Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi
Asslam o Alycum All
Specially to the members of Team "A"
Dear Munda Sialkoti sb
Mein ap ko is baat ka jawab deta chaloon ke jiss door ki baat ap kar rahein hain ke Deehato ke loog johar ka ganda pani peetay hain jiss se kaye kisam ki diseased s paida hoti hain, Dear for ur kind information ke ab bilkul aise nehi hai aap apne knowledge ko refresh karein aap abhi tak 20/30 saal purana knowledge liye bethe hain. Ab deehatoon mein bhi saaf pani hota hai buhat kaam aise dehat hoon gay (balke mere khayal mein tu koi bhi nehi ho ga) jahan peene ka saaf pani musaar na ho. Or ap ne jitni bhi diseases batai hain un ka wajood dehatoon mein kuch arsa pehle tak tu tha laiken ab aisa nehi. Ap aaj kal ki jitni bhi bemariyaan hain like Hepatitc B & C in ke jitne bhi cases hain in mein zayada tar logo ka talaaq Shehroon se hota hai. Shaheroon mein tamam loog filter affoard nehi kar sakte, or shehar mein aik common an jo pani istimaal karta hai us mein na jane kaun kaun sa gand hota hai or ap ne apni post mein jitni bhi diseases ka zikar kiya hai wo ab dehaat ki nisbat shahroon mein zayada hain.
aap ne baat ki hai ke Shahroon mein doodh taaza pack milta hai, ap ko kiya pata ke jo packed milk hota hai wo khalis hai, balke jo companies packed milk supply karti hain wo pehle us mein se cream banatein hai jiss se doodh ki asal ghaziat khatam ho jati hai baad mein jo bach jata hai use pack kar ke market mein bhej dete hain or hamari naadan awam ye samjhti hai ke wo khalis doodh istimaal kar rahe hain :tauba .
In short, ap ne apni post mein jo kuch bayan kia hai aaj kaal us ka koi wajood nehi, meray bhai koi or reason dhondo.... I hope ke u will never mind.
Allah Hafiz

Comment