Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

    Originally posted by jia View Post
    g sis app nay bilkul theek kaha hay k yhaan phir say agr wali he situation hay ...or jab khwateen ko zaroorat parti hay aisy kamoon ke to us k dil main or us ki zuban per yehi hota hay k agr woh thora bohat job ka experience rakhti to woh ajj zaroorat k wqt job kr sakti thi....abhi to app easly is agr or sakte hain to ignor kr rahi hain laikin is agr or sakte main bohat kuch ho jata hay jis ka illam khwateen ko baad main hota hay or woh apny app say he bohat swaal krti reh jati hain...to acha nahi k hum log un swaloon k liay intezar na krain or apny app main khud ko tiyar rkhain.......main yeh nahi kehti k future main job ke he zarorat per sakti hay ...or bhi bohat sari zaroriyat hoti hain...agr woh khud job nahi kary ge or mushkil wqt main agr or sakte hain ka swaal un ki zubaan per ho ga to wohi next generation ki zuban per bhi ho ga k agr hum log yeh kr laiti to yeh sab bhi kr sakte theen:):rose
    :clap::clap:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

      Originally posted by jia View Post
      to app ka kia khiyal hay dear k mushkil wqt main apna kaam kr laina behtr hay yaan gadhy ko baap bnana behtr hy...........is ka mtlb hay k zarorat k wqt sirf haath he phaila'ay ja'ain..na k khud apny liay koi kaam kr lain or na to humain muhtaji ho or na he kisi ko gadhy ko baap bnana pary:)
      agr koi aurat mushkil wqt main hoti hay to us ka mushkiloon main aik mushkil yeh bhi aa sakti hay k usay kmaana par jata hay to is ka mtlb yeh to nahi hay k woh job krny ki bja'ay dosroon k agy haath phail'ay aik to dusroon ki mohtaj ho or ooper say logoon ke batain sunay...
      :thmbup:

      main do families ki misaal deena chahoun gee kay aik aurat ko main janti houn apni life main kush the Mashallha say kafi saray bachay hian they un kay beetiyan bari or beetay chotay they un ka hubby foot hoo gia ...us ki kisi nay help nahi ki woh ab zakaat liti hai :) ..yeh keh deena kay zarorat paray tab karay to zarorat parnay pay aksar auqaat halat buhat ajeeb hoo jatay hian banda kuch nahi kar sakta ..

      or dosri misaal yeh kay aik lady larkeoun ki job kay kheelaf the ..apni beetoun ko bhi job nahi karnay di or shadi kar di ...abhi us aurat say mulaqaat hovi to herayat hove un ki donoo beetiyan job kar rahi hian or is lady nay khud job dilwai hai :) in larkeoun kay parents zinda they to in ki help say unhay asani hoo gai ...warna to zindagi main aisi stages a jati hain kay buhat mushkil hoo jata hai yeh sab karna ......
      agar pehlay say in sab batoun kay leye tayaar hoo jaya jaye to yeh maslaye to nahi aian gay na :)
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • Defending Housewives:

        My Observation:


        jo women job krti hain......kiya apny soocha k unky babies jo kaafi chooti age k hooty hain wo kitna suffer krty hain?
        mainy khud dekha hai newly born babies day care centres mai hooty hain jahan pr unki proper care krny wala koi nahi hoota
        jo Ayas wahan hooti hain......unky zimmy itny bacchy hooty hain k wo proper kisy ko nahi dekh saktiin...

        + bachoon ka bunyaadi haqq unhy nahi mil paata......q k unki Moms chahy jitna bhi manage krny ki koshish karin 9 to 5 normal timings hain job k jab adhy se ziada din beet chuka hoota hai to phr babies to zahir hai suffer krty hain

        similarly ik or factor k un bachon ki attachement apni Moms se ziada hooti hai jin ki parwarish Maa'n k hathon se or poori tawajju se hoi ho.......wo bachy jo day care centres mai rahy hoon khud ko ignored feel krty hain n so jese jese bary hooty jaty hain complexed hooty jaty hain.

        so this is the major factor jo k clearly ye prove krta hai k Females ko job her giz nahi krti chahye q k or bhi kae priorities hooti hain :)

        Coming with next factor soon INSHALLAH :salam:

        Comment


        • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

          [QUOTE=jia;560874]
          Originally posted by Gul View Post
          [SIZE=3][FONT=Georgia]Jia jee ...! ab ..iss moamlay mein ...kia kahain k or jis aurat ko apny ghar per aa ker sakoon milly ga woh usi sakoon ki base per ghar k baqe kaam bhi kr lay ge:)[/COLOR][/B][/B][/I]
          [/COLOR]
          right ...
          larkiyan jab choti hoti hian to un say pooucha jaye aap baray hoo kay kia banian gee to woh humesha yehi kahian gee teacher , doctor wakeel waghera :D: koi larki yeh nahi kahye gee bari hoo kay bachay or khawanid ko paloun gee :khi: or yeh cheezian woh shuru say zehan main lay kar agay barhti hain ....or taleem bhi hasil kar kay jab woh us maqaam tak pounchti han kay unhay yeh sab karnay diajaye to jo yehi baat a jati hai kay shadi hoo gai ghar beathoo .... jab us ki yeh khawaishat poori nahi houn gee to woh ghar main kesay khushi or sakoon say kaam karay gee :) ..beshak ghar bhi us ki zimdari hai lekan woh apni khawaishaat or ghar donoo ko sahi lay kay chalye to pher koi masla nahi hona chaye kisi ko :)

          job karnay kay leye us kay achay or booray asraat deekhian ...sirf yeh samajh kar inkaar na kar dia jaye kay bas ji yeh job main ata hai or job karni hi nahi ...
          Last edited by .; 3 November 2007, 16:01.
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

            Originally posted by Gul View Post

            Baat KO WAziya andaz mein kijay plz.!
            mery sawaal kay jawab main mera jawaab :hehe:

            ji baat yeh hai kay jo sawaal poucha tha us ka jawaab chaye mujhay :D:

            or post #123 ka bahi :thmbup:


            ab theek ?
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

              Originally posted by Gul View Post
              JEE BEYSHAK MAGAR SIRF WEEKEND PER ...warna jo roaz bahir niklay wo tu ...Ghar ak He chain se beyth-ta hai ....!
              nop sirf weekend nahi jab koi masla a jaye tab bhi yehi kaha jata hai bahir kay kaam atay to yeh maslaye na hotay khud hi sab kuch kar laytay hum ...

              ab zahir hai banda ka ghar usay sakoon daita hai lekan zaida sakoon say bhi uktahat hoo jati hai aksar
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                acha aik cheez main nay note ki hai jo khawateen sirf gharoun main rehti hain to woh sirf ghar ki hi hoo jati hai aksar ko bahir kay kaam main buhat mushkelaat hoti hain ..or dosroun say kehna parta hai mujhay yeh karwa doo woh karwa doo or cheezoun ki info bhi kam hoo jati hai ..hubby kay paas itna time kaha jo woh yeh sab karay us kay leye .........bahir ki khawateen ko yeh maslaye kam hotay hian .... Muhtaaji wali baat in main kam paai jati hai apnay peeroun pay khari hoti hain ...kisi cheez ka dil chaye husband na day sakiay(jaiz zaroreyaat) to woh apni kamai say lay sakti hain ....husband ko taanay bhi nahi millian gay tum yeh yeh nahi la saktay mery leye :khi: ...zaida bari na sahi to choti moti khawaishat to poori kar sakti hain na apni ...
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                  [quote=Aanchal;562458]
                  Originally posted by jia View Post
                  right ...
                  larkiyan jab choti hoti hian to un say pooucha jaye aap baray hoo kay kia banian gee to woh humesha yehi kahian gee teacher , doctor wakeel waghera :D: koi larki yeh nahi kahye gee bari hoo kay bachay or khawanid ko paloun gee :khi: or yeh cheezian woh shuru say zehan main lay kar agay barhti hain ....or taleem bhi hasil kar kay jab woh us maqaam tak pounchti han kay unhay yeh sab karnay diajaye to jo yehi baat a jati hai kay shadi hoo gai ghar beathoo .... jab us ki yeh khawaishat poori nahi houn gee to woh ghar main kesay khushi or sakoon say kaam karay gee :) ..beshak ghar bhi us ki zimdari hai lekan woh apni khawaishaat or ghar donoo ko sahi lay kay chalye to pher koi masla nahi hona chaye kisi ko :)

