Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

VIEWS: suffard aor faoj.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: suffard aor faoj.

    Originally posted by Shaim View Post
    :tauba benazeer Aunty abhi tak Naani nahi bani
    wasy main rishty mai unki Nani hi lgti hoon :blush:
    Maray Masom sa Behna Kya janu tum ka ya ..........

    Kuch bol ba nehi sakta.......

    Maray Dhor ka Reshtay dar ha Butu ka Zamanay sa Bhutu ka sat huwa

    karta ta Seysat ma nehi serf asey hey Bhutu ke Help ke te

    Gadi kharab hogey tu Bhutu ke eslay.......Wo sab kuch janta hay

    BB Kasey ha.........abe wo Kafi Zayef huwa hay...

    Per Ab bi Sab yad ha........Eslay Jagu Ka Hamaray Elder na ban sakay...

    Comment


    • #47
      Re: suffard aor faoj.

      Originally posted by suffard View Post
      masjid main bhaith kar Allah Allah karna hee deen nahi hai
      zulam kay khilaaf awaaz ythana bhee deen hai.
      :)

      apnay amaal hi theek nahi hoon gai tu zulam tu hota rahay ga wo tu hota aya hay hamaisha se.

      Kia Ap Bhool Gai hain humaray Payray Nabi Hazrat Mohammad S.A.W Ta'ef mein jab gai thay tu unkay saath kaisa Salook kia gaya , pathar maray gai itna Khoon baha kah jootay mubarik bhar gai. Tu Hazrat Jabra'eel (A.S) ne AP Hazrat Mohammad (S.A.W) se arz ki kah kia tabah kar dain es basti ko? tu Kia Jawab Milaa thaa ???

      Mein ne pahlay bhi Arz ki thi bhai Taqat ka istemaal har jagah acha nahi hota.
      Hum loog deen kay baaqi ajzaa bhool gai hain aur Awaz uthana yaad rah gaya wo bhi Danday se ???
      Islam jahan jihaad ka sabaq sikhata hai wahan sabar aur tuhamal ki taleem bhi daita hai.

      barhaal koi baat nahi khush rahain, Allah Reham karain hum sab pe Ameen :)
      Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
      Sadly, common sense is not very common..!!

      Comment


      • #48
        Re: suffard aor faoj.

        Originally posted by Shaim View Post
        [/color][/font][/b]

        maqsad ye hai k usko Pakistan se hataya ja saky.....well no doubt humin khud k amaal darust krny ki bhi buhat zaroorat hai ..... or ye bhi possible hai k hum apny amaal darust karin to ALLAH TAALA inaam k taur pr humin koi accha hukmiran dain :)



        really lolzZz :D :D
        [b]

        [size=4][font=Comic Sans MS][color=#000000]Impressive Thoughts :thmbup:

        JAZAK ALLAH :thmbup:
        :)
        Mera maqsad apnay khayalat se kisi ko impress ya mutasir karna nahi tha wo tu sooch ka ek zawiya hay warna thoughts tu sabhi kay impressive hi hotay hain.
        anyway thanks.
        Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
        Sadly, common sense is not very common..!!

        Comment


        • #49
          Re: suffard aor faoj.

          Originally posted by GumShuda View Post
          :)
          Mera maqsad apnay khayalat se kisi ko impress ya mutasir karna nahi tha wo tu sooch ka ek zawiya hay warna thoughts tu sabhi kay impressive hi hotay hain.
          anyway thanks.

          apki baat mujeh acchi lgi thi ishi lye appreciate kiya tha :)
          or sab thoughts impressive nahi hootin :)

          Comment


          • #50
            Re: suffard aor faoj.

            Originally posted by Nokia_Afridi View Post
            Maray Masom sa Behna Kya janu tum ka ya ..........

            Kuch bol ba nehi sakta.......

            Maray Dhor ka Reshtay dar ha Butu ka Zamanay sa Bhutu ka sat huwa

            karta ta Seysat ma nehi serf asey hey Bhutu ke Help ke te

            Gadi kharab hogey tu Bhutu ke eslay.......Wo sab kuch janta hay

            BB Kasey ha.........abe wo Kafi Zayef huwa hay...

            Per Ab bi Sab yad ha........Eslay Jagu Ka Hamaray Elder na ban sakay...

            lolzZzz or bhutto ka mob numbr hoga apk paaas? :D

            Comment


            • #51
              Re: suffard aor faoj.

