Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

VIEWS: suffard aor faoj.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: suffard aor faoj.

    Originally posted by Shaim View Post
    lolzzzZ....haan mujeh unsy buhaat darr lgta tha...:embarasse
    pr unki itni himmat.......:blush:
    wo mujeh nahi jaanty kia? :lpop:
    ohhh..kithay tuussi ve foji tay nain???:mm:
    sigpic

    Comment

    • #32
      Re: suffard aor faoj.

      Originally posted by tauruskhan View Post
      1. Rangers are not part of Army, they are para military police ie police trained like army
      2. All his collegues says that he died during clash with terrorists of lal mosque, many eye witness are alive
      3. Do you know what happen even if some of army personal , point gun to other officier
      strick couart marshel
      4. if that would have happened like that , media personel at that time would have stopped their mouth on this

      1. ok....para military hi sahii.....pr wo DUTY samajh kr hi kr rahy thy apni will sy nahi.....again shaid PAIT ki wajah se kr rahy thy :)

      2. :)....

      3. jb apny hi Muslim Bhai/behn ko marny k order pr "YES SIR" krna perta hai....to Army iska order bhi kr sakti hai :)

      4. Media pr bhi ye baat ai thi....buhat uchli to nahi pr ai to thi :)

      Comment

      • #33
        Re: suffard aor faoj.

        Originally posted by suffard View Post
        ohhh..kithay tuussi ve foji tay nain???:mm:

        lolzZz :embarasse
        asssi masoom jae awam hain :blush:

        Comment

        • #34
          Re: VIEWS: suffard aor faoj.

          Originally posted by ummid View Post
          Asalamaalaikum...

          i dono hume yahan bolna chahiye ya nahi... but phir as a member of PG sirf itna kaheinge ke ab tak jitni bhi behas yahan hoti hai us mein zyadah ter members apne points ko justify karna chahte hain... ke jo hum ne kaha hai woh sahi hai... bus... aap ke masail ka aik hi hul hai aur woh yeh hai ke main se hum per aa jaiye... tu tu main main... kub tak karte raheinge aap log.... itna kuch hogaya aur ho raha hai.. us ke baad bhi aap logon mein yahi behas chal rahi hai ke main ne jo kaha woh sahi hai... ya main tum se zyadah janta ho'n... aise hi karte rahe tu masle ka hul nikalne se raha.. balke kai aur masail khare hojayenge... so plz... samne waale ko bhi us ki bat kaihne ka moqa dijye.... aur critics karna acchi baat hai.. per positive way mein... baaqi aap sub khud kaafi sumjhdar hai... :)
          behas w mubahisa mein hum ne isi aik wajah se reply karna band kar diya ke yahan log personal attacks karte hain... aur khud ko sahi sabit karne ke chaker mein samne waale ki koi baat nahi sunte aur apni baaton ko sahi ya ghalat dalilon se sabit karne per tule hote hain...
          any wayzz... khush rahiye...
          Allah haafiz..
          sallam.janab yeh laal laal haroof ki baat ki koi misaal dain is thread main???:welcome:
          sigpic

          Comment

          • #35
            Re: suffard aor faoj.

            Originally posted by Shaim View Post
            1. ok....para military hi sahii.....pr wo DUTY samajh kr hi kr rahy thy apni will sy nahi.....again shaid PAIT ki wajah se kr rahy thy :)

            2. :)....

            3. jb apny hi Muslim Bhai/behn ko marny k order pr "YES SIR" krna perta hai....to Army iska order bhi kr sakti hai :)

            4. Media pr bhi ye baat ai thi....buhat uchli to nahi pr ai to thi :)
            pakistani media kaafi had tak hakoomat say mila hua tha,
            sigpic

            Comment

            • #36
              Re: VIEWS: suffard aor faoj.

              Originally posted by suffard View Post
              sallam.janab yeh laal laal haroof ki baat ki koi misaal dain is thread main???:welcome:
              aap ne shaid ghor se nahi parha...

              behas w mubahisa mein hum ne isi aik wajah se reply karna band kar diya ke yahan log personal attacks karte hain... aur khud ko sahi sabit karne ke chaker mein samne waale ki koi baat nahi sunte aur apni baaton ko sahi ya ghalat dalilon se sabit karne per tule hote hain...
              baat is thread mein ki hai... per aap sub ki privious posts ko dhyaan mein rakhte hoye ki hai...:).. hume itni lambi lambi posts parhne ki aadat hi nahi rahi... kyun jo apni baat ko wazaih karne ke liye itne alfaz istemal kare woh khud staisfy nahi hota.... thats what I think...:)

              Comment

              • #37
                Re: VIEWS: suffard aor faoj.

