Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

    Originally posted by Gul View Post
    YEH TU JEE ONN MIAN BIVI ka moamla hai na aap ziada behtar janti hein ONN khawateen ko ...hum nahi jantay :wk ab Aap ko kia btaaON ap KHASI samjhdar dikhti hein ....:cc: K aisia khawateen agar husband k under hee kam karan chhati tu wo ghar per rehna b prefer kar sakti theen asal mein wo husband k under nahi rehna chahti nahi ....wo KHUD KAFEEL honay ki koshish mein ...
    JANAY KIA KIA soort-e haalat paida kar deyti hein ..
    sirf miyan biwi ka mamla kio howa yeh sari khawateen ki baat kar rehay hain ham na kay jinhay itraaz hai khawateen ki job pay agar aisa kuch hoo to pher kia hona chaye ????/

    sawal ka wazeha jawab dia karian na kay aisi situation ho to pher job kar sakti hain ????

    or husband kay under reh kar kaam karna or ghar kar kaam donoo kamoun main faraq hota hai...:rose
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

      Originally posted by Gul View Post

      :) TU AURAT KI ALLA ZARFI HAI K WO PHIR ZIADA ELM HONAY K BAWAJOOD APNAY HUSBAND Ki bat maan leyti hai ....aur ghar per reh kar apnay bachoun ko ek acha mahole deyti hai ....KION K wo FARMAN BARDAR hai KioN k WO AIK ACHI muslimah hai jis ko pata hai k oss ko apnay husband ki baat man-na hai yehi oss ki zindgee hai yehi oss ki zimadari...! iss mein Koi muqabla nahi ....:):) LOTS OF SMILES :):):lpop:
      Aurat compromise karay to yeh us ki Alazarfi ..or mard compromise na karay to usay kia kahiaan gay ?:cc:
      yeh un kay husband ki jealousy hai ....
      bachay un kay baray hain or mashallha say sab theek thaak hain parhai main or har cheez main ...sab baray hain ....woh lady bhi teaching main kafi experience reakhti hain ....to un ko kaam na karnay dia jealousy hi hai husband ki ...
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

        Originally posted by Gul View Post
        [I][FONT=Georgia][SIZE=3]

        yeh zindgee ki nahi samjhnay ki baat hai ....aap nay DESIRES and WISHES ko ek muqam dey diya...
        meri best wishes aap k sath hein ...:) kion k mein apni desires per control karna janti hoon ! :)
        philosphy sirf sunnay main achi lagti hai lekan practical life main yeh buhat kam hi use ki jati hai :)
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

          baki replies bad main ..
          or baki team members kahan gay ?
          ham 2,3 loog hi boltay ja rehay hain

            Originally posted by Aanchal View Post
            baki replies bad main ..
            or baki team members kahan gay ?
            ham 2,3 loog hi boltay ja rehay hain

            :tauba aur tum 2 - 3 log hi kitna boltey ho keh 7 page bhar diyey :lol
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

              Originally posted by Masood View Post
              :tauba aur tum 2 - 3 log hi kitna boltey ho keh 7 page bhar diyey :lol
              aap kis khushi main andar aye ?:hathora
              shabash jaoo or sunday ko ana :zuban:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                Originally posted by Gul View Post
                :SubhanAllhaa: kitni achi misaal dee aap nay ...Khawateen khaitoun mein kaam karti hein ....aur ghar k kaam b....ONN khawateen k liyay khaitoun mein kam karna goya ghar ka kaam hai , secondly onn khawateen k wo family probs nahi hotay ..jo hamari shehar ki khawateen k hotay hein ....yeh khud parhi likhi nahi hotien onn k bachay schools ki hadd tak jo parthay hotay hein, wahi elm onn tak rehta hai bulkeh onn k tu bachy b khaitoun mein kaam kartay hein aur sath sath parhtay hein ...onn ka setup ek dum differnt hota hai ..u can not match them wid aik gharailo woman of city... aap jis FAST zamany aur waqt ki baat kar rati hein oss mein inn khawateen ki baat jo Gaooun mein hoti hein ek dum contrast hai ..mein onn KHAWATEEN ko wesay SALAM :salam: karti hoon ..magar yehan per JOB FOR PAY ki baat hai na k JOB wid out pay ki baat ?

                [/COLOR]
                [/SIZE][/FONT][/I]

                sari dunia jahan ki gaoun ki aurtoun kay apnay kheet hotay hian kia ?:lol jo aap keh rahi hain un khawateen kay leye kaam karna ghoya ghar ka kaam hai ..aap reality say hat kar baat kar rahi hain :)
                gaoun ki aurtian dosroun kay kheet main kaam nahi karti ? vohan ki aurtoun baray gharoun main ja kay kaam nahi kartein? in say unhay pesa nahi milta ?

                aap nay kaha kay woh parhi likhi nahi hoti or bachay bhi zaida nahi parh payaty ....lekan un ki soouch hoti hai kay ham bachoun ko parhian ..un kay paas pesa ki kami hoti hai jis ki waja say yeh maslaye hotay hian ..

                yeh main aap say pehlay bhi araz kar chuki houn kay yaha sirf job ki baat hoo rahi hain without pay ya with pay isay ham nay alag alag nahi reakha .....

                agar gaoun ki khawateen ka apna kheet bhi howa jahan woh kaam kar rahi hain to woh un ka apna alag kaam hoo gia na bahir ka ?gharoun ka bhi karti hian bahir ka bhi :)

                .
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                  aaj ki aurat khila ki bhi sair kar chuki hai woh ghar say bahir nikli hai to usay yeh maqaam mila na ? us nay taleem hasil ki pher usi taleem ko practical life main use kia pher usay woh maqaam mila ...ghar main rehnay wali aurat kabhi ghar beathay beathay chaand par pounch sakti hai?
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                    Originally posted by Gul View Post
                    [LEFT][COLOR=Indigo][I][FONT=Georgia][SIZE=3]