                  job karnay kay leye us kay achay or booray asraat deekhian ...sirf yeh samajh kar inkaar na kar dia jaye kay bas ji yeh job main ata hai or job karni hi nahi ...
                  well mujeh acchi tarah yaad hai k jb me was kid :D main to her ik saal baad job badalti thi kabhi teacher kabhi doctor kabhi pilot kabhi engineer kabhi ye kabhi wo :D

                  sisso bachy to bachy hi hooty hain wo buhat kuch sochty hain but time or observation buhat kuch sikhaati hai k kiya sahee hai or kiya ghalt......mujeh after marriage saraaa jahan job k lye kahy tab bhi main nahi karoon gi......coz i know my Family n House ll surely suffer :)

                  itni chooti umer mai kahan babies n husband ka khyal hoota hai :D wo to bus masoom c sooch hooti hai lolzZ :D

                  m really laughing :D :D :D

                  Comment


                  • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                    Originally posted by Gul View Post
                    :rose


                    SAhiba ek AADMi agar Buisness shoro kar k BIVI ko alag se oss mein fit nahi karta ...tu yeh oss ki marzi ..

                    yeh kia baat hovi husband ko jo kaam pasand na hoo woh us ki marzi or biwi pay saray faraiz a jatay hian us ki marzi nahi chalnay daytay .....ajeeb baat hai ji :lpop:

                    no dear marzi warzi ki koi baat nahi hai jis nay nahi karna nahi karnay day ga ........jealousy :hehe:


                    Baqi Jo aur aurtoun ka moamla hai ....

                    TU ZAROORAT ki baat tu aap khud hee topic se nikal chuki hein ....

                    aap ko mere sahi batian topic say nikli hovi lagnay to main ab kia keh sakti houn :donno: ..
                    mera point sirf job hai usi say related batian hi main nay ki hain :thmbup:

                    Baqi Jo khawateen Sirf TIME PASS karany ya apnay QEEMTI ELM ko job k zariyay cash karna chahti hein hum oss k favor mein har giz nahi hein ....


                    acha aap khawateen ki kitni taleem kay haq main hain ? or kasi taleem ?
                    beyshak ...husband k under reh kar kaam karna aur ghar mein kam karna laga hota ho gaa ...Magar wo kisi tur per jab ko pabandi nahi bardasht karti tu wo job b tu apni hee marzi se kisi aur company mein karay gee na ...warana wo ghar per reh kar apnay bachoun ka intezar karay , wo gahr jo os k hubby nay oss ko apni mehnat ki kamai se saja k diya hai ...aur jis mein oss ko kisis tarah ki koi kami nahi ..! ?
                    yeh to aap sirf apna point of view keh rahi hian kay aia mumkin nahi ...to jo cheez aap ki nazroun say nahi guzri aap yeh keh doo gay kay aisa to mumkin hi nahi ?:mm: main is ki misaam day chuki houn kay aik aurta apnay husband kay computer business main hath batai hai ...:lpop:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                      Originally posted by Gul View Post
                      JEE JEE buhat sahi kaha :) Fully Agreed ...itni se baat inn ki samjh mein nahi aa rahai deykhein na .............:tauba
                      Going Good Gul :salam:

                      Comment


                      • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                        Originally posted by Gul View Post

                        Yehan debate mard aur aurat k mizajoun ka taqaza nahi sirf topic per baat kijay ! Kion k yeh baat ek alag taraf baat ko lay ja-ay gee ! :)

                        [COLOR=DarkRed][I][FONT=Georgia][SIZE=3]
                        yeh kia baat hovi ham koi baat karian to aap kehti hain yeh to topic main hi nahi hai
                        :na:
                        kuch batian direct topic say milti hain kuch ka indirect link milk milta hai ...lekan link milta hai isi leye to ki hain :rose
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          khawaishat or wishes aik hi kheet ki mooli hai na :lol
                          yeh dabian woh dabaian har cheez daba daba kay aik din khud zameen main dab jaian ...yehi hai zindagi ?:donno:

                          :kr: kuch na dabain......:D

                          just compare k apki wish sirf apny tak hi mehdood hai ya ap sab k lye sochty hain?
                          kiya ap sirf apni hi wishes k lye soochin gy?
                          unky lye nahi jo apka time mangty hain or apki tawajju bhi.......or jinka haqq hai ap per? :)

                          Comment


                          • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            :na:bachoun ki zimmdari donoo ki hai ..ham yeh nahi kehs aktay mard kar laian to barapan hai or na karay to un pay yeh zimmdari nahi hai ......