              Originally posted by Shaim View Post
              lolzZzz or bhutto ka mob numbr hoga apk paaas? :D
              HaHa .......Wo tu Zia Uncle na Us ka Mobile he Toor deya kaha

              tum Mobile be raktay hu acha Kas 302 ka Tehad

              Sazay moot.....:D:

              Comment


              • #52
                Re: suffard aor faoj.

                Originally posted by Nokia_Afridi View Post
                HaHa .......Wo tu Zia Uncle na Us ka Mobile he Toor deya kaha

                tum Mobile be raktay hu acha Kas 302 ka Tehad

                Sazay moot.....:D:

                :D :D :D :D really lolzZzz
                ye accha hai....is tension se bhary section mai Nokia Bhai ki badolat hum hans bhi lety hain :D :D :D

                khyaal sy rakhye ga Nokia BHai......kise din apka mob bhi koi na torr dy warna sab numbers bhi chaly jain gy.....Imran Khan ka :D Benazir ka :D MUsh uncle ka etc :D :D

                Comment


                • #53
                  Re: suffard aor faoj.

                  Originally posted by Masood View Post
                  Hazrat jab aap behas karein to tafseelan baat karna seekhiyey, aik baat ka sarsari jawab dena waqt ka zayaa hai.

                  Let me tell you - main ney Musharraf key aaney per lakhon logon ko shukar baja latey dekha tha keh kisi ney to EHTESAB ki baat ki hai - Us waqt Pakistan key liyey Musharraf sey behtar koi leader nahin tha, jo insaan aik sipahi ho ker Wajpaii jissey duniya ki sab sey badi jamhooriyat ka wazeer honeya ka dawa tha, ussey 2 baar siyasi maidan mein chit kar dey - us sey bada koi siyasi leader nahin ho sakta tha. Remind you Musharraf wohi General hai jis ney Kashmir mein woh action kiya tha jis sey Kashmir ki sab sey aham choti Pakistani fauj key qabzey mein thi, us waqt aap key jamhoori leaders hi beghairat sabit huwey they.

                  Teepu ki jo tareekh aap ney parhi hai uska hawala dey dijiye - ho sakta hai keh meri nazar sey na guzri ho - laiyey uski sanad pesh kijiye.

                  Islami nifaz? Aap mujhey duniya ka koi aik aisa islami mulk btaa dijiyey jahan islami nizam nafiz huwa ho? Aur agar aap Pakistan key halaat sey kabhi khsuh nahin rahey to aap intihaii na'shukrey insaan hain. Pakistan ney apni 60 saala tareekh mein jo kuchh hasil kiya hai, woh duniya key beshumar mulk apni hazaron salon ki tareekh mein hasil nahin kar sakey. Let me give you som examples:
                  • Taqseem-e-Hind key waqt Pakistan aik intihaii ghareeb mulk tha. Yahan tak keh jo asset Pakistan ka hissah thi, Hindusatan ney woh bhi LOOT yes LOOT li. Chand aik bachi kuchi rifles key siwa Pakistan key arsenal mein kuchh nahin tha, phir aazadi key pehley saal hi pakistan ki hindustan sey jang hui jis mein aaj jo Kashmir hamarey paas hai woh aazad huwa - afreen un logon per!
                  • Betey ki pedaish key fori baad agar baap ka intiqal ho jaey to woh beta tabah ho jata hai - Pakistan ka bani Pakistan ko pehley saal hi chhorr geya, uskey baad Ayyub Khan key dor mein Pakistan ney jo taraqi hasil ki hai, woh misaali hai - 50's aur 60's tak Pakistan aik khush'haal mulk tha. Jiska sab sey bada saboot yeh hai keh 1963 tak Pakistan ka budget hamesha positive raha tha (according to Tahir-ul-Qadri)
                  • Pakistan ney 1974 mein pehli baar Atomic Energy per kaam karney ka socha, aur 24 years baad atomi dhamaka kar diya...
                  • Aap sports key maidan ko dekh lein hazaron bandishon key bawajodd kaii maidanon mein kamyabiyan hasil ki hain
                  • Noble prize tak mil chuka hai
                  agar aap in kamyabiyon mein shamil nahin to yeh aap ki mehroomi ki elamat hai.

                  Aap jaisey CHAKORI MUSALMAN jo siraf aik CHAKOR mein phansey huwey hain, keh Islami nizam nafiz nahi, merey bhaii Islami Nizam nafiz karna aasan hai kya? Agar aap 2 maslak key ulmaa ko aik platform per jama nahin kar saktey to aap islami nizam kya nafiz karein gey?

