Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Islam aur Ham??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Islam aur Ham??

    Originally posted by Aania View Post
    Quran wo kitaab hai .. jisey samajh aa jaye Jannat us ki ..
    Parents ya barron ko blame nahen ker saktey har giz .. kion wo hamen skool bhi bhejtey hain .. jab ham wahan usey continoue rakhtey hein apney liye fields chuntey hein .. to definately .. Ashraful makhlooqaat honey ki waja se .. ham aqal band to ho jatey hein .. kam aqal bhi lekin kabhi BE AQAL nahen ho saktey .. is liye jo soch sawal ker sakti hai .. wohi soch QURAN PAAK ko open ker ke parhey samjhey to kion kar har sawal ka jawab nahen milta ..
    ye do sawal sirf DO sawal nahen hain .. CHAIN of questions ban jaatey hein .. aur yehi aap ko yehan .. nazar bhi aaye gaa .. Well I would like to bring Aayah from Quran to explain the answer n reasons in detail. inshaAllah soon
    Aania thanks to be here:rose

    now let me v clear my intentions for starting this thread

    dear mey ney yahan kisi ko blame nahi kiya hai----aur na hi mey chahti hun key yahan aik blame game shuru ho jaye

    ab aap key points ki taraf aatey hein

    1-Parents hamein school bhi bhejtey hein

    honestly Aania.........wo hamein school bhejtey hein .........hamari anual reports hoti hien............teacher key sath communications hoti hein.......Parents concern hotey hein........bacha kitna seekh gaya hai kitna nahi..........us key concepts kitney clear hein.........kitney nahi

    aap ko physics ki ya kisi bhi subject us waqt tak samaj nahi aati jab tak aap key concepts na clear hon

    anyways this is going off topic

    kya wo itney hi concern hamari Islamic learning mey hotey hein? except namaz seykhaney key ya Quran reading seykhaney key?

    Ab hamara time hai key hum is pey sochien ........ta key inshAllah apney choton ko aur phir as Parents hum apney bachon key liye concern hon .....in sabhi baaton key liye.......not only for worldly education but also for Islamic edu.

    Meyra sawal jo hai wo sirf do sawal nahi hein Aania

    ye sirf aik "stop sighn" hai "to pause and think wat Islam is."............kya hum sab itney mukhtalif aaq'aid key sath aik Mazhab key peyro kaar kaheen sey lagtey hein .........Nahi na

    then there is something wrong

    wer are not practicing true Islam

    so we should go back to the Roots.....

    this is my point

    I hope u understand wat i really want to say inshAllah
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #77
      Re: Islam aur Ham??

      Originally posted by Khalil View Post
      main ny siraf aap kee post dekhai thee pehly...aur main ny quote bee osy kia tha....:wk
      i hope ab tak perh li hon gi pichli posts bhi :thmbup:

      point to aik aam sa hay per masood bhai ny aap kee tareef kiun ker di:donno:
      Masood bro. ney meyri tareef ker di :cc:

      wo to mujhey journalist keh rahey they :hehe:
      shaid main yeh kehna chah raha tha k jo main ny Un k bary main stdy kia hay...
      khl Islam mey "Shayad" ki jaga "yaqeen" sey baat ki jati hai:thmbup:

      aap ka jo bhi matlab tha us baat sey u can just say it.....inshAllah
      aur MashAllah v good to know that you studied islam...kaisey , kahan sey, aur kya difference aap khud feel kertey ho

      i hope we all wud learn from it inshAllah

      Khuda ny mujy aik adad Aqal e saleem dee hay....main achy aur bury main pehchan ker sakta haun...es liy apny dill kee baat bee manta hun...
      :thmbup:

      lakin aap mera yeh bee reply nahi samji........main aur aap sab jantay hian k Islam aik mukamal zabta hiyat hay............lakin es doar main jaisy k hum ny Islam ko apni marzi key mutabik bana lia hay ...Islam kee wo Rooh nahi hay hamary pass to pher es liy ka tha k humain Neutral bann k sochna pary ga..

      Han main janta hun ager hum 100% muslim huntooo
      khl yahi to mey ney apni reply mey kaha tha na

      "get back to the Roots"

      ye phir mey kahun gi key itney mukhtalif beliefs key sath hum AIK Islam sey taa'luk rakhney waley nahi rakhtey hein

      hum sahih islam nahi follow ker rahey hein

      we should only stick to Quran and SUnnah.......ta key koi bhi hamein ghalt simat pey na daal sakey
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #78
        Re: Islam aur Ham??