                Originally posted by ummid View Post
                aap ne shaid ghor se nahi parha...

                baat is thread mein ki hai... per aap sub ki privious posts ko dhyaan mein rakhte hoye ki hai...:).. hume itni lambi lambi posts parhne ki aadat hi nahi rahi... kyun jo apni baat ko wazaih karne ke liye itne alfaz istemal kare woh khud staisfy nahi hota.... thats what I think...:)
                thanks keh aap nay explain kar diya...:cc:but i m still.....
                sigpic

                Comment

                • #38
                  Re: suffard aor faoj.

                  Originally posted by suffard View Post
                  janab musharaf kay anay say foji ki saari reputation kharaab ho gai hai.
                  doosra janab tareekh aap ki almaari main para hua koi novel nahi hai aor janab teepu sultan ki tareekh international libraries main bhee hai.
                  janaab mera shumaar un logon main jo pakistan bannay say ab tak kush nahi hain.....kion keh pakistan main abhi tak islaami nizaam nafiz hee nahi hua.....aor waqai main aik maseha ki talaash m,ain hon jo is qaom ko us ki sahee rah bata sacay...kiya nawaaz shareef maseeha hai?????:jazak:
                  janab iraan main aorat be pardah bhee hai kiya hum in ko bhee beperdah kar dain???
                  janab mujhay aik baat ki samajh nahi aati keh waisay too aap log zamanoon ki batain kartay hain ab yahan kiya hai??????us waqat musalmanoo ki tadaad kitni thi yeh bhee bata dain zara?????hazrat muhammad(pbuh) kay zamanay main???
                  aorat bhee jehaad kar sacti hai lakin mard kay baad.
                  chalain agar maan bhee laitay hain too kiya yeh sab perday main ....muaaf kijiyae ga mainnay parday ki baat ki kion keh pardah aaj kal aik farsooda chez ban chuki hai.
                  Hazrat jab aap behas karein to tafseelan baat karna seekhiyey, aik baat ka sarsari jawab dena waqt ka zayaa hai.

                  Let me tell you - main ney Musharraf key aaney per lakhon logon ko shukar baja latey dekha tha keh kisi ney to EHTESAB ki baat ki hai - Us waqt Pakistan key liyey Musharraf sey behtar koi leader nahin tha, jo insaan aik sipahi ho ker Wajpaii jissey duniya ki sab sey badi jamhooriyat ka wazeer honeya ka dawa tha, ussey 2 baar siyasi maidan mein chit kar dey - us sey bada koi siyasi leader nahin ho sakta tha. Remind you Musharraf wohi General hai jis ney Kashmir mein woh action kiya tha jis sey Kashmir ki sab sey aham choti Pakistani fauj key qabzey mein thi, us waqt aap key jamhoori leaders hi beghairat sabit huwey they.

                  Teepu ki jo tareekh aap ney parhi hai uska hawala dey dijiye - ho sakta hai keh meri nazar sey na guzri ho - laiyey uski sanad pesh kijiye.

                  Islami nifaz? Aap mujhey duniya ka koi aik aisa islami mulk btaa dijiyey jahan islami nizam nafiz huwa ho? Aur agar aap Pakistan key halaat sey kabhi khsuh nahin rahey to aap intihaii na'shukrey insaan hain. Pakistan ney apni 60 saala tareekh mein jo kuchh hasil kiya hai, woh duniya key beshumar mulk apni hazaron salon ki tareekh mein hasil nahin kar sakey. Let me give you som examples:
                  • Taqseem-e-Hind key waqt Pakistan aik intihaii ghareeb mulk tha. Yahan tak keh jo asset Pakistan ka hissah thi, Hindusatan ney woh bhi LOOT yes LOOT li. Chand aik bachi kuchi rifles key siwa Pakistan key arsenal mein kuchh nahin tha, phir aazadi key pehley saal hi pakistan ki hindustan sey jang hui jis mein aaj jo Kashmir hamarey paas hai woh aazad huwa - afreen un logon per!
                  • Betey ki pedaish key fori baad agar baap ka intiqal ho jaey to woh beta tabah ho jata hai - Pakistan ka bani Pakistan ko pehley saal hi chhorr geya, uskey baad Ayyub Khan key dor mein Pakistan ney jo taraqi hasil ki hai, woh misaali hai - 50's aur 60's tak Pakistan aik khush'haal mulk tha. Jiska sab sey bada saboot yeh hai keh 1963 tak Pakistan ka budget hamesha positive raha tha (according to Tahir-ul-Qadri)
                  • Pakistan ney 1974 mein pehli baar Atomic Energy per kaam karney ka socha, aur 24 years baad atomi dhamaka kar diya...
                  • Aap sports key maidan ko dekh lein hazaron bandishon key bawajodd kaii maidanon mein kamyabiyan hasil ki hain
                  • Noble prize tak mil chuka hai
                  agar aap in kamyabiyon mein shamil nahin to yeh aap ki mehroomi ki elamat hai.

