Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ARTICLE: Marathon Race

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ARTICLE: Marathin Race

    Originally posted by aabi2cool View Post
    اسلام علیکم:rose

    جناب محترم مسعود صاحب میرا تھان کے بارے میں مجھے آپ۔۔اور رہا یہاں خلیل اور مظاہر کا یہ کہنا کے اس میں حاکم کا کوئی قصور نہیں عوام کو خود ہی ایسے کاموں سے باز رہنا چاہیے تو مجھے افسوس ہے کے ان دونوں کا یہ کہنا اسلام کی روح کے خلاف ہے بلکہ اس اصول کے خلاف ہے جس میں کہ اللہ پاک یہ فرماتا ہے کہ تم سے ایک ایسی جماعت ہونی چاہیے جو بھلائی کے کاموں کا حکم دے اور برائی سے روکے۔۔میرے بھائیو بات یہ ہے عوام کے تو مزاج میں شامل ہوتا ہے کے بے راہ رہوی اور گنا ہ کے کاموں کی طرف جلد متوجہ ہوتے ہیں یہ اسلامی حکومت کا کام ہے کے وہ ایسے گناہ کے کاموں کے زور بازو سے روکے اگر ایسا کرنا غلط ہوتا تو حضرت عمر اپنے دور میں ہاتھ میں کوڑا لیے نا گھومتے۔۔۔۔ اسی لیے ضروری ہے کے مسلمان حاکم ہر اس کام کو روکے کے جس کے زریعے اسلام کی یا اسلام شعار کی یا توہین ہو یا پھر خلاف ورزی۔۔۔

    Hazrat Umer kiun Kory ly ker ghomty thy wo khudh kiun bura kaam nahi kerty thy???????

    kia waja thee es kee???

    pher main ap ka jawab daita hun.......................................:comfort :

    Comment


    • #32
      Re: ARTICLE: Marathin Race

      Originally posted by Khalil View Post
      Hazrat Umer kiun Kory ly ker ghomty thy wo khudh kiun bura kaam nahi kerty thy???????

      kia waja thee es kee???

      pher main ap ka jawab daita hun.......................................:comfort :
      اس لیے کے وہ حضرت عمر تھے اور ہر شخص حضرت عمر نہیں ہوسکتا
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #33
        Re: ARTICLE: Marathin Race

        Originally posted by aabi2cool View Post
        اسلام علیکم:rose

        جناب محترم مسعود صاحب میرا تھان کے بارے میں مجھے آپ کے خیالات جان کر شدید جھٹکا لگا ۔؟ میں یہ سوچ بھی نہیں سکتا تھا کے آپ کی رائے اس بارے میں یہ ہوگئی ،خلیل کو میں جانتا ہوں وہ تھوڑا جذباتی ہے بات کرنے سے پہلے نہیں سوچتا مگر آپ تو ایسے نہ تھے؟آپ نے فرمایا کے ایسی ایکٹیویٹی ہمارے ملک میں ہونی چاہیے۔جس سے ہمارے ،ملک کی معیشت پر اچھے انداز مرتب ہوسکتے ہیں اور یہ کے اسے روکنے والوں کو اپنے دماغوں کا علاج کروانا چاہیے۔۔اور اس کے آگے آپ فرماتے ہیں کے اس میں اگر کوئی خرابی ہے تو وہ صرف ایک یعنی خواتین کا اس میں حصہ لینا ہے۔۔۔
        شکر ہے کے آپ نے اس کو خرابی تو تسلیم کرلیا۔۔۔اب مجھے آپ سے چند سوالات کے جوابات درکار ہیں۔۔ آپ نے فرمایا کے میراتھان اس لیے ہونا چاہیے کے اس سے ملک کی معیشت مضبوط ہوگی یعنی اس پر اچھے اثرات مرتب ہوں گے تو میں آپ سے پوچھتا ہوں کے آیا ملک کی معیشت کو مضبوط کرنے کے لیے ایک یہی راستہ بچا تھا اور کوئی راہ نہیں تھی۔۔؟ آپ نے یہ فرمایا کے ہم ساٹھ سال پیچھے جاکر نہیں جی سکتے شکر کہیں آپ نے یہ نہیں فرمایا دیا کے ہم چودہ سو سال پیچھے جاکر نہیں جی سکتے کیونکہ عموما روشن خیالی والے یہی دلیل زیادہ دیتے ہیں ۔
        ۔باقی میں آپ سے پوچھتا ہوں کے میراتھا ن منعقد کروا کر آپ کے ملک کو کونسا چار چاند لگ گئے ۔۔؟ یا اس کی معیشت کونسا آسمانوں کو چھونے لگی۔۔۔مجھے انتہائی افسوس ہوتا ہے جب ہم اپنی اصلیت بھول جاتے ہیں یعنی یہ بھول جاتے ہیں کے ہم مسلم قوم ہیں ہماری معیشتیں اگر پنپ سکتی ہیں تو صرف اور صرف اسلامی حدود و قیود کے اندر رہ کر ہم اگر تری کرسکتے ہیں تو صرف اور صرف اسلامی قوانین کو اپنے اوپر لاگو کرکے اور یہی ہمارا اولین شعار ہونا چاہیے وگرنہ صرف پیسا کمانا تو کسی بھی طریقے اور زریعے سے کیا جاسکتا ہے۔۔۔آپ کو یہ بھی تسلیم ہے کہ اس قسم کی میراتھان میں اگر خواتین حصہ لیں تو اس میں خرابی ہے اور اسکو روکنا عام لوگوں کے بس کی بات نہیں ۔۔ تو بھائی اسی لیے تو پرویز مشرف کو یہاں برا بھلا کہا گیا کو وہ حاکم ہے اور اس کے ہاتھ میں سارا کنٹرول ہے وہ جو چاہے کر سکتا ہے