        Originally posted by yellowsky View Post
        Aania thanks to be here:rose

        now let me v clear my intentions for starting this thread

        dear mey ney yahan kisi ko blame nahi kiya hai----aur na hi mey chahti hun key yahan aik blame game shuru ho jaye

        ab aap key points ki taraf aatey hein

        1-Parents hamein school bhi bhejtey hein

        honestly Aania.........wo hamein school bhejtey hein .........hamari anual reports hoti hien............teacher key sath communications hoti hein.......Parents concern hotey hein........bacha kitna seekh gaya hai kitna nahi..........us key concepts kitney clear hein.........kitney nahi

        aap ko physics ki ya kisi bhi subject us waqt tak samaj nahi aati jab tak aap key concepts na clear hon

        anyways this is going off topic

        kya wo itney hi concern hamari Islamic learning mey hotey hein? except namaz seykhaney key ya Quran reading seykhaney key?

        Ab hamara time hai key hum is pey sochien ........ta key inshAllah apney choton ko aur phir as Parents hum apney bachon key liye concern hon .....in sabhi baaton key liye.......not only for worldly education but also for Islamic edu.

        Meyra sawal jo hai wo sirf do sawal nahi hein Aania

        ye sirf aik "stop sighn" hai "to pause and think wat Islam is."............kya hum sab itney mukhtalif aaq'aid key sath aik Mazhab key peyro kaar kaheen sey lagtey hein .........Nahi na

        then there is something wrong

        wer are not practicing true Islam

        so we should go back to the Roots.....

        this is my point

        I hope u understand wat i really want to say inshAllah
        here I would like to tell you ...

        Alhamdulillah Alhamdulillah .. main jis ghar main peda huii wahan maan ke roop mein angel diya Allah ne baap ke roop mein saiibaan ... haan jis daur mein .. early childhood hamen Quran Paak parrhney bheja gia to na sirf meri mom ne diary banayee thee nemaz n learning points ki balkeh hamari teacher ne bhi diary banayee thee... hamen usi waqt nemaz ka matlab mafhoom samjha diya gia thaa... mujh mein agar Allah ko Allah ke deen ko jaan-ney ka jazba hai .. to sab meri mom ki n meri Quran parhaney wali teacher ki waja se .. hamarey knowledge mein ye baaten tabhi daal di gayeen theeen .. ke islam aur sawal ka kia ta'luq hai sawal poochney se mumaniat nahen lekin jawab Quran hai .. ye hamari kamzori hai .. ham agar time clock ko dekh ker lecture attend karen to ham apney liye khud problems barhatey hein ..

        main Islam parhaney walon ko ya kisi ko bhi koi blame nahen ker rahi ..
        is liye dont worry ..
        Alhamdulillah Alhamdulillah .. jo bachpan mein sikhaya yaad kerwaya gia Alhamdulillah aaj bhi yaad hai Chahey Surah Yaseen ho, Ibrahim aleyhi salam ka waqiya , Ismail aleyeh salam ka waqya , Deen e Islam, Rasool Allah PBUH ki life, Allah ke angles, angels ke kaam , sidratul munteha ..Surah Mulk, surah Waqiya, Surah waqiya ki fazeelat, Yaseen ki fazeelat, Surah baqra ki aakhri aayat, 30th parah, Surah Jumma, surah Muzammil.. baat samajhney ki hai bachpan se aaj tak Alhamdulillah jo parents n asatiza ne diya hamari life pe unke ehsaan hai ... Alhamdulillah
        May Allah bless them aamen.
        Visit My Early PS Work
        You Are Welcome To Comment

        Comment

        • #79
          Re: Islam aur Ham??

          Originally posted by yellowsky View Post
          Bravo!!