                  Aap jaisey CHAKORI MUSALMAN jo siraf aik CHAKOR mein phansey huwey hain, keh Islami nizam nafiz nahi, merey bhaii Islami Nizam nafiz karna aasan hai kya? Agar aap 2 maslak key ulmaa ko aik platform per jama nahin kar saktey to aap islami nizam kya nafiz karein gey?

                  Be'pardgi ki baat kartey hain aap to be'pardgi kahan nahin hai? Kya Saudi Arab mein be'pardgi nahin? Har mulk mein kaii classes hoti hain, Iran key hawaley sey main ney yahan keh aik risaley mein parha hai keh Irani khawateen jeans-tshirt mein motorcycle chalatey huwey kaam per jati hain, magar unkey jism ka koi hissah nazar nahin aata, wohi hijaab mein hoti hain - jab aik kafir mulk key likhney walon ka yeh tajarbah hai to phir?

                  aap ki is baat key pehley rukh ko main nahin samajh paya keh kya kehna chahtey hain, doosrey rukh ki baat karta hoon, Khuda ki qasam aaj key croron musalman us waqt key chand hazar musalmano key qadmon ki khak key braber bhi nahin - is liyey bhi nahin keh aaj har musalman khud ko aalam fazal samajh ker doosron per fatwey jharr raha hai, us waqt har musalman faqat aik baat karta tha aik baat manta tha - aaj har maslak ki apni apni batein hain apna apna islam hai - aisey musalmano ko na siraf khatam ho jana chahiyey balkeh inhein Islam ka naam tak nahin lena chahiyey. Iqbal ney aaj sey 100 saal pehley kaha tha:

                  TUJHEY AABA SEY APNEY NISBAT HO NAHIN SAKTI
                  KEH TU GUFTAR WOH KIRDAR TU SABIT WOH SIYARA

                  merey bhaii ham siraf nifaz-e-islam ki batein hi kar saktey hain, Islam ko samajhna hamarey bas ki baat nahin rahi! Lehaza meri iltimas hai keh kabhi khud ko ya is dor ko us dor sey mumaslat na diya kijiye!

                  "aurat bhi jehad kar sakti hai, mard key baad" hmmmmm mera khiyal hai keh aurat per jehad wajib nahin!!!

                  Suffard sahib main aik baat kehna chahta hoon, jehad, ehtesab yeh sab aik daur-e-zamana ki aisi tarakeeb ban chuki hain, jin per har bandah bol sakta hai - magar jehad aur ehtesab sey pehley APNA hona chahiyey - apney gareban mein jhank ker dekhna chahiyey keh ham kahan hain!
                  Last edited by Masood; 20 November 2007, 12:36.
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #39
                    Re: suffard aor faoj.

                    Originally posted by suffard View Post
                    pakistani media kaafi had tak hakoomat say mila hua tha,

                    ji initial stages jo thiin us mai
                    pr waqt k sath sath Media bhi favour krny lga tha k ye operation nahi hoona chahye tha

                    Comment

                    • #40
                      Re: suffard aor faoj.

                      Originally posted by Shaim View Post
                      lolzzzZ....haan mujeh unsy buhaat darr lgta tha...:embarasse
                      pr unki itni himmat.......:blush:
                      wo mujeh nahi jaanty kia? :lpop:
                      Ka Bat hay.......WWF sa Retire ho kya........

                      Ya per Benazir Aunty ke Nawasey lagtey hu......

                      Comment

                      • #41
                        Re: suffard aor faoj.