        اگر وہ میراتھان منعقد کرواتا ہے تو اسے چاہیے کے خواتین کی اس میں شمولیت کو روکے اگر نہیں روک سکتا تو ایسے کام سے ہی باز رہے۔۔۔اور رہا یہاں خلیل اور مظاہر کا یہ کہنا کے اس میں حاکم کا کوئی قصور نہیں عوام کو خود ہی ایسے کاموں سے باز رہنا چاہیے تو مجھے افسوس ہے کے ان دونوں کا یہ کہنا اسلام کی روح کے خلاف ہے بلکہ اس اصول کے خلاف ہے جس میں کہ اللہ پاک یہ فرماتا ہے کہ تم سے ایک ایسی جماعت ہونی چاہیے جو بھلائی کے کاموں کا حکم دے اور برائی سے روکے۔۔میرے بھائیو بات یہ ہے عوام کے تو مزاج میں شامل ہوتا ہے کے بے راہ رہوی اور گنا ہ کے کاموں کی طرف جلد متوجہ ہوتے ہیں یہ اسلامی حکومت کا کام ہے کے وہ ایسے گناہ کے کاموں کے زور بازو سے روکے اگر ایسا کرنا غلط ہوتا تو حضرت عمر اپنے دور میں ہاتھ میں کوڑا لیے نا گھومتے۔۔۔۔ اسی لیے ضروری ہے کے مسلمان حاکم ہر اس کام کو روکے کے جس کے زریعے اسلام کی یا اسلام شعار کی یا توہین ہو یا پھر خلاف ورزی۔۔۔
        Aabid bhai main is baat ka tafseeli jawab baad mein doon ga abhi siraf itna btaa dijiye:

        Agar Marathon ko allow nahin hona chahiye to key Cricket, Hockey, Football, Squash ya koi bhi doosra khail jo hamarey mulk mein hai, usey allow hona chahiye???
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #34
          Re: ARTICLE: Marathin Race

          Originally posted by aabi2cool View Post
          اس لیے کے وہ حضرت عمر تھے اور ہر شخص حضرت عمر نہیں ہوسکتا
          My dear hu sakta hay...........................:comfort:

          Comment


          • #35
            Re: ARTICLE: Marathin Race

            Originally posted by Masood View Post
            Aabid bhai main is baat ka tafseeli jawab baad mein doon ga abhi siraf itna btaa dijiye:

            Agar Marathon ko allow nahin hona chahiye to key Cricket, Hockey, Football, Squash ya koi bhi doosra khail jo hamarey mulk mein hai, usey allow hona chahiye???

            bhai shaid aap ko pakistan main merathon ke bary main nahi pata///

            Comment


            • #36
              Re: ARTICLE: Marathin Race

              Originally posted by Khalil View Post
              bhai shaid aap ko pakistan main merathon ke bary main nahi pata///
              Marathon duniya keh beesiyon mumalik mein hoti hai - agar Pakistan mein jaa ker woh koi AUR rukh ikthiyaar kar leti hai to yeh Pakistan aur uskey kartey dharton ki aqal ka qasoor hai - warna yeh aik international activity hai jo hamarey mulk key liye bohat aham hai - magar jaisey hamarey mulk mein AAZADI ko torr morr ker rakh diya geya hai isi tarha har shay ko liya jata hai. Phir main sochta hoon is mulk ka kya baney ga?
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #37
                Re: ARTICLE: Marathin Race

