Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ARTICLE: Marathon Race

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ARTICLE: Marathin Race

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    Khalil say is leay itefaq karta hoon kay agar mushi uncle hum par koi qanon lago kartay haiN to us ko man'na ya na man'na humaray opar hai , agar marathon ghalat hai to is ka faisla bhi humaiN he karna chaheay, humaray mulk maiN kitnay he aisay achay qanoon haiN jinhaiN hum nahee mantay ?? kioN nahee mantay is leay kay humara dil nahee chahta aisi pabnadi ko qabool karnay ka.... aur agar aik burai ki ijazat day di gai hai aur hum us maiN pur'zaur hissa laytay haiN to yaqinan yeh hum sab ki zehni bemari hai aur kuch nahee...!! Al-Qissa Mukhtaser LogoN maiN khud Qowat-e-Faisla hona chaheay, kisi kay kuch kehnay say kuch nahee hota.... aur agar hota hai to woh waqti hota hai daimi nahee... :rose


    GHALAT BAAT:lpop:

    Comment


    • #17
      Re: Marathin Race

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
      bechara Masood :blush:

      :blush: :lpop:

      Comment


      • #18
        Re: ARTICLE: Marathin Race

        Originally posted by Me Here View Post
        GHALAT BAAT:lpop:
        Baji maiN nay jo kaha hai us par ghoor to karaiN :blush:, maiN yeh nahee keh raha kay marathon achi cheez hai maiN yeh keh rhaa hoon kay isay HUM he rook saktay haiN aur humaray roknay maiN aur mushi uncle kay roknay maiN baRa farq hai...!! agar hum sab ach'chay bach'chay ban jaiN to mushi uncle kay ailan ka koi faida nahee reh jata woh becharay kehtay he reh jaiN gaiy aao bhai aao race lagao laikin jab hum sab apni apni jagah faisla karlaiN gaiy to yaqinan koi nahee jaiy ga, isay roknay kayleay humaray zehen tabdil honay zarori haiN warna koi faida nahee :lpop:
        That's Enough...!!

        Comment


        • #19
          Re: ARTICLE: Marathin Race

          Main Marathon race key ineqaad key bilkul bhi khilaaf nahin hoon. Aisi international activities hamarey mulk mein honi chahiye aur inhein rokney walon ko apney dimaghon ka elaj karwana chahiye. Ham 60 saal peechhey jaa ker zindagi nahin guzar saktey balkeh aagey bharney key liye kuchh qadam uthaney partey hain. Aap ney kabhi socha hai keh in activities ka hamarey mulk ki mo'ishaat per kya asar parta hai? International Media coverge dey to tourism key bharney key chances hain - come on open your eyes and think postively!!! Agar is marathon mein koi kharabi hai to siraf aik: khwateen ka hissah lena!! Lekin issey rokna huma shuma key bas ki baat nahin, iskey pehley hamein apni soch ko drust karna hai - yeh keh Marathon is NOT a bad idea, it SHOULD happen every year not only in Lahore but in Karachi as well - LEKIN kuchh asool honey chahiey - ham BE'ASOOL qom hain :)
          Last edited by Masood; 5 February 2007, 15:07.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #20
            Re: ARTICLE: Marathin Race

            Originally posted by Masood View Post
            Main Marathon race key ineqaad key bilkul bhi khilaaf nahin hoon. Aisi international activities hamarey mulk mein honi chahiye aur inhein rokney walon ko apney dimaghon ka elaj karwana chahiye. Ham 60 saal peechhey jaa ker zindagi nahin guzar saktey balkeh aagey bharney key liye kuchh qadam uthaney partey hain. Aap ney kabhi socha hai keh in activities ka hamarey mulk ki mo'ishaat per kya asar parta hai? International Media coverge dey to tourism key bharney key chances hain - come on open your eyes and think postively!!! Agar is marathon mein koi kharabi hai to siraf aik: khwateen ka hissah lena!! Lekin issey rokna huma shuma key bas ki baat nahin, iskey pehley hamein apni soch ko drust karna hai - yeh keh Marathon is NOT a bad idea, it SHOULD happen every year not only in Lahore but in Karachi as well - LEKIN kuchh asool honey chahiey - ham BE'ASOOL qom hain :)

            I am agree with u.....mey tu kehta ho yeh race hi nahi dosray sports bhi honay chahaye maslan surfing race, boat riding race i mean adventure races.

            Comment


            • #21
              Re: Marathin Race

              Originally posted by aabi2cool View Post
              aap ka qasoor naheen parveeziat ko har dor main aap jaysay wakeel muysar aaty rahy...:wk

              aur yeh aap ka bee kasoor nahi hay.....aap likhi lakhai hee batian kerty hain :lpop:

              Comment


              • #22
                Re: ARTICLE: Marathin Race

                Originally posted by Me Here View Post
                dekhin try to get wat i wanna convey
                ager apk Parents ap per sakhti na karin to mumkin hai k ap ik ghalat cheez ki taraf divert ho jain lakin jab Parents ka darr ho to zahir hai k ap kabhi soochain ge bhi nahi k ap koi bhi ghalat kaam karin.
                hamari govt ne humin khula choor diya ab hum jahan bhi jayin ye hum per hai q k koi rok tok nahi....

                Nawaz Shareef k daur main cable per pabandi thi even dish ki fee bhi itni mehngi thi k aam banda afford nahi ker sakta tha taky buri cheez araam se aam na ho saky.....
                per ab cable aam hai.........the most cheapest way to watch evil