                        Originally posted by Masood View Post
                        Hazrat jab aap behas karein to tafseelan baat karna seekhiyey, aik baat ka sarsari jawab dena waqt ka zayaa hai.

                        Let me tell you - main ney Musharraf key aaney per lakhon logon ko shukar baja latey dekha tha keh kisi ney to EHTESAB ki baat ki hai - Us waqt Pakistan key liyey Musharraf sey behtar koi leader nahin tha, jo insaan aik sipahi ho ker Wajpaii jissey duniya ki sab sey badi jamhooriyat ka wazeer honeya ka dawa tha, ussey 2 baar siyasi maidan mein chit kar dey - us sey bada koi siyasi leader nahin ho sakta tha. Remind you Musharraf wohi General hai jis ney Kashmir mein woh action kiya tha jis sey Kashmir ki sab sey aham choti Pakistani fauj key qabzey mein thi, us waqt aap key jamhoori leaders hi beghairat sabit huwey they.

                        Teepu ki jo tareekh aap ney parhi hai uska hawala dey dijiye - ho sakta hai keh meri nazar sey na guzri ho - laiyey uski sanad pesh kijiye.

                        Islami nifaz? Aap mujhey duniya ka koi aik aisa islami mulk btaa dijiyey jahan islami nizam nafiz huwa ho? Aur agar aap Pakistan key halaat sey kabhi khsuh nahin rahey to aap intihaii na'shukrey insaan hain. Pakistan ney apni 60 saala tareekh mein jo kuchh hasil kiya hai, woh duniya key beshumar mulk apni hazaron salon ki tareekh mein hasil nahin kar sakey. Let me give you som examples:
                        • Taqseem-e-Hind key waqt Pakistan aik intihaii ghareeb mulk tha. Yahan tak keh jo asset Pakistan ka hissah thi, Hindusatan ney woh bhi LOOT yes LOOT li. Chand aik bachi kuchi rifles key siwa Pakistan key arsenal mein kuchh nahin tha, phir aazadi key pehley saal hi pakistan ki hindustan sey jang hui jis mein aaj jo Kashmir hamarey paas hai woh aazad huwa - afreen un logon per!
                        • Betey ki pedaish key fori baad agar baap ka intiqal ho jaey to woh beta tabah ho jata hai - Pakistan ka bani Pakistan ko pehley saal hi chhorr geya, uskey baad Ayyub Khan key dor mein Pakistan ney jo taraqi hasil ki hai, woh misaali hai - 50's aur 60's tak Pakistan aik khush'haal mulk tha. Jiska sab sey bada saboot yeh hai keh 1963 tak Pakistan ka budget hamesha positive raha tha (according to Tahir-ul-Qadri)
                        • Pakistan ney 1974 mein pehli baar Atomic Energy per kaam karney ka socha, aur 24 years baad atomi dhamaka kar diya...
                        • Aap sports key maidan ko dekh lein hazaron bandishon key bawajodd kaii maidanon mein kamyabiyan hasil ki hain
                        • Noble prize tak mil chuka hai
                        agar aap in kamyabiyon mein shamil nahin to yeh aap ki mehroomi ki elamat hai.

                        Aap siraf aik CHAKOR mein phansey huwey hain, keh Islami nizam nafiz nahi, merey bhaii Islami Nizam nafiz karna aasan hai kya? Agar aap 2 maslak key ulmaa ko aik platform per jama nahin kar saktey to aap islami nizam kya nafiz karein gey?

                        Be'pardgi ki baat kartey hain aap to be'pardgi kahan nahin hai? Kya Saudi Arab mein be'pardgi nahin? Har mulk mein kaii classes hoti hain, Iran key hawaley sey main ney yahan keh aik risaley mein parha hai keh Irani khawateen jeans-tshirt mein motorcycle chalatey huwey kaam per jati hain, magar unkey jism ka koi hissah nazar nahin aata, wohi hijaab mein hoti hain - jab aik kafir mulk key likhney walon ka yeh tajarbah hai to phir?

