Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ARTICLE: Marathon Race

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: ARTICLE: Marathin Race

    Originally posted by aabi2cool
    aap serf iqbal k shair par sakty ho un k matalib se agahi aap k bas ki baat naheen...
    iqbal ki yahaan hargiz ye murad naheen k imaan ki aysi bulandi ko pa layny ka bad aaj bhi koi dosra ibraheem paida hosakta hy balk iqbal ki murad ye thi k jis urooj par hazrat ibraheem ka imaan tha agar usi urooj par aaj ay musalmano tum apny imaan ko lay aao to koi wajha naheen k dunia ki bari se bari moham sar na karjao..
    yar tumhara bee ALLAH hafiz hay ...yehi to main keh raha tha...aik hee baat hay
    Siway aik Kamil insaan k her kaam hu sakta hay..................

    rahi baat hazrat imam mehdi k peechy hazrat essa as ki namz parhny ki to us ki hikmat darasla nabi e akhru zaman ki shariat k wajood se hy k hazrat esa bhi usi nabi k ummti bankar aien gay aur un hi k aik ghulam k peechy nimaz ada kar k ye gahwahi daien gay k shariat ,mohammadi qiaymat tak kiliye hy aur main hargiz is main tagiro tabdul karny naheen aya...
    aur wasy bhi afzal aur mafzooliyat ka miyar serf kisi ki iqtda main nimaz ka ada karna naheen hy..magar tum ye bateen naheen samjho gay
    yehi bee wohi baat hay jo main kehna chahta tha...

    aap ahista ahista mrey batian maan rahy hian:comfort:

    Comment


    • #47
      Re: ARTICLE: Marathon Race

      humain aik baat samjh nahi aati k jab ham log kisi baat per discussion kerte hain tou aik taraf ko he kyun jate hain. yani haq mein ya mukhalif. kiya esa nahi ho sakta k haqeeqat pasandi say tajziya kiya jaye bagher jazbati huwey?
      baherhal burae kisi shay mein shayed itni nahi hoti jitni uss ko deal kerney k treeqey mein hoti hai. es baat say ikhtlaf nahi k marathon aik sports event hai aur es k ineqad ko ussi tarah lena chahye jesa k ham baqi sports ki letey hain. lakin hamra zati khyal hai k kisi bhi naye trend ko introduce kerwaney say pehley homework kerna zaroori hai k es ki implementation ki kon si form feasible ho gi. ham aik muslim society hain uss k sath he ham aik esatern muaashra bhi hain tou kiya es mein makhloot marathon feasible hai. last year jab es behas ka aghaz hua tha tou hamarey President sahib ney kaha tha k main kisi larki ko shorts pehn'ne sey manaa nahi karon ga k ye shakhsi azadi ka daur hai. I mean how come head of a muslim society can give such an unreasonable statement.bhot sarey logon ko shayed ye maloom nahi ho k marathon isnt new in Pakistan..cross country ya simple marathon ki form mein ye aik arsey say different institutions mein ho rahi hai. kaum ka aitraz hai makhloot marathon per. ya ager auraton k liye alag ineqad karaya jata hai tou kis rule book mein likha hai k uss k liye costumes woh honey chahyen jo europe mein pehney jatey hain. Iran ki example lijiye jahan women are active but keeping within their social, moral and religious limits.
      now kehna ye k ye leaders ka nahi logon ka masla hai woh kyun participate kerte hain is totally ridiculous. ye leaders hote hain jo rasta mutayen kerte hain k public ko kis taraf le ker jana hai. esa nahi hota tou insaniyat ko rasta dikhaney k liye Peghamber na utarey jate. kehney ka maqsad ye hai k kisi kaum ki ijtamae soch mein tabdeeli k zamadar leaders hote hain.
      kisi nay kaha k zimadari unn larkiyun per hai jo participate kerti hain. baja kaha unn per tou zimadari ati he hai lakin kiya un per zimadari nahi aati jinhon nay aik burae ko apney paon phelaney ka moqa diya? ager esa hai tou jab koi bucha ghalat kaam kerta hai tou ye kyun kaha jata hai k es mein maan baap ka kasoor bhi hai..es liye k ye maan baap ka farz hai k woh buchey ko sahi tarah guide karen esi tarah ye leaders ka farz hai k woh kaumi mafad ko samney rakhen na k zati khayalat ko lagoo karen. ager kisi kaum ki kamyabi ka credit leaders ko milta hai tou kisi ghalat kaam ki surat mein ye kyun kaha jata hai k ye public ka kasoor hai.

      ham sirf itna kahen gey k naam nihad moderation ko follow mat karye. koi bhi nai value adopt kerne say pehley uss k consequences per nazer rakhye aur dekhye k ye hamare mahool say mail khati hain ya nahi. Marathon itself isnt wrong but the way our govt has conducted this event is the worst one and it's gonna affect our moral, social and religious values in the long run.
      Last edited by Gul-e-Lala; 5 February 2007, 19:07.
      "All I have learned from Life is that I know nothing."