                            woh aisi job karey jis say woh sab theek waqat pay kar lay to ? 7 bajye na to kam waqat key leye job karey pher ?

                            Normal timings office jon k 9 to 5 hain
                            teaching mai timings zara kam hooty hain till 2 o clock

                            Comment


                            • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                              Originally posted by Gul View Post


                              Mein As A MEMBER OF TEAM B ....iss debate ko aagay barhaati hoon!

                              start tu kher jab aap favor mein hoon tu always easy hota hai
                              :) aap nay do reasons dee khawateen k job karnay ki...
                              Ek earn karna ,aur second Taleem ka usage ...
                              hum apni zarooriyat ko mehdood agar rakhein ..fazooliyat se bachein, kafayat shoaari se kaam lein tu hum khwateen ko job ki koi zaroorat nahi...
                              Rahii..taaleem ka behtareen istemal apnay bachoun ki parvarish hai. kion k sab se pehla madresa( school) Maan ki GOUD( lap) yani ghar hota hai
                              .ya agar aap iss ko aur b masbat aur mofeed karna chahti hain
                              tu Islaahi turr per kaam kijay charity bases per bachoun parha-iyay....
                              ya phir aisi khwateen tak elm ki roshni puhancha-ein ..jo beychaari kisi wajh se nahi parh sakein...Os sk li-ay JOB karnay ki Qata`an zaroorat nahi .! :)
                              Originally posted by hamzad View Post
                              orat ka asal mukam us ka ghar he jahan us ko bohat sara waqt dena hota he,bachon ki tarbeyat karna hoti he or ye aik full time job he is ke elawa phir mazeed kisi job ki kia zarurat he?:donno:ager wo ghar ko bhi dekhe or job bhi kare to wo phir double kaam kare gi or natija thakawat or zehni tension ho ga jo us ke ghar or bachon par bure asraat muratab kare ga.aj ke doar me insan me bardasht kam ho chuki he is leay k insan ne khud ko bilawaja hi dher saer bakheron me masroof kar lia he.purane waqton me khwateen gharon par rehne ko tarjeeh dia karti thein to ghar pursakoon raha karte the jab ke aaj dekh lein kese asaani se ghar toot jate hen.


                              Good Bravos.........!:lpop:

                              Comment


                              • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                                Originally posted by Gul View Post

                                Agar oss khaton ko oss k mian nay job karnay se roka...awal tu yeh waqi onn ka zaati momala hai :wk

                                pher zaati mamla

                                dosri baat yeh k ....jab bachay b baray ho gay ..aur onn ko kamanay ki koi khas wajh b tu honi chahiyay ...mard ki ghairat yeh gawara nahi kar rahi ho gee k oss ki BIVI daftroun mein ya kisi b tarah ki nokri mein dhakay kha-ay ..kion k wo duniya ....ki gandi nazroun se oss ko door rakhna chahta hai !!!!!!!!!!!!!! SIMPLE............aur aurat jo hama waqt yeh saochti hai k wo mard se behtar hai wo oss k apnay baray baray bachoun k aba k decision ko Jealousy keh rahi hai ....ufff be- chari AURAT

                                woh teaching karna chahti the ..unhay kisi daftar kay dhakay nahi kahnay partay ...bachay bhi sab mature they or woh khud bhi maa kay favour main they ...or wohaurat 50 kay qareeb the :D:

                                yeh sararsar Zaidaiti hai us kay sath ....us nay sari znidagi hubby ka sath dia ab is age main bhi hubby usay apni khushi say kaam nahi karnay daian to zaiti hai ...jab kay bachay baray they sab apnay kamoun main masroof ...woh aurat ghar beath kay deewaoun say sar takraye gee ?
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X