                        aap ki is baat key pehley rukh ko main nahin samajh paya keh kya kehna chahtey hain, doosrey rukh ki baat karta hoon, Khuda ki qasam aaj key croron musalman us waqt key chand hazar musalmano key qadmon ki khak key braber bhi nahin - is liyey bhi nahin keh aaj har musalman khud ko aalam fazal samajh ker doosron per fatwey jharr raha hai, us waqt har musalman faqat aik baat karta tha aik baat manta tha - aaj har maslak ki apni apni batein hain apna apna islam hai - aisey musalmano ko na siraf khatam ho jana chahiyey balkeh inhein Islam ka naam tak nahin lena chahiyey. Iqbal ney aaj sey 100 saal pehley kaha tha:

                        TUJHEY AABA SEY APNEY NISBAT HO NAHIN SAKTI
                        KEH TU GUFTAR WOH KIRDAR TU SABIT WOH SIYARA

                        merey bhaii ham siraf nifaz-e-islam ki batein hi kar saktey hain, Islam ko samajhna hamarey bas ki baat nahin rahi! Lehaza meri iltimas hai keh kabhi khud ko ya is dor ko us dor sey mumaslat na diya kijiye!

                        "aurat bhi jehad kar sakti hai, mard key baad" hmmmmm mera khiyal hai keh aurat per jehad wajib nahin!!!

                        Suffard sahib main aik baat kehna chahta hoon, jehad, ehtesab yeh sab aik daur-e-zamana ki aisi tarakeeb ban chuki hain, jin per har bandah bol sakta hai - magar jehad aur ehtesab sey pehley APNA hona chahiyey - apney gareban mein jhank ker dekhna chahiyey keh ham kahan hain!

                        coooool... xelent...:)

                        Comment

                        • #42
                          Re: suffard aor faoj.

                          Originally posted by Shaim View Post
                          1. ok....para military hi sahii.....pr wo DUTY samajh kr hi kr rahy thy apni will sy nahi.....again shaid PAIT ki wajah se kr rahy thy :)

                          2. :)....

                          3. jb apny hi Muslim Bhai/behn ko marny k order pr "YES SIR" krna perta hai....to Army iska order bhi kr sakti hai :)

                          4. Media pr bhi ye baat ai thi....buhat uchli to nahi pr ai to thi :)
                          rangers and army personels are not allowed to leave on will

                          second in army juniors ko "sochnay" ka hukam naeen hota, werna fasad hi hota hay

                          donot know ager esa hoa hota to yeh chupti naeen hay
                          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                          Comment

                          • #43
                            Re: suffard aor faoj.

                            Originally posted by Nokia_Afridi View Post
                            Ka Bat hay.......WWF sa Retire ho kya........

                            Ya per Benazir Aunty ke Nawasey lagtey hu......

                            :tauba benazeer Aunty abhi tak Naani nahi bani
                            wasy main rishty mai unki Nani hi lgti hoon :blush:

                            Comment

                            • #44
                              Re: suffard aor faoj.

                              Originally posted by tauruskhan View Post
                              rangers and army personels are not allowed to leave on will

                              second in army juniors ko "sochnay" ka hukam naeen hota, werna fasad hi hota hay

                              donot know ager esa hoa hota to yeh chupti naeen hay
                              ummmm nothing :)

                              Comment

                              • #45
                                Re: suffard aor faoj.

                                Originally posted by Masood View Post
                                Hazrat jab aap behas karein to tafseelan baat karna seekhiyey, aik baat ka sarsari jawab dena waqt ka zayaa hai.

                                Let me tell you - main ney Musharraf key aaney per lakhon logon ko shukar baja latey dekha tha keh kisi ney to EHTESAB ki baat ki hai - Us waqt Pakistan key liyey Musharraf sey behtar koi leader nahin tha, jo insaan aik sipahi ho ker Wajpaii jissey duniya ki sab sey badi jamhooriyat ka wazeer honeya ka dawa tha, ussey 2 baar siyasi maidan mein chit kar dey - us sey bada koi siyasi leader nahin ho sakta tha. Remind you Musharraf wohi General hai jis ney Kashmir mein woh action kiya tha jis sey Kashmir ki sab sey aham choti Pakistani fauj key qabzey mein thi, us waqt aap key jamhoori leaders hi beghairat sabit huwey they.

                                Teepu ki jo tareekh aap ney parhi hai uska hawala dey dijiye - ho sakta hai keh meri nazar sey na guzri ho - laiyey uski sanad pesh kijiye.