                Originally posted by Masood View Post
                Aabid bhai main is baat ka tafseeli jawab baad mein doon ga abhi siraf itna btaa dijiye:

                Agar Marathon ko allow nahin hona chahiye to key Cricket, Hockey, Football, Squash ya koi bhi doosra khail jo hamarey mulk mein hai, usey allow hona chahiye???
                mujhy maloom tha k aap yehi kaheen gay...aap ka sawal agar share hawaly se hy to itna arz hy k sharah main har us khail ki momaniat hy jo serf waqat ka ziya ka baes bany aur raha aap ka in khilon ki taraf uon ishra karna k inmain bhi to hawateen shirkat karti hain batore nazreen hi sahi to arz hy k hamara aik sab se bara almia ye bhi hy k agar koi kisi burai par awaz na uthay to tab bhi yehi kehty hain k koi naheen bola aur agar koi kisi burai k khilaf bool pary to 4ran ye keh dety hain han acha ye bato k fulan fulan burai bhi horahi hy usy kion naheen roka jata ya kam az kam bura bhala kaha jata...\
                mery bhia kabhi bhi aik burai se rokna aur dosri burai se na rokna oehli burai k haq main daleel naheen ban sakta....aagy aap khud samjh dar hain ...
                bahar hal aap ko sawal ka tab haq tha jab aap mery sawaalat k jawab de chuky hoty:)
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #38
                  Re: ARTICLE: Marathin Race

                  Originally posted by Khalil View Post
                  My dear hu sakta hay...........................:comfort:
                  my dear naheen hosakta aur hargiz naheen ho sakta dosra umar koi naheen hosakta han albata un k naqshe qadam par zaroor chala jaskta hy laikin wo bhi is door main angara hath main layny k barabar hy..
                  aur tum nay ye baat kion kahi k hosakta hy is se main bakhoobi waqif hon ..
                  yehi wo tumhara azad tarzy fikar hy jahan se akar tumheen thokar lagti hy aur kabhi tum soochty ho k main kion naheen fulan ki tarah hoskta ya fulan ko wo muqaam kion mila ..tum mera ishra bakhoobi samjh chuky hogay...:na:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #39
                    Re: ARTICLE: Marathin Race

                    Originally posted by Masood View Post
                    Marathon duniya keh beesiyon mumalik mein hoti hai - agar Pakistan mein jaa ker woh koi AUR rukh ikthiyaar kar leti hai to yeh Pakistan aur uskey kartey dharton ki aqal ka qasoor hai - warna yeh aik international activity hai jo hamarey mulk key liye bohat aham hai - magar jaisey hamarey mulk mein AAZADI ko torr morr ker rakh diya geya hai isi tarha har shay ko liya jata hai. Phir main sochta hoon is mulk ka kya baney ga?

                    ager female aur male kee alag alag hu to kisi ko koi ahtizar nahi

                    Comment


                    • #40
                      Re: ARTICLE: Marathin Race

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      mujhy maloom tha k aap yehi kaheen gay...aap ka sawal agar share hawaly se hy to itna arz hy k sharah main har us khail ki momaniat hy jo serf waqat ka ziya ka baes bany aur raha aap ka in khilon ki taraf uon ishra karna k inmain bhi to hawateen shirkat karti hain batore nazreen hi sahi to arz hy k hamara aik sab se bara almia ye bhi hy k agar koi kisi burai par awaz na uthay to tab bhi yehi kehty hain k koi naheen bola aur agar koi kisi burai k khilaf bool pary to 4ran ye keh dety hain han acha ye bato k fulan fulan burai bhi horahi hy usy kion naheen roka jata ya kam az kam bura bhala kaha jata...\
                      mery bhia kabhi bhi aik burai se rokna aur dosri burai se na rokna oehli burai k haq main daleel naheen ban sakta....aagy aap khud samjh dar hain ...
                      bahar hal aap ko sawal ka tab haq tha jab aap mery sawaalat k jawab de chuky hoty:)
                      Pyarey bhai - aap meri post ko phir sey parhiye - main ney jo baat ki hai aap ney ussey doosrey rang mein dekha hai - baat yeh hai keh main kisi bhi sports activity ki KHILAF NAHIN HOON - as long yeh mardon ki ho aur agar agar auraton ki ho wo aisey CLOSED door mein key siraf auratein hi dekh sakein. Jahan tak Marathon ka ta'aluq hai to is mein QATAN koi mubahat nahin as long yeh sirfa mardon ki shamooliyat per ho!
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #41
                        Re: ARTICLE: Marathin Race

                        Originally posted by Khalil View Post
                        ager female aur male kee alag alag hu to kisi ko koi ahtizar nahi
                        Female ka close door mein hona koi qabahat nahin!
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #42
                          Re: ARTICLE: Marathin Race