          Quran ko samaj key perhney key liye kya steps leyney chahiyein??
          jese Neem hakeem hatra-e-jaan hota he, isi tarah gair mustnid ustaad bhi khatra-e-emaan hota he...kisi mustanad ustaad ko dhondiye :)
          :thmbup:

          Comment

          • #80
            Re: Islam aur Ham??

            i hope ab tak perh li hon gi pichli posts bhi :thmbup:
            Nahi abi nahi dekhii...sasri nazer mari hay..bus aik dosry ko nicha dekhani kee koshash kee hy sab ny...:wk

            Masood bro. ney meyri tareef ker di :cc:

            wo to mujhey journalist keh rahey they :hehe:
            aakhooo gee
            khl Islam mey "Shayad" ki jaga "yaqeen" sey baat ki jati hai:thmbup:
            ager hum main etna yakeen huta to yeh behas na huti...abi hamar Emaan kee kafee kamzoor hay.

            aap ka jo bhi matlab tha us baat sey u can just say it.....inshAllah
            InshaALLAH:pagal:
            aur MashAllah v good to know that you studied islam...kaisey , kahan sey, aur kya difference aap khud feel kertey ho
            Thanks main khudh ko buhat hee BURA aur as Abdulwahab(ny jo tareef kee hay muslim kee) wo samjta hun buhat hee kamzoor emaan wala..hamary samny GUNAH huty hian aur hum chup ker k bethy rehty hian

            i hope we all wud learn from it inshAllah
            sureeeeeeeeeeeee

            :thmbup:
            :em:

            khl yahi to mey ney apni reply mey kaha tha na

            "get back to the Roots"

            ye phir mey kahun gi key itney mukhtalif beliefs key sath hum AIK Islam sey taa'luk rakhney waley nahi rakhtey hein
            surely hum main wo islam nahi hay .humain apny ROOTS kee koi parwa hee nahi
            hum sahih islam nahi follow ker rahey hein
            yeh to aap janti hee hungee.........:na:

            we should only stick to Quran and SUnnah.......ta key koi bhi hamein ghalt simat pey na daal sakey
            gee bilkul....................humain to siraf HAzrat Muhammad PBUH ka akhri KHUTBA yaad hun to sab kuch theek hu jay gaa..

            Comment

            • #81
              Re: Islam aur Ham??

              Originally posted by Aania View Post
              here I would like to tell you ...

              Alhamdulillah Alhamdulillah .. main jis ghar main peda huii wahan maan ke roop mein angel diya Allah ne baap ke roop mein saiibaan ... haan jis daur mein .. early childhood hamen Quran Paak parrhney bheja gia to na sirf meri mom ne diary banayee thee nemaz n learning points ki balkeh hamari teacher ne bhi diary banayee thee... hamen usi waqt nemaz ka matlab mafhoom samjha diya gia thaa... mujh mein agar Allah ko Allah ke deen ko jaan-ney ka jazba hai .. to sab meri mom ki n meri Quran parhaney wali teacher ki waja se .. hamarey knowledge mein ye baaten tabhi daal di gayeen theeen .. ke islam aur sawal ka kia ta'luq hai sawal poochney se mumaniat nahen lekin jawab Quran hai .. ye hamari kamzori hai .. ham agar time clock ko dekh ker lecture attend karen to ham apney liye khud problems barhatey hein ..

              main Islam parhaney walon ko ya kisi ko bhi koi blame nahen ker rahi ..
              is liye dont worry ..
              Alhamdulillah Alhamdulillah .. jo bachpan mein sikhaya yaad kerwaya gia Alhamdulillah aaj bhi yaad hai Chahey Surah Yaseen ho, Ibrahim aleyhi salam ka waqiya , Ismail aleyeh salam ka waqya , Deen e Islam, Rasool Allah PBUH ki life, Allah ke angles, angels ke kaam , sidratul munteha ..Surah Mulk, surah Waqiya, Surah waqiya ki fazeelat, Yaseen ki fazeelat, Surah baqra ki aakhri aayat, 30th parah, Surah Jumma, surah Muzammil.. baat samajhney ki hai bachpan se aaj tak Alhamdulillah jo parents n asatiza ne diya hamari life pe unke ehsaan hai ... Alhamdulillah
              May Allah bless them aamen.
              :)

              good for you :masha

              carry on with it :thmbup:
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #82
                Re: Islam aur Ham??

                Originally posted by Khalil View Post
                Nahi abi nahi dekhii...sasri nazer mari hay..bus aik dosry ko nicha dekhani kee koshash kee hy sab ny...:wk
                AstagfiruALlah
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #83
                  Re: Islam aur Ham??

                  Originally posted by Khalil View Post
                  Nahi abi nahi dekhii...sasri nazer mari hay..bus aik dosry ko nicha dekhani kee koshash kee hy sab ny...:wk

                  aakhooo gee
                  ager hum main etna yakeen huta to yeh behas na huti...abi hamar Emaan kee kafee kamzoor hay.

