Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ARTICLE: Marathon Race

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: ARTICLE: Marathon Race

    Originally posted by Masood View Post
    :thmbup:
    Jab bhi koi naii invention hoti hai to ussey rokney waley bohat hotey hain aur iski sab sey badi wajah unki mehdood soch hoti hai. (Parhney mein aata hai keh jab Islamabad ko bsaya jaa raha tha to us waqt bhi logon ney mukhalfat ki thi keh jungle kaat ker shehar bsaya jaa raha hai - woh shehar Pakistan ka wahid shehar hai jo kisi mukamil nizaam key tehat bsaya geya tha aur aaj woh duniya key haseen tareen capitals mein shumar kiya jata hai). Zaroorat is amar ki keh jo kaam kiya jaey ussey aik munazzam tareeqey sey kiya jaey - hamarey mulk mein koi kaam tanzeem key tehat nahin hota. Na hakoomatein karti hain aur na awwam - Islam ko ham ney har muamley mein 'mis-use' karna shuru kar diya hai - Marathon ko aik munazzam tareeqey sey munazzam soch sey munaqad karwaya jaey to it's huge presentation for our country - aur issey yahan tak limited nahin rehna chahiye - mazeed aagey bharna chahiye. (Lekin phir kahoon ga: aik soch key tehat kaam kiya jaey hi to achha hota hai).
    Originally posted by Khalil View Post
    To kia kehna chah raha hay k Makhloot merathon huni chayee>?
    Mein ne kub kaha ke makhloot marathon ke haq mein hoon :donno: Ager larkiyon ki marathan karwani maqsood bhi ho to un ke liye separate bundobust kia ja sakta he...

    Whereas masood's comments...there is no doubt that the countries who are more in sports are more progressive...what we need is to change our orthodox mentality to facilitate the environment where the healthy activities are encouraged and promoted...hamein apnay mulk ko afghanistan nahi banana he
    :thmbup:

    Comment

    • #92
      Re: ARTICLE: Marathin Race

      Originally posted by Me Here View Post
      main hissa nahi loon gi q k main is cheez ko bura samajhti hoon or meri or musharraf uncle ki soch mai zameen asman ka farq hai per kuch log aise bhi hain jo ROSHAN KHYALI ko apni shaan samajhte hain or musharraf uncle ki tarah west se impressed hain to jab unko chance milta hai to unhe phir koi rok nahi sakta........that is wat i wanna say
      any objection?:)

      ap ny jo kaha tha k logon ka zyhan aisa huta hay wo burai kee taraf chaly jaty hain to fir aap apny ap ko un logon main kiun shamil nahi karna chahti.

      i love my presidend mushraf.

      Comment

      • #93
        Re: ARTICLE: Marathon Race

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Mein ne kub kaha ke makhloot marathon ke haq mein hoon :donno: Ager larkiyon ki marathan karwani maqsood bhi ho to un ke liye separate bundobust kia ja sakta he...

        Whereas masood's comments...there is no doubt that the countries who are more in sports are more progressive...what we need is to change our orthodox mentality to facilitate the environment where the healthy activities are encouraged and promoted...hamein apnay mulk ko afghanistan nahi banana he

        yaar too ab theek keh raha hay,main kham khawa hee tumhary khilaf biyan bazi kerny ke koshash ker raha tha:dua

        Comment

        • #94
          Re: ARTICLE: Marathon Race

          ub aaya gadha pahaar ke neechay :blush:
          :thmbup:

          Comment

          • #95
            Re: ARTICLE: Marathon Race

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Mein ne kub kaha ke makhloot marathon ke haq mein hoon :donno: Ager larkiyon ki marathan karwani maqsood bhi ho to un ke liye separate bundobust kia ja sakta he...

            Whereas masood's comments...there is no doubt that the countries who are more in sports are more progressive...what we need is to change our orthodox mentality to facilitate the environment where the healthy activities are encouraged and promoted...hamein apnay mulk ko afghanistan nahi banana he
            Yehi baat main ney tumharey siraf aik jumley "Islami iktdaar ka lehaaz rakha jaye to mein is race ke haq mein hoon" ko parh ker apni reply (post number 84 mein kahi thi)...

            Mera zati khiyaal yeh hai keh hamein yeh hi nahin pata keh Islami values kya hain. Ham ney har baat ko pacheedah kar diya hai - jab musalman hi islami iqtidar ko nahin samajh saktey to phir behas to na'guzeer hai na....