      Comment


      • #48
        Re: ARTICLE: Marathin Race

        Originally posted by Khalil View Post
        yar tumhara bee ALLAH hafiz hay ...yehi to main keh raha tha...aik hee baat hay
        Siway aik Kamil insaan k her kaam hu sakta hay...............



        yehi bee wohi baat hay jo main kehna chahta tha...

        aap ahista ahista mrey batian maan rahy hian:comfort:
        jo tum samjh rahy ho wesa naheen hy bachy... balk tumhari aqal dani abhi chutti hy:comfort:
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #49
          Re: ARTICLE: Marathon Race

          [quote=Gul-e-Lala;328196]humain aik baat samjh nahi aati k jab ham log kisi baat per discussion kerte hain tou aik taraf ko he kyun jate hain. yani haq mein ya mukhalif.
          kiya esa nahi ho sakta k haqeeqat pasandi say tajziya kiya jaye bagher jazbati huwey
          abi aap ny aik jaga kaha hay k yeh aik bimari hay

          baherhal burae kisi shay mein shayed itni nahi hoti jitni uss ko deal kerney k treeqey mein hoti hai. es baat say ikhtlaf nahi k marathon aik sports event hai aur es k ineqad ko ussi tarah lena chahye jesa k ham baqi sports ki letey hain. lakin hamra zati khyal hai k kisi bhi naye trend ko introduce kerwaney say pehley homework kerna zaroori hai k es ki implementation ki kon si form feasible ho gi. ham aik muslim society hain uss k sath he ham aik esatern muaashra bhi hain tou kiya es mein makhloot marathon feasible hai. I mean last year jab es behas ka aghaz hua tha tou hamarey President sahib ney kaha tha k main kisi larki ko shorts pehn'ne sey manaa nahi karon ga k ye shakhsi azadi ka daur hai. I mean how come head of a muslim society can give such an unreasonable statement.bhot sarey logon ko shayed ye maloom nahi ho k marathon isnt new in Pakistan..cross country ya simple marathon ki form mein ye aik arsey say different institutions mein ho rahi hai. kau ka aitraz hai makhloot marathon per. ya ager auraton k liye alag ineqad karaya jata hai tou kis rule book mein likha hai k uss k liye costumes woh honey chahyen jo europe mein pehney jatey hain. Iran ki example lijiye jahan women are active but keeping within their social, moral and religious limits.
          now kehna ye k ye leaders ka nahi logon ka masla hai woh kyun participate kerte hain is totally ridiculous. ye leaders hote hain jo rasta mutayen kerte hain k public ko kis taraf le ker jana hai. esa nahi hota tou insaniyat ko rasta dikhaney k liye Peghamber na utarey jate. kehney ka maqsad ye hai k kisi kaum ki ijtamae soch mein tabdeeli k zamadar leaders hote hain.
          kisi nay kaha k zimadari unn larkiyun per hai jo participate kerti hain. baja kaha unn per tou zimadari ati he hai lakin kiya un per zimadari nahi aati jinhon nay aik burae ko apney paon phelaney ka moqa diya? ager esa hai tou jab koi bucha ghalat kaam kerta hai tou ye kyun kaha jata hai k es mein maan baap ka kasoor bhi hai..es liye k ye maan baap ka farz hai k woh buchey ko sahi tarah guide karen esi tarah ye leaders ka farz hai k woh kaumi mafad ko samney rakhen na k zati khayalat ko lagoo karen. ager kisi kaum ki kamyabi ka credit leaders ko milta hai tou kisi ghalat kaam ki surat mein ye kyun kaha jata hai k ye public ka kasoor hai.

          ham sirf itna kahen gey k naam nihad moderation ko follow mat karye. koi bhi nai value adopt kerne say pehley uss k consequences per nazer rakhye aur dekhye k ye hamare mahool say mail khati hain ya nahi. Marathon itself isnt wrong but the way our govt has conducted this event is the worst one and it's gonna affect our moral, social and religious values in the long run.
          siraf aap etna bata dain k aap ko ager kaha jay k merathon main hisa loo short pehan ker to aap hisa lain gee?