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          my dear naheen hosakta aur hargiz naheen ho sakta dosra umar koi naheen hosakta han albata un k naqshe qadam par zaroor chala jaskta hy laikin wo bhi is door main angara hath main layny k barabar hy..
                          aur tum nay ye baat kion kahi k hosakta hy is se main bakhoobi waqif hon ..
                          yehi wo tumhara azad tarzy fikar hy jahan se akar tumheen thokar lagti hy aur kabhi tum soochty ho k main kion naheen fulan ki tarah hoskta ya fulan ko wo muqaam kion mila ..tum mera ishra bakhoobi samjh chuky hogay...:na:
                          Aaj bee hu ger Ibraheem ka eman paida
                          aag ker sakti hay andaz e gulistan paida


                          Hazrat Imam mehndi Hazrat Eisa alyslam ko kium Imamat karain gy..aik nabi aik aam bandy k pichy namaz pary ga.....aap kahian k Hazrat Muhammad PBUH nu bee Abu baker Rza k pichy namaz pari.....to aap dekhain ................aur abu baker Rza kee ahmiyat kitni hugai thee....???

                          main khush naseeb hun k mujy thoker lagti hay aur mujy pata hay k yehi thokrain kha ker aik din main ny Anmool hu jana hay....belive me......

                          Comment


                          • #43
                            Re: ARTICLE: Marathin Race

                            Originally posted by Masood View Post
                            Female ka close door mein hona koi qabahat nahin!
                            han wakee koi nahi ager koi mard na hu too...........

                            Comment


                            • #44
                              Re: ARTICLE: Marathin Race

                              Originally posted by Masood View Post
                              Pyarey bhai - aap meri post ko phir sey parhiye - main ney jo baat ki hai aap ney ussey doosrey rang mein dekha hai - baat yeh hai keh main kisi bhi sports activity ki KHILAF NAHIN HOON - as long yeh mardon ki ho aur agar agar auraton ki ho wo aisey CLOSED door mein key siraf auratein hi dekh sakein. Jahan tak Marathon ka ta'aluq hai to is mein QATAN koi mubahat nahin as long yeh sirfa mardon ki shamooliyat per ho!
                              to payaray bhai aapko ye jumla likhny se pehly k mera than ko rokny walon ko apna demagh ka ilaj karwana chaiye ...tha apni baat ki tamheedan wazaht karna chaiye thi..aur aap ko ye bhi maloom hona chaiye k merathan ko kion mana kia jaraha hy k agar serf mardon ki hoti to koi bhi na bura bhala kehta lazmiman urtoon ki shamoliat is main thi to bura bhala kaha gaya na...
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment


                              • #45
                                Re: ARTICLE: Marathin Race

                                Originally posted by Khalil View Post
                                Aaj bee hu ger Ibraheem ka eman paida
                                aag ker sakti hay andaz e gulistan paida


                                Hazrat Imam mehndi Hazrat Eisa alyslam ko kium Imamat karain gy..aik nabi aik aam bandy k pichy namaz pary ga.....aap kahian k Hazrat Muhammad PBUH nu bee Abu baker Rza k pichy namaz pari.....to aap dekhain ................aur abu baker Rza kee ahmiyat kitni hugai thee....???

                                main khush naseeb hun k mujy thoker lagti hay aur mujy pata hay k yehi thokrain kha ker aik din main ny Anmool hu jana hay....belive me......
                                aap serf iqbal k shair par sakty ho un k matalib se agahi aap k bas ki baat naheen...
                                iqbal ki yahaan hargiz ye murad naheen k imaan ki aysi bulandi ko pa layny ka bad aaj bhi koi dosra ibraheem paida hosakta hy balk iqbal ki murad ye thi k jis urooj par hazrat ibraheem ka imaan tha agar usi urooj par aaj ay musalmano tum apny imaan ko lay aao to koi wajha naheen k dunia ki bari se bari moham sar na karjao..
                                rahi baat hazrat imam mehdi k peechy hazrat essa as ki namz parhny ki to us ki hikmat darasla nabi e akhru zaman ki shariat k wajood se hy k hazrat esa bhi usi nabi k ummti bankar aien gay aur un hi k aik ghulam k peechy nimaz ada kar k ye gahwahi daien gay k shariat ,mohammadi qiaymat tak kiliye hy aur main hargiz is main tagiro tabdul karny naheen aya...
                                aur wasy bhi afzal aur mafzooliyat ka miyar serf kisi ki iqtda main nimaz ka ada karna naheen hy..magar tum ye bateen naheen samjho gay....
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X