            I am totaly IN for activities like Marathon, Cycling (Tour D'Pakistan), Golf, Tennis Tournaments at INTERNATIONAL LEVEL aur is tarha ki doosri activities - yeh aik tareeqah hai hamein duniya key naqshey per samney aaney ka....
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #96
              Re: ARTICLE: Marathin Race

              Originally posted by aabi2cool View Post
              اسلام علیکم:rose
              اور رہا یہاں خلیل اور مظاہر کا یہ کہنا کے اس میں حاکم کا کوئی قصور نہیں عوام کو خود ہی ایسے کاموں سے باز رہنا چاہیے تو مجھے افسوس ہے کے ان دونوں کا یہ کہنا اسلام کی روح کے خلاف ہے بلکہ اس اصول کے خلاف ہے جس میں کہ اللہ پاک یہ فرماتا ہے کہ تم سے ایک ایسی جماعت ہونی چاہیے جو بھلائی کے کاموں کا حکم دے اور برائی سے روکے۔۔۔
              kam az kam maiN nay hakim ko beqasoor nahee kaha....!!, mery kehnay ka maqsad yeh thaa kay insaan maiN bhi "sha'ur" hona chaheay, jab Allah nay yeh bhi farmaya hai kay "Jo nabi (s.a.w.w) daiN usay lay lo aur jis say mana kardaiN ruk jao" to ab kisi kay peechay laThi lekar bhagnay say kuch faida nahee, "Allah jis kay diloN par qufl lagaiy" yeh to suna he hoga aap nay, to jab Allah nay kuch kay diloN par qufl laga deay haiN aur unhaiN kuch samajh nahee aata to phir aap jesay un qufl zada logoN (like musharraf) say itni tawaq'oat he kioN rakhtay haiN....?? agar usay aqal hoti to woh yeh kaam karta he kioN....?? maiN, masood, khalil, aur aamir yeh he baat keh rhay haiN kay marathon honi chaheay yeh Sports hai laikin hum maiN say koi bhi makhlot marathon kay haq maiN nahee hai, aur yeh baat ab aap ko samjh leni chaheay....!!

              Originally posted by aabi2cool View Post
              aap k is kud sakhta usool ki roshni main kaya main aap se ye pouchny ki jasarat karsakta hon k agar bakool aap k awam ka khud hi kisi burai ko rad kardena koi ahmiyat rakhta ho aur us ahmiyat k peeshe nazar aap k usool ko apna liya jay to phir islaam main jo hudood aien hain aur islami fiqah main jo taziraat ka taswur hy un sab ka lagu karna kaya mehz baykar na hoga..?
              to goya aap nahee chahtay kay aam muslman kay pass bhi woh sha'ur aur taleem ho jo aik Aalim kay pass hay....?? kam az kam aap kay sawal say to aisa he lagta hai....!!, maiN phir woh he baat kehta hooN kay aam muslman ko bhi khud yeh sochna chaheay kay islam ki had he had hai is say aagay kuch nahee hai, agar islam maiN kisi cheez ki pabandi hai to yeh he aik mard-e-momin ki aazadi hai....!!, kam az kam maiN yeh nahee chahta kay agar kisi muhallay maiN paish imam bemar ho jaiy to wahan ba'jamat namaz bhi na ho sakay.....!!, ummid hai aap aakhri jumla samajh gaiy hongaiy...??

              Originally posted by aabi2cool View Post
              kionk aap k usool ki roshni main to phir khaliq e kaynaat ko chahiye tha(moazALLAH)k koi had nazil hi na karta balk gunah k kamon ka karna na karna serf logon ki sawab deed par chor diya jata k khud hi theek hojaien gy aik din sary k sary.....?
              agar maiN ghalat nahee to Allah nay waqai kuch logoN ko un kay haal par choR rakha hai......?? Allah nay kuch logoN ko dheel day rakhi hai.....?? Allah nay har basti maiN baRay baRay fitna'garoN ki rassi daraz kar'rakhi hai....?? man'na ya na man'na insani sawab'deed par he hai....!! chahay woh haq talash kar kay meraj paiy chahay zindgee kay mazay uRa kar jahan'num maiN dakhla lay lay....!!

              Agar aap ko ab bhi meri bataiN samajh nahee aaiN, to ma'zrat maiN aap kaysath mazeed behas nahee kar sakta, kioN kay aap meri humari batoN ko sirf mukhalfat ka chashma laga kar dekh rhay haiN, bajaiy is kay kay humari batoN par ghoor karaiN....
              That's Enough...!!

              Comment

              • #97
                Re: ARTICLE: Marathon Race

                Originally posted by Masood View Post
                I am totaly IN for activities like Marathon, Cycling (Tour D'Pakistan), Golf, Tennis Tournaments at INTERNATIONAL LEVEL aur is tarha ki doosri activities - yeh aik tareeqah hai hamein duniya key naqshey per samney aaney ka....
                humaray pass desert bhi haiN, desert car rally bhi ho sakti hai jo emirates maiN kara kara kar woh kafi kuch faiday hasil karchukay haiN, sab kuch ho sakta hai agar loog ghoor karaiN tab.....
                That's Enough...!!