                  Be'pardgi ki baat kartey hain aap to be'pardgi kahan nahin hai? Kya Saudi Arab mein be'pardgi nahin? Har mulk mein kaii classes hoti hain, Iran key hawaley sey main ney yahan keh aik risaley mein parha hai keh Irani khawateen jeans-tshirt mein motorcycle chalatey huwey kaam per jati hain, magar unkey jism ka koi hissah nazar nahin aata, wohi hijaab mein hoti hain - jab aik kafir mulk key likhney walon ka yeh tajarbah hai to phir?

                  aap ki is baat key pehley rukh ko main nahin samajh paya keh kya kehna chahtey hain, doosrey rukh ki baat karta hoon, Khuda ki qasam aaj key croron musalman us waqt key chand hazar musalmano key qadmon ki khak key braber bhi nahin - is liyey bhi nahin keh aaj har musalman khud ko aalam fazal samajh ker doosron per fatwey jharr raha hai, us waqt har musalman faqat aik baat karta tha aik baat manta tha - aaj har maslak ki apni apni batein hain apna apna islam hai - aisey musalmano ko na siraf khatam ho jana chahiyey balkeh inhein Islam ka naam tak nahin lena chahiyey. Iqbal ney aaj sey 100 saal pehley kaha tha:

                  TUJHEY AABA SEY APNEY NISBAT HO NAHIN SAKTI
                  KEH TU GUFTAR WOH KIRDAR TU SABIT WOH SIYARA

                  merey bhaii ham siraf nifaz-e-islam ki batein hi kar saktey hain, Islam ko samajhna hamarey bas ki baat nahin rahi! Lehaza meri iltimas hai keh kabhi khud ko ya is dor ko us dor sey mumaslat na diya kijiye!

                  "aurat bhi jehad kar sakti hai, mard key baad" hmmmmm mera khiyal hai keh aurat per jehad wajib nahin!!!

                  Suffard sahib main aik baat kehna chahta hoon, jehad, ehtesab yeh sab aik daur-e-zamana ki aisi tarakeeb ban chuki hain, jin per har bandah bol sakta hai - magar jehad aur ehtesab sey pehley APNA hona chahiyey - apney gareban mein jhank ker dekhna chahiyey keh ham kahan hain!
                  Masood bhaii main joo kuchh kehhhnaa chahttaa thaa aap nayy woohh sab kuchh likhh diaa haii i agree to u ....magar main kuch add karrnaa chahoon gaa meree mutabiq aaj pakistan main aap koo 2 Tarrah kayy point of view rakhnnay wallay loog millainn gayy eik wohh joo harr batt main Shidat passandee kee baat karain gaay aoor harr baat koo dandday kayy zoor parr hall karrnaa chahian gain aoor naaam lain gayy Islam kaa kehh islam yehh kehttaaa haii wohh kehhtaa haiiiii ...jabkeh 2nd tabqaa joo khood koo roshan khiall kehhtaa haiii unn kee kooshsish yehhee haii kehh Isllam koo Pass e pooshat dalll karr harr kaaamm kiaa jaiiieyyy chahhay wohh ghallat hoo yaa saheeee.....
                  meree khiall main yehh 2nd point of views ghallat hain aaj hamain zarroorat Aitaddal Passandee kee haiiii Islam bhee Miannaa ravee kkaa hukkam detee haiiii ........
                  suffard jee aaj hamian Aitaddal kee zarroorat haii naa kehh Shidatt pasandee keeeeee ......lihazaaa apny army parr tanqeed karrnay kee bajjaieyy hamain yehh dekhhnnaa hoo gaa kehh hamm khood kessee muslims hainnnn ....sabb see pehhllay hamain khhood koo right karrnaa hoo gaa pherr 2nd kee baree aatee hainnnn ......
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment


                  • #54
                    Re: suffard aor faoj.

                    Originally posted by Shaim View Post
                    :D :D :D :D really lolzZzz
                    ye accha hai....is tension se bhary section mai Nokia Bhai ki badolat hum hans bhi lety hain :D :D :D

                    khyaal sy rakhye ga Nokia BHai......kise din apka mob bhi koi na torr dy warna sab numbers bhi chaly jain gy.....Imran Khan ka :D Benazir ka :D MUsh uncle ka etc :D :D
                    HaHa Shaim ma khud Nokia N95 hu

                    maray Battery maray Aday (MOM ) ha......

                    Jan tak wo Zinda ha Ma Hunga .........

                    Comment


                    • #55
                      Re: suffard aor faoj.

                      Originally posted by Masood View Post
                      Hazrat jab aap behas karein to tafseelan baat karna seekhiyey, aik baat ka sarsari jawab dena waqt ka zayaa hai.