                                Islami nifaz? Aap mujhey duniya ka koi aik aisa islami mulk btaa dijiyey jahan islami nizam nafiz huwa ho? Aur agar aap Pakistan key halaat sey kabhi khsuh nahin rahey to aap intihaii na'shukrey insaan hain. Pakistan ney apni 60 saala tareekh mein jo kuchh hasil kiya hai, woh duniya key beshumar mulk apni hazaron salon ki tareekh mein hasil nahin kar sakey. Let me give you som examples:
                                • Taqseem-e-Hind key waqt Pakistan aik intihaii ghareeb mulk tha. Yahan tak keh jo asset Pakistan ka hissah thi, Hindusatan ney woh bhi LOOT yes LOOT li. Chand aik bachi kuchi rifles key siwa Pakistan key arsenal mein kuchh nahin tha, phir aazadi key pehley saal hi pakistan ki hindustan sey jang hui jis mein aaj jo Kashmir hamarey paas hai woh aazad huwa - afreen un logon per!
                                • Betey ki pedaish key fori baad agar baap ka intiqal ho jaey to woh beta tabah ho jata hai - Pakistan ka bani Pakistan ko pehley saal hi chhorr geya, uskey baad Ayyub Khan key dor mein Pakistan ney jo taraqi hasil ki hai, woh misaali hai - 50's aur 60's tak Pakistan aik khush'haal mulk tha. Jiska sab sey bada saboot yeh hai keh 1963 tak Pakistan ka budget hamesha positive raha tha (according to Tahir-ul-Qadri)
                                • Pakistan ney 1974 mein pehli baar Atomic Energy per kaam karney ka socha, aur 24 years baad atomi dhamaka kar diya...
                                • Aap sports key maidan ko dekh lein hazaron bandishon key bawajodd kaii maidanon mein kamyabiyan hasil ki hain
                                • Noble prize tak mil chuka hai
                                agar aap in kamyabiyon mein shamil nahin to yeh aap ki mehroomi ki elamat hai.

                                Aap jaisey CHAKORI MUSALMAN jo siraf aik CHAKOR mein phansey huwey hain, keh Islami nizam nafiz nahi, merey bhaii Islami Nizam nafiz karna aasan hai kya? Agar aap 2 maslak key ulmaa ko aik platform per jama nahin kar saktey to aap islami nizam kya nafiz karein gey?

                                Be'pardgi ki baat kartey hain aap to be'pardgi kahan nahin hai? Kya Saudi Arab mein be'pardgi nahin? Har mulk mein kaii classes hoti hain, Iran key hawaley sey main ney yahan keh aik risaley mein parha hai keh Irani khawateen jeans-tshirt mein motorcycle chalatey huwey kaam per jati hain, magar unkey jism ka koi hissah nazar nahin aata, wohi hijaab mein hoti hain - jab aik kafir mulk key likhney walon ka yeh tajarbah hai to phir?

                                aap ki is baat key pehley rukh ko main nahin samajh paya keh kya kehna chahtey hain, doosrey rukh ki baat karta hoon, Khuda ki qasam aaj key croron musalman us waqt key chand hazar musalmano key qadmon ki khak key braber bhi nahin - is liyey bhi nahin keh aaj har musalman khud ko aalam fazal samajh ker doosron per fatwey jharr raha hai, us waqt har musalman faqat aik baat karta tha aik baat manta tha - aaj har maslak ki apni apni batein hain apna apna islam hai - aisey musalmano ko na siraf khatam ho jana chahiyey balkeh inhein Islam ka naam tak nahin lena chahiyey. Iqbal ney aaj sey 100 saal pehley kaha tha:

                                TUJHEY AABA SEY APNEY NISBAT HO NAHIN SAKTI
                                KEH TU GUFTAR WOH KIRDAR TU SABIT WOH SIYARA

                                merey bhaii ham siraf nifaz-e-islam ki batein hi kar saktey hain, Islam ko samajhna hamarey bas ki baat nahin rahi! Lehaza meri iltimas hai keh kabhi khud ko ya is dor ko us dor sey mumaslat na diya kijiye!

                                "aurat bhi jehad kar sakti hai, mard key baad" hmmmmm mera khiyal hai keh aurat per jehad wajib nahin!!!

                                Suffard sahib main aik baat kehna chahta hoon, jehad, ehtesab yeh sab aik daur-e-zamana ki aisi tarakeeb ban chuki hain, jin per har bandah bol sakta hai - magar jehad aur ehtesab sey pehley APNA hona chahiyey - apney gareban mein jhank ker dekhna chahiyey keh ham kahan hain!
                                100% agreed

                                Working...
                                X