          Comment


          • #50
            Re: ARTICLE: Marathon Race

            Originally posted by Gul-e-Lala View Post
            humain aik baat samjh nahi aati k jab ham log kisi baat per discussion kerte hain tou aik taraf ko he kyun jate hain. yani haq mein ya mukhalif. kiya esa nahi ho sakta k haqeeqat pasandi say tajziya kiya jaye bagher jazbati huwey?
            baherhal burae kisi shay mein shayed itni nahi hoti jitni uss ko deal kerney k treeqey mein hoti hai. es baat say ikhtlaf nahi k marathon aik sports event hai aur es k ineqad ko ussi tarah lena chahye jesa k ham baqi sports ki letey hain. lakin hamra zati khyal hai k kisi bhi naye trend ko introduce kerwaney say pehley homework kerna zaroori hai k es ki implementation ki kon si form feasible ho gi. ham aik muslim society hain uss k sath he ham aik esatern muaashra bhi hain tou kiya es mein makhloot marathon feasible hai. last year jab es behas ka aghaz hua tha tou hamarey President sahib ney kaha tha k main kisi larki ko shorts pehn'ne sey manaa nahi karon ga k ye shakhsi azadi ka daur hai. I mean how come head of a muslim society can give such an unreasonable statement.bhot sarey logon ko shayed ye maloom nahi ho k marathon isnt new in Pakistan..cross country ya simple marathon ki form mein ye aik arsey say different institutions mein ho rahi hai. kaum ka aitraz hai makhloot marathon per. ya ager auraton k liye alag ineqad karaya jata hai tou kis rule book mein likha hai k uss k liye costumes woh honey chahyen jo europe mein pehney jatey hain. Iran ki example lijiye jahan women are active but keeping within their social, moral and religious limits.
            now kehna ye k ye leaders ka nahi logon ka masla hai woh kyun participate kerte hain is totally ridiculous. ye leaders hote hain jo rasta mutayen kerte hain k public ko kis taraf le ker jana hai. esa nahi hota tou insaniyat ko rasta dikhaney k liye Peghamber na utarey jate. kehney ka maqsad ye hai k kisi kaum ki ijtamae soch mein tabdeeli k zamadar leaders hote hain.
            kisi nay kaha k zimadari unn larkiyun per hai jo participate kerti hain. baja kaha unn per tou zimadari ati he hai lakin kiya un per zimadari nahi aati jinhon nay aik burae ko apney paon phelaney ka moqa diya? ager esa hai tou jab koi bucha ghalat kaam kerta hai tou ye kyun kaha jata hai k es mein maan baap ka kasoor bhi hai..es liye k ye maan baap ka farz hai k woh buchey ko sahi tarah guide karen esi tarah ye leaders ka farz hai k woh kaumi mafad ko samney rakhen na k zati khayalat ko lagoo karen. ager kisi kaum ki kamyabi ka credit leaders ko milta hai tou kisi ghalat kaam ki surat mein ye kyun kaha jata hai k ye public ka kasoor hai.

            ham sirf itna kahen gey k naam nihad moderation ko follow mat karye. koi bhi nai value adopt kerne say pehley uss k consequences per nazer rakhye aur dekhye k ye hamare mahool say mail khati hain ya nahi. Marathon itself isnt wrong but the way our govt has conducted this event is the worst one and it's gonna affect our moral, social and religious values in the long run.
            totlly agreed with u gul ji:salam: :rose aap nay to baat hi muka de... aur aap ki ye guftgu mozu k har pehlo ka ahita kiye huy thi ab mery khila main kisi ko mazeed khuch naheen kehna chaiye agar wo aqal rakhty hon to...nay great work:rose
            Last edited by aabi2cool; 5 February 2007, 19:10.
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #51
              Re: ARTICLE: Marathin Race

              Originally posted by aabi2cool View Post
              jo tum samjh rahy ho wesa naheen hy bachy... balk tumhari aqal dani abhi chutti hy:comfort:
              yeh aap ka Fatwa hay mery khilaf...................


              waisy mujy yakeen hay k tum meri baton per ghoor kerty hu k yeh banda theek hee kehta hay main hee hatt darmi kreta hun:pagal:

              Comment


              • #52
                Re: ARTICLE: Marathon Race

                Originally posted by aabi2cool View Post
                totlly agreed with u gul ji:salam: :rose aap nay to baat hi muka de... aur aap ki ye guftgu mozu k har pehlo ka ahita kiye huy thi ab mery khila main kisi ko mazeed khuch naheen kehna chaiye agar wo aqal rakhty hon to...nay great work:rose

                wo koon???