                Comment

                • #98
                  Re: ARTICLE: Marathin Race

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  kam az kam maiN nay hakim ko beqasoor nahee kaha....!!, mery kehnay ka maqsad yeh thaa kay insaan maiN bhi "sha'ur" hona chaheay, jab Allah nay yeh bhi farmaya hai kay "Jo nabi (s.a.w.w) daiN usay lay lo aur jis say mana kardaiN ruk jao" to ab kisi kay peechay laThi lekar bhagnay say kuch faida nahee, "Allah jis kay diloN par qufl lagaiy" yeh to suna he hoga aap nay, to jab Allah nay kuch kay diloN par qufl laga deay haiN aur unhaiN kuch samajh nahee aata to phir aap jesay un qufl zada logoN (like musharraf) say itni tawaq'oat he kioN rakhtay haiN....?? agar usay aqal hoti to woh yeh kaam karta he kioN....?? maiN, masood, khalil, aur aamir yeh he baat keh rhay haiN kay marathon honi chaheay yeh Sports hai laikin hum maiN say koi bhi makhlot marathon kay haq maiN nahee hai, aur yeh baat ab aap ko samjh leni chaheay....!!
                  :thmbup: Well Said Scorpi... Musharraf agar is Marathon ka karwaney wala hai to usney aik dam sey bohat badi "chhalang" lagaii hai - ussey yeh soch zaroor honi chahiye thi yeh aik ISLAMI (beshak naam ka hi sahi) mulk hai aur yahan per TAISH mein aaney waley aur dilaaney waley bohat hain - lehaza khawateen athlets ko zaroor bulwata magar unhein khana pakaney mein laga deta aur male athlets sey kehta BHAGO JAB THAK GAEY TO AA KER KHANA KHAA LENA :D
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #99
                    Re: ARTICLE: Marathin Race

                    Originally posted by Me Here View Post

                    bhai ap ye dekhiye k aj ka MUSLIM kahan stand ker raha hai?
                    Marathon Race ko side per kariin........iski taraf humin buhat dair baad laya gaya hai.....sabse pehle to ahista ahista media ko xpose kiya gaya......be-hayaai ko aam kiya gaya step by step jese bachoon ko ABC sikhae jaati hai........phir ja ker ROSHAN KHYALI ka banner uthaya gaya......taky koi bhi ghalat kaam kerrte waqt ye mat soche k ye ghalat hai wo ye soche k ye ROSHAN KHYALI hai............ap soochain hum bewaqoof logon ki psychi ko nourish kiya gaya hai roshan khyali se....rite?

                    ab ain marathon ki taraf.......
                    main ye nahi kehti k women ka kasoor nahi hai........bilkul hai per dekhin base kisne provide ki..........
                    hamara qasoor hai individual level per or musharraf ka qasoor hai collective level per ab ap khud hi sochin k konsa qasoor bara hai or konsa choota.....

                    BURAI PHALAE GAE HAI IK PLANNED TAREEQE SE...........OR KISNE PHELAI YE APK SAAMNE HAI
                    yaa u r saying 100 persent right taht ywhh roshan khialee aahistaa aahistaa midis kee through hamaree zahnoon main inject kia giaa haii jiss kee reasult mian aaj hamian iss situation ko face kernaa parr rahaa haii
                    jiss kee reasult main aaj hamaree chand friends iss roshankhialee koo pasand aorr isssee hamaraa culture kehh rahee hainn jabkehh aisaa balikol bhee nahee haiii ...............
                    our culture is copmlete different from west aorrr iss koo samjhanay aorr iss perr amal kernee kee zarrorat haiii....
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment

                    • Re: ARTICLE: Marathin Race

                      Originally posted by Masood View Post
                      :thmbup: Well Said Scorpi... Musharraf agar is Marathon ka karwaney wala hai to usney aik dam sey bohat badi "chhalang" lagaii hai - ussey yeh soch zaroor honi chahiye thi yeh aik ISLAMI (beshak naam ka hi sahi) mulk hai aur yahan per TAISH mein aaney waley aur dilaaney waley bohat hain - lehaza khawateen athlets ko zaroor bulwata magar unhein khana pakaney mein laga deta aur male athlets sey kehta BHAGO JAB THAK GAEY TO AA KER KHANA KHAA LENA :D
                      salam masood jee
                      aap kaa iss tarah islam aor muslims per tanz kernaa mujhayy pasand nahee aayaa ..........
                      aap logg roshan khialee aor west kee andhee taqleed main itnaa aagayy barhh chukayy hain kehh aap apnee asal bhool chukayy hian hamreee asal hamree pehchan yehee islam haiii magarr afsoos kehh aaj hamm apnee asal bhool chukayy hain
                      aap aaj joo kuch bhee hoo isee islam kee badoolat hoo hamm apnaa shandar mazeee bhool chukayy hain ..............
                      hamm bhool chukayy hain kehh hamaree tehzeeb aor maghrib kee tehzeeb main zameen asman ka farq haiii ........
                      jiss kee nateejaa main aaj sab see mazool qoomoon main mulims ka shumar hotaa haii aaj afganistan Iraq Palastine Somalia main mulmanoon perr christions aor jews zolim per zolim kerr rahayy hain aorr hamm hain kehh roshankhialee kee chakar main uljheyyy parayy hainnnn......
                      najanayy kabb hamain samjh aai geeeeeeeeee
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment

                      • Re: ARTICLE: Marathin Race

                        Originally posted by sarfraz_qamar View Post

                        Khuda key liye Mr. sab sey pehley baat ko samajhney ki koshish kijiye phir apna falsfa jharrney ki koshish kijiye - jis baat ki samajh hi nahin aai us per taqreer karney ka koi faidah nahin!!!
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • Re: ARTICLE: Marathin Race

                          Originally posted by Masood View Post
                          Khuda key liye Mr. sab sey pehley baat ko samajhney ki koshish kijiye phir apna falsfa jharrney ki koshish kijiye - jis baat ki samajh hi nahin aai us per taqreer karney ka koi faidah nahin!!!
                          masood bhai ghussa mat kijiye khud aap bhi apni adaaon par zara ghour kijiye..
                          ussey yeh soch zaroor honi chahiye thi yeh aik ISLAMI (beshak naam ka hi sahi) mulk hai aur yahan per TAISH mein aaney waley aur dilaaney waley bohat hain

                          aap ka ye jumla aur is ka ma,qabal ar ma, bad dono sarfraz qamar sahib ki taqreer ki wajha bany hain.....:wk
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • Re: ARTICLE: Marathon Race

                            Originally posted by Masood View Post
                            Yehi baat main ney tumharey siraf aik jumley "Islami iktdaar ka lehaaz rakha jaye to mein is race ke haq mein hoon" ko parh ker apni reply (post number 84 mein kahi thi)...

                            Mera zati khiyaal yeh hai keh hamein yeh hi nahin pata keh Islami values kya hain. Ham ney har baat ko pacheedah kar diya hai - jab musalman hi islami iqtidar ko nahin samajh saktey to phir behas to na'guzeer hai na....

                            I am totaly IN for activities like Marathon, Cycling (Tour D'Pakistan), Golf, Tennis Tournaments at INTERNATIONAL LEVEL aur is tarha ki doosri activities - yeh aik tareeqah hai hamein duniya key naqshey per samney aaney ka....
                            exactly

                            aur jo loog khawa makhwa ka shoor kerte hein unhein dunday bhi pernay chahiyein :)
                            :thmbup:

                            Comment

                            • Re: ARTICLE: Marathin Race

                              Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                              salam masood jee
                              aap kaa iss tarah islam aor muslims per tanz kernaa mujhayy pasand nahee aayaa ..........
                              aap logg roshan khialee aor west kee andhee taqleed main itnaa aagayy barhh chukayy hain kehh aap apnee asal bhool chukayy hian hamreee asal hamree pehchan yehee islam haiii magarr afsoos kehh aaj hamm apnee asal bhool chukayy hain
                              aap aaj joo kuch bhee hoo isee islam kee badoolat hoo hamm apnaa shandar mazeee bhool chukayy hain ..............
                              hamm bhool chukayy hain kehh hamaree tehzeeb aor maghrib kee tehzeeb main zameen asman ka farq haiii ........
                              jiss kee nateejaa main aaj sab see mazool qoomoon main mulims ka shumar hotaa haii aaj afganistan Iraq Palastine Somalia main mulmanoon perr christions aor jews zolim per zolim kerr rahayy hain aorr hamm hain kehh roshankhialee kee chakar main uljheyyy parayy hainnnn......
                              najanayy kabb hamain samjh aai geeeeeeeeee
                              meri jaan murgi ke anday pehlay achi tarah sooch le ke magrib mein buraiyaan kia kia hein aur achaiyaan kia kia hein...buraiyoon ko choor ke un ki achaiyon ko follow karo...yeh waqt lakeer peetnay ka nahi...jo maazi mein hun ne taraki ki us ka aaj se koi leena dena nahi...aaj musalmaan pasmanda kyoon he, hamein yeh soochna he...aik lehaaz se dekha jaye to magrib walay hum se ziada akal mand bhi hein, ziada khush haal bhi hein, ziada technical bhi hein...lehaza un se inspiration bhi li jaa sakti he :lpop:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • Re: ARTICLE: Marathon Race

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                ub aaya gadha pahaar ke neechay :blush:
                                sialkot main to koi bee pahaar nahi

                                Comment

                                Working...
                                X