Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi
theak kaha aquari nain orat ka jo muqam islam nain humain dia hay wo sirf shahri zindgi main hi nazer ata hay gaon kay jagerdar nizam nain orat kay muqam hi ult dia hay vinne or kari ker kay mar dayna kon si hikmat ka kam hay wahan kay log janwerorn say bhi bater zindagi guzar rahay hain.jo sholeat humain shaher main hain hay wahan gaon ki life main nahi hay wahan per taleam sirf jagerdar kay bachon kay leay zerori hay gaon kay baqi bachon kay leay nahi kyuonkay wo jantay hain ager un ko taleam mil gai to shor aa jay ga sahi or galat ko samjhnay lagay gain.shaer main bachay apnay waladain kay dost ban jatay hain un say dertay nahi un kaahteram kertay hain un say her maslay ber bol saktay hain kyuon ey sub batain un ki talem unhain sikhati hay.baat taleam ki yah bachion kay kehai silai kki ey sub shaer main mimkin hay.dunia kay sath kaysay chalna hay ey sub shaer main mumkin hay gaon main to sahi galt ka shor hi nahi hay.wo gairdar kay nizam main is qader ulajh chukay hain kay islam ki taleam kia sikhati hay kutch yad nahi .humain gaon kay logon say ikhtalaf nahi hay bus wahan kay qanon say ikhtalaf hay.shaer main log bemat pernay per mer janay kay khof main mubtala nahi hotay kyuon hospital ki shaolat her jagah hoti hay per gaon main adhay log bemar pertay hi mer jany kay khof say hi mer jatay hain kyuon kay sahi dawai or sahi tibi sholat na honay ki waja say wo waqt say pahlay hi jan day daytay hain.shaeri zindagi daon ki zindagi say kai derjay bahter hay

Comment