                    :) KION K ABHI AAP NAY HAMEIN SUNAA hee kahaan hai :) .....
                    AIK samjhdaaar aur saleeqa shoaa`r aurat ki zindgee ka mehwar oss ka ghar ....oss k bachay oss ka khawand hota hai ...iss liyay oss ki zindgee k ek ek pal ...ossi k gird ghoomta hai wo zindgee k saray Khoobsoorat lmahay apni family k sath taswar karti hai ...iss liyay WO aurat baat b yehi karti hai :) .....Samjh gaein houn gee OMEED -e_WASIQ hai :):)

                    to app sunian na :khi: deekhtay hain aap ka baki khawateen kay baray main kia point of view hai :)
                    job karnay wali khawateen bhi in cheezoun ko ehmeyat daiti hain sirf ghar main rehnay wali hi zaida saleeqa shouwaar nahi hotien :lpop:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                      student life main jo larkiyan job karti hain woh apni fees kay pesay bhi khud daiti hain or ghar waloun pay bhoujh bhi nahi banti :thmbup:

                      acha aap loog keh rehay hoo kay taleem hasil karian lekan job nahi to aksar institute main yeh requirements hoti hai kay aap ka itnay month/year ka working experience hoo pher aap ko admission mill sakta hai is baray main kia khayal hai ?
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                        aik aurat ko main janti houn apnay husband ka kaam sanbhalti hai computer ka un ka apna business hai ...sham ko kuch waqat us kaam ko daiti hai ...ghar kay kaam bhi saray khud karti hai or husband ka sath bhi day rahi hai ...jo taleem us nay hasil ki usay bhi istamal kar rahi hai or ghar ko bhi deekh rahi hai ....aisi aurtoun kay baray main kia kehtay hian aap loog?
                        Last edited by .; 2 November 2007, 12:47.
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                          kuch husband khud bhi to apni bewoeun ko allow kar daytay hian job karna ?:D:
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            dosroun ko bhi to khayal reakhna chaye :mm:
                            husband wife sab ko balance hoo kay chalna chaye :rose

                            well 100 main say 2 loog he aisa kuch sochtay hoon gaye..jahan tak mera khayal hai.....jahan tak khayal rakhnay ki baat hai tu......i think keh yeh ik haath day or ik haath lay wali baat hai..keh ap kisi ka karo gaye tu koi ap ka karay ga.....kaya khayal hai...

                            Comment

                            • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                              Originally posted by Gul View Post
                              AQAL KI BAT ! :):) YEH AAP AWAAM hein :eye: ya.............! :rose

                              she is my jani....i m jus kidding wid her..n she knowz....n i m not awaam

                              Comment

                              • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                                Originally posted by Shaim View Post
                                Starting In The Name Of ALLAH :rose

                                Aj ka topic Aurat or uska mulazmat krna hai......kiya Aurat ko mulazmat krni chahye ya nahi???
                                Main "NAHI" k haqq mai jaoon gi.......or main apny topic ko kuch is tarah defend krna chaahon gi k......Aurat ka tasawwur hamesha se hamary muas'ry mai "Ghar Ki Zimmedar" ka hi raha hai.....q k Aurat apny ghar k lye buhat ziada caring or zimmydaar hooti hai baat ye nahi k mardon mai ye khoobyan nahi.......mardoon ko bhi ALLAH TAALA ny in tamam senses n feelings se nawaza hai pr mard or Aurat ki zimmedaryon mai buhat fark hai.....
                                ik Aurat apny ghar ki nighibaan tasawwur ki jaati hai........jab wo student ho tab uski saari tawajju apni studies pr or jb studies complete to usy ik nae ghar ki zimmydaari somp di jaati hai jahan nae ghar k sabhi logon or apny Husband ki zimmydaari us pr hooti hai.

                                Ab hum us zimmydaari ko zer-e-behes laaaty hain jo k ik Aurat pr hooti hain.
                                ghar k sabhi kaam waghera.....let suppose apk paas ik full time servent bhi hai even then kuch cheezin aise hooti hain jo ik Aurat jis se sb rishty mansoob hain usy sar-anjaam deni hooti hain......or ager usky paas ik bhi servenmt nahi to sab usy khud hi krna hai isky ilawa sab se ziada xpect ik Aurat se usky Bacchy krty hain jinka poora haqq hoota hai apni Maa'n pr k wo unki nighidasht kary or unhy poori tawajju de specially initial yrs mai........

                                So in tamaam zimmydaarion k bais ik Aurat job nahi kr sakti........or ager kary to sab hi rishty sab hi zimmydarian buri tarah se mutaa'sir hooti hain....jiski wajah se mera Opinion Khawateen k job NA KARNY k haqq mai jaata hai.....!

                                Abhi k lye Itna hi.....
                                baaqi main mazeed justifications k sath aon gi taaky apny topic ko defend kr sakoon

                                KHUSH RAHYYE
                                Ma'ASSALAM!

                                i m agree wid u....

                                but ap ko yeh nahi lagta keh....shadi say pehlay urat ager chahye tu job ker sakti hai....jo us nay perha hai..itni mehnat ki hai..us ko kuch tu use kerna chaiye na us ka...keh Allah na karay keh life main agay chal keh us ko koi prob ho.....tu wo eaisly kuch ker sakti hai apnay liye apnay gahar walon k liye.....ager us main confidence ho ga....himmat ho gi......

                                main b ais baat main ap say agree hoon keh..shadi k baad urat ko job nahi kerni chahiye......

                                Comment

                                Working...
                                X