                Comment


                • #53
                  Re: ARTICLE: Marathin Race

                  Originally posted by Khalil View Post
                  yeh aap ka Fatwa hay mery khilaf...................


                  waisy mujy yakeen hay k tum meri baton per ghoor kerty hu k yeh banda theek hee kehta hay main hee hatt darmi kreta hun:pagal:
                  bachy baat darasal ye hy k mujhy behaso mubahisay main us waqat sakhat koofat hoti hy jab tumhary jaysa koi shakas aakar baat ko asal mozu se door layjay.. aur tum nay apni sari guftgu main yehi kiya hy....samjhy:slap:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #54
                    Re: ARTICLE: Marathin Race

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    bachy baat darasal ye hy k mujhy behaso mubahisay main us waqat sakhat koofat hoti hy jab tumhary jaysa koi shakas aakar baat ko asal mozu se door layjay.. aur tum nay apni sari guftgu main yehi kiya hy....samjhy:slap:

                    chaloo pher asal mozo yeh tha k es main mushraf ka kasoor hay...


                    to main ny jawab dia k os ka koi kasoor nahi hay....

                    awam ka kasoor hay jo yeh kaam kerti hay......



                    to wo tum manty hee nahi


                    to es k lia pher yeh loo:slap::slap::slap::slap::slap::slap::slap:v

                    Comment


                    • #55
                      Re: ARTICLE: Marathin Race

                      Originally posted by Khalil View Post
                      chaloo pher asal mozo yeh tha k es main mushraf ka kasoor hay...


                      to main ny jawab dia k os ka koi kasoor nahi hay....

                      awam ka kasoor hay jo yeh kaam kerti hay......



                      to wo tum manty hee nahi


                      to es k lia pher yeh loo:slap::slap::slap::slap::slap::slap::slap:v
                      bachy is main dono ka qasoor hy awaam ka bhi aur hukmaran ka bhi aur asal kasoor hukmran ka hy k wo agar is tofany badtameezi ko hawa hi na day to logon ko is kisam ki burai main parhny ka moqa hi na milay ga...ab samjhy...:slap:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment


                      • #56
                        Re: ARTICLE: Marathon Race

                        to es sy sabit huwa k Human are basically Evil....................

                        Comment


                        • #57
                          Re: Marathin Race

                          Originally posted by Khalil View Post
                          Buhat hee bachon wali baat kee hay aap ny bhai

                          sab sy pehly Un logoon kee zihniyat dekho jis ny gandy thread lagain hain

                          main kiun nahi lagata aur aap kiun nahi gandy thread lagaty

                          acha ager masood bhai ejazat dain to kia aap ghalt kisam k Thread lagain gy????????????????????????????????????

                          Tell mee
                          aap aik moqa day ker daikh lain kitnay niklain gay...main apni ya ap ki baat nahien ker raha...main Gen baat ker raha hoon aap ko pata hai k panchon unglian brabar nahien hotien aur her aik insan ki soch bhi aik jaisi nahien hoti
                          sigpic

                          Comment


                          • #58
                            Re: ARTICLE: Marathin Race

                            Originally posted by Masood View Post
                            Main Marathon race key ineqaad key bilkul bhi khilaaf nahin hoon. Aisi international activities hamarey mulk mein honi chahiye aur inhein rokney walon ko apney dimaghon ka elaj karwana chahiye. Ham 60 saal peechhey jaa ker zindagi nahin guzar saktey balkeh aagey bharney key liye kuchh qadam uthaney partey hain. Aap ney kabhi socha hai keh in activities ka hamarey mulk ki mo'ishaat per kya asar parta hai? International Media coverge dey to tourism key bharney key chances hain - come on open your eyes and think postively!!! Agar is marathon mein koi kharabi hai to siraf aik: khwateen ka hissah lena!! Lekin issey rokna huma shuma key bas ki baat nahin, iskey pehley hamein apni soch ko drust karna hai - yeh keh Marathon is NOT a bad idea, it SHOULD happen every year not only in Lahore but in Karachi as well - LEKIN kuchh asool honey chahiey - ham BE'ASOOL qom hain :)
                            Masood bhaee mujhay aap say kam az kam yeh tawaqu nahien thee...hamain islami qanoon chahiyie islaic mahol chatay hain ham Mohammad (PBUH) ki sunat chatay hain jis per chal ker aman o sakoon mil sakay aur kamyabi k dar khulain chahay hamain is k liey hamain 60 saal tu kia 1400 saal peechay kiun na jana peray isi main hamari kamyabi hai...
                            sigpic