                  InshaALLAH:pagal:
                  Thanks main khudh ko buhat hee BURA aur as Abdulwahab(ny jo tareef kee hay muslim kee) wo samjta hun buhat hee kamzoor emaan wala..hamary samny GUNAH huty hian aur hum chup ker k bethy rehty hian

                  sureeeeeeeeeeeee

                  :em:

                  surely hum main wo islam nahi hay .humain apny ROOTS kee koi parwa hee nahi
                  yeh to aap janti hee hungee.........:na:

                  gee bilkul....................humain to siraf HAzrat Muhammad PBUH ka akhri KHUTBA yaad hun to sab kuch theek hu jay gaa..

                  Ya Allah!

                  khl mey phir sey apni saari batein repeat karun yahan :)
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #84
                    Re: Islam aur Ham??

                    Ma'af karna main bahut dek ke baad iss thread ko dekha, aur pura padha nahin but unwan dekh ke samajh gaya k kis topic pe bahas chal rahi hai

                    kuchh din pehle main apney signature mein lagaya tha

                    ke Islam duniya ka sabse achcha aur sirf yehi ek mazhab hai but 'Hum' yaani musalman duniya ka sabse ganda qaum hain

                    Need to say more...I will tell you
                    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                    Comment

                    • #85
                      Re: Islam aur Ham??

                      Originally posted by Spy009 View Post

                      yes spy -- i remember

                      n sure inshAllah---anytime :thmbup:
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #86
                        Re: Islam aur Ham??

                        Originally posted by yellowsky View Post
                        yes spy -- i remember

                        n sure inshAllah---anytime :thmbup:
                        Yes...to suniye

                        Ek waqt tha jab Musalman ka ekhlaq dek ke kaafir bhi musalman hota tha, aaj Musalman ke ekhlaq dekh ke musalman kaafir ho raha hai

                        Non Muslim khuda ka khauf karta hai, but Muslaman nahin,

                        Ham ne dekha "Haram sharif" (khana Ka'aba) ke andar log jhoot bol ke paise maangtey hain, jeb kaTtey hain...

                        Ghair qaum to aisa nahin karta
                        Last edited by Spy009; 17 February 2007, 14:31.
                        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                        Comment

                        • #87
                          Re: Islam aur Ham??

                          sab aik baat suno plz
                          meray 2 thread aik hai ''firqa banddi ki haqeeqat'' aur doosra hai '''firqa aur haqeeqat'' in doonoo ko perhain inshaallah aap sab kuch samajh jain gay.
                          Fight for Khilafah
                          :insha:

                          Comment

                          • #88
                            Re: Islam aur Ham??

                            Originally posted by yellowsky View Post
                            Ya Allah!

                            khl mey phir sey apni saari batein repeat karun yahan :)
                            Oho............main ny apna View paish ker dia hay ab yehan kuch bee nahi hay...

                            hum sab aik dosery key hee Khilaf hian............

                            Comment

                            • #89
                              Re: Islam aur Ham??

                              Originally posted by Spy009 View Post
                              Yes...to suniye

                              Ek waqt tha jab Musalman ka ekhlaq dek ke kaafir bhi musalman hota tha, aaj Musalman ke ekhlaq dekh ke musalman kaafir ho raha hai

                              Non Muslim khuda ka khauf karta hai, but Muslaman nahin,

                              Ham ne dekha "Haram sharif" (khana Ka'aba) ke andar log jhoot bol ke paise maangtey hain, jeb kaTtey hain...

                              Ghair qaum to aisa nahin karta
                              Aap sahih keh rahey ho spy

                              Yahan in Europeans ko deykh key hum kehtey hein key in logon mey bas Eman nahi hai baki kaam in key saarey musalman walon hein .........

                              honesty
                              commitment
                              punctuality

                              etc etc
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              • #90
                                Re: Islam aur Ham??

                                Originally posted by yellowsky View Post
                                Aap sahih keh rahey ho spy

                                Yahan in Europeans ko deykh key hum kehtey hein key in logon mey bas Eman nahi hai baki kaam in key saarey musalman walon hein .........

                                honesty
                                commitment
                                punctuality

                                etc etc
                                yehi to main kehna chah raha tha jo aap samaj nahi rahi thee...........:khi:

                                Comment

                                Working...
                                X