                      Let me tell you - main ney Musharraf key aaney per lakhon logon ko shukar baja latey dekha tha keh kisi ney to EHTESAB ki baat ki hai - Us waqt Pakistan key liyey Musharraf sey behtar koi leader nahin tha, jo insaan aik sipahi ho ker Wajpaii jissey duniya ki sab sey badi jamhooriyat ka wazeer honeya ka dawa tha, ussey 2 baar siyasi maidan mein chit kar dey - us sey bada koi siyasi leader nahin ho sakta tha. Remind you Musharraf wohi General hai jis ney Kashmir mein woh action kiya tha jis sey Kashmir ki sab sey aham choti Pakistani fauj key qabzey mein thi, us waqt aap key jamhoori leaders hi beghairat sabit huwey they.

                      Teepu ki jo tareekh aap ney parhi hai uska hawala dey dijiye - ho sakta hai keh meri nazar sey na guzri ho - laiyey uski sanad pesh kijiye.

                      Islami nifaz? Aap mujhey duniya ka koi aik aisa islami mulk btaa dijiyey jahan islami nizam nafiz huwa ho? Aur agar aap Pakistan key halaat sey kabhi khsuh nahin rahey to aap intihaii na'shukrey insaan hain. Pakistan ney apni 60 saala tareekh mein jo kuchh hasil kiya hai, woh duniya key beshumar mulk apni hazaron salon ki tareekh mein hasil nahin kar sakey. Let me give you som examples:
                      • Taqseem-e-Hind key waqt Pakistan aik intihaii ghareeb mulk tha. Yahan tak keh jo asset Pakistan ka hissah thi, Hindusatan ney woh bhi LOOT yes LOOT li. Chand aik bachi kuchi rifles key siwa Pakistan key arsenal mein kuchh nahin tha, phir aazadi key pehley saal hi pakistan ki hindustan sey jang hui jis mein aaj jo Kashmir hamarey paas hai woh aazad huwa - afreen un logon per!
                      • Betey ki pedaish key fori baad agar baap ka intiqal ho jaey to woh beta tabah ho jata hai - Pakistan ka bani Pakistan ko pehley saal hi chhorr geya, uskey baad Ayyub Khan key dor mein Pakistan ney jo taraqi hasil ki hai, woh misaali hai - 50's aur 60's tak Pakistan aik khush'haal mulk tha. Jiska sab sey bada saboot yeh hai keh 1963 tak Pakistan ka budget hamesha positive raha tha (according to Tahir-ul-Qadri)
                      • Pakistan ney 1974 mein pehli baar Atomic Energy per kaam karney ka socha, aur 24 years baad atomi dhamaka kar diya...
                      • Aap sports key maidan ko dekh lein hazaron bandishon key bawajodd kaii maidanon mein kamyabiyan hasil ki hain
                      • Noble prize tak mil chuka hai
                      agar aap in kamyabiyon mein shamil nahin to yeh aap ki mehroomi ki elamat hai.

                      Aap jaisey CHAKORI MUSALMAN jo siraf aik CHAKOR mein phansey huwey hain, keh Islami nizam nafiz nahi, merey bhaii Islami Nizam nafiz karna aasan hai kya? Agar aap 2 maslak key ulmaa ko aik platform per jama nahin kar saktey to aap islami nizam kya nafiz karein gey?

                      Be'pardgi ki baat kartey hain aap to be'pardgi kahan nahin hai? Kya Saudi Arab mein be'pardgi nahin? Har mulk mein kaii classes hoti hain, Iran key hawaley sey main ney yahan keh aik risaley mein parha hai keh Irani khawateen jeans-tshirt mein motorcycle chalatey huwey kaam per jati hain, magar unkey jism ka koi hissah nazar nahin aata, wohi hijaab mein hoti hain - jab aik kafir mulk key likhney walon ka yeh tajarbah hai to phir?

                      aap ki is baat key pehley rukh ko main nahin samajh paya keh kya kehna chahtey hain, doosrey rukh ki baat karta hoon, Khuda ki qasam aaj key croron musalman us waqt key chand hazar musalmano key qadmon ki khak key braber bhi nahin - is liyey bhi nahin keh aaj har musalman khud ko aalam fazal samajh ker doosron per fatwey jharr raha hai, us waqt har musalman faqat aik baat karta tha aik baat manta tha - aaj har maslak ki apni apni batein hain apna apna islam hai - aisey musalmano ko na siraf khatam ho jana chahiyey balkeh inhein Islam ka naam tak nahin lena chahiyey. Iqbal ney aaj sey 100 saal pehley kaha tha:

                      TUJHEY AABA SEY APNEY NISBAT HO NAHIN SAKTI
                      KEH TU GUFTAR WOH KIRDAR TU SABIT WOH SIYARA

                      merey bhaii ham siraf nifaz-e-islam ki batein hi kar saktey hain, Islam ko samajhna hamarey bas ki baat nahin rahi! Lehaza meri iltimas hai keh kabhi khud ko ya is dor ko us dor sey mumaslat na diya kijiye!

