jaaye. ab mulk
                              main jamhooriyat ho gee aur aamriyat ke haami bhaag jaayen ge.:insha:

                              Comment

                              Working...
                              X