                            Comment


                            • #59
                              Re: ARTICLE: Marathin Race

                              [QUOTE=Masood;328084]Marathon duniya keh beesiyon mumalik mein hoti hai - agar Pakistan mein jaa ker woh koi AUR rukh ikthiyaar kar leti hai to yeh Pakistan aur uskey kartey dharton ki aqal ka qasoor hai - warna yeh aik international activity hai jo hamarey mulk key liye bohat aham hai - magar jaisey hamarey mulk mein AAZADI ko torr morr ker rakh diya geya hai isi tarha har shay ko liya jata hai. Phir main sochta hoon is mulk ka kya baney ga?[/QUOTE]

                              yahi tu baat hai asal aur is azadi ko trnay mronay walay kon hai aur is per control kis ko kerna chahiey
                              sigpic

                              Comment


                              • #60
                                Re: ARTICLE: Marathon Race

                                Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                                humain aik baat samjh nahi aati k jab ham log kisi baat per discussion kerte hain tou aik taraf ko he kyun jate hain. yani haq mein ya mukhalif. kiya esa nahi ho sakta k haqeeqat pasandi say tajziya kiya jaye bagher jazbati huwey?
                                baherhal burae kisi shay mein shayed itni nahi hoti jitni uss ko deal kerney k treeqey mein hoti hai. es baat say ikhtlaf nahi k marathon aik sports event hai aur es k ineqad ko ussi tarah lena chahye jesa k ham baqi sports ki letey hain. lakin hamra zati khyal hai k kisi bhi naye trend ko introduce kerwaney say pehley homework kerna zaroori hai k es ki implementation ki kon si form feasible ho gi. ham aik muslim society hain uss k sath he ham aik esatern muaashra bhi hain tou kiya es mein makhloot marathon feasible hai. last year jab es behas ka aghaz hua tha tou hamarey President sahib ney kaha tha k main kisi larki ko shorts pehn'ne sey manaa nahi karon ga k ye shakhsi azadi ka daur hai. I mean how come head of a muslim society can give such an unreasonable statement.bhot sarey logon ko shayed ye maloom nahi ho k marathon isnt new in Pakistan..cross country ya simple marathon ki form mein ye aik arsey say different institutions mein ho rahi hai. kaum ka aitraz hai makhloot marathon per. ya ager auraton k liye alag ineqad karaya jata hai tou kis rule book mein likha hai k uss k liye costumes woh honey chahyen jo europe mein pehney jatey hain. Iran ki example lijiye jahan women are active but keeping within their social, moral and religious limits.
                                now kehna ye k ye leaders ka nahi logon ka masla hai woh kyun participate kerte hain is totally ridiculous. ye leaders hote hain jo rasta mutayen kerte hain k public ko kis taraf le ker jana hai. esa nahi hota tou insaniyat ko rasta dikhaney k liye Peghamber na utarey jate. kehney ka maqsad ye hai k kisi kaum ki ijtamae soch mein tabdeeli k zamadar leaders hote hain.
                                kisi nay kaha k zimadari unn larkiyun per hai jo participate kerti hain. baja kaha unn per tou zimadari ati he hai lakin kiya un per zimadari nahi aati jinhon nay aik burae ko apney paon phelaney ka moqa diya? ager esa hai tou jab koi bucha ghalat kaam kerta hai tou ye kyun kaha jata hai k es mein maan baap ka kasoor bhi hai..es liye k ye maan baap ka farz hai k woh buchey ko sahi tarah guide karen esi tarah ye leaders ka farz hai k woh kaumi mafad ko samney rakhen na k zati khayalat ko lagoo karen. ager kisi kaum ki kamyabi ka credit leaders ko milta hai tou kisi ghalat kaam ki surat mein ye kyun kaha jata hai k ye public ka kasoor hai.

                                ham sirf itna kahen gey k naam nihad moderation ko follow mat karye. koi bhi nai value adopt kerne say pehley uss k consequences per nazer rakhye aur dekhye k ye hamare mahool say mail khati hain ya nahi. Marathon itself isnt wrong but the way our govt has conducted this event is the worst one and it's gonna affect our moral, social and religious values in the long run.
                                :clap: :clap: :clap: Very Very Very nice is say aagay is topic per kuch kahna fazool hai :salam:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X