                      "aurat bhi jehad kar sakti hai, mard key baad" hmmmmm mera khiyal hai keh aurat per jehad wajib nahin!!!

                      Suffard sahib main aik baat kehna chahta hoon, jehad, ehtesab yeh sab aik daur-e-zamana ki aisi tarakeeb ban chuki hain, jin per har bandah bol sakta hai - magar jehad aur ehtesab sey pehley APNA hona chahiyey - apney gareban mein jhank ker dekhna chahiyey keh ham kahan hain!
                      Well said :phool: 100% agreed:thmbup::rose
                      Mind Sciences

                      Comment


                      • #56
                        Re: suffard aor faoj.

                        Originally posted by Nokia_Afridi View Post
                        HaHa Shaim ma khud Nokia N95 hu

                        maray Battery maray Aday (MOM ) ha......

                        Jan tak wo Zinda ha Ma Hunga .........
                        lolzZz Nokia Bhai dihan sy kahin current hi na lg jae battery charge krty krty :D

                        Comment


                        • #57
                          Re: VIEWS: suffard aor faoj.

                          جب ہارون اسلام کو اسپتال لایا گیا تو لال مسجد کے قریب ترین بھی بڑے اسپتال تھے اور اسلام آباد میں بھی لیکن ہارون اسلام کو راولپنڈی میں فوجیوں کے اسپتال میں لایا گیا اُس کا پوسٹ مارٹم کیا گیا کیوں ؟ پاکستان دو ٹکڑے ہوا آج تک کوی بھی بات پتہ چلی ؟ نہیں کیوں ؟ حمید گل کو کبھی سنا ہے ؟ وہ مشرف کے کتنا خلاف بولتا ہے لیکن جب اُس سے فوج کے بارے میں سوال ہوا تو اُس نے کہا اس پر وہ کبھی نہیں بولے گا وہ ایک سابق فوجی ہے اور فوج کے اپنے قواہد ہوتے ہیں اور بس ابھی کچھ نہیں کہوں گا نہ ہی بحث میں حصہ لینا چاہتا ہوں میری فیملی میں بہت سے فوجی ہیں اور بریگیڈ بھی ہیں اور میجر بھی اور کرنل بھی اور سٹاف آفیسرز بھی ہیں جو وہ ہمیں بتاتے ہیں ہم ہی جانتے کیا اُن کا بھی برین واش ہے ؟

                          Comment


                          • #58
                            Re: VIEWS: suffard aor faoj.

                            Originally posted by *Roomi* View Post
                            جب ہارون اسلام کو اسپتال لایا گیا تو لال مسجد کے قریب ترین بھی بڑے اسپتال تھے اور اسلام آباد میں بھی لیکن ہارون اسلام کو راولپنڈی میں فوجیوں کے اسپتال میں لایا گیا اُس کا پوسٹ مارٹم کیا گیا کیوں ؟ پاکستان دو ٹکڑے ہوا آج تک کوی بھی بات پتہ چلی ؟ نہیں کیوں ؟ حمید گل کو کبھی سنا ہے ؟ وہ مشرف کے کتنا خلاف بولتا ہے لیکن جب اُس سے فوج کے بارے میں سوال ہوا تو اُس نے کہا اس پر وہ کبھی نہیں بولے گا وہ ایک سابق فوجی ہے اور فوج کے اپنے قواہد ہوتے ہیں اور بس ابھی کچھ نہیں کہوں گا نہ ہی بحث میں حصہ لینا چاہتا ہوں میری فیملی میں بہت سے فوجی ہیں اور بریگیڈ بھی ہیں اور میجر بھی اور کرنل بھی اور سٹاف آفیسرز بھی ہیں جو وہ ہمیں بتاتے ہیں ہم ہی جانتے کیا اُن کا بھی برین واش ہے ؟
                            army waloon ko MH main hi laya jata hay , its rule all over the world
                            army key alag hospital keeon baney jatey haan , army waloon key liya hi

                            every one hates musharaf due to his policies but to kill soldiers because musharaf is wrong , do you think it is right
                            Last edited by tauruskhan; 24 November 2007, 20:48.
                            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                            Comment

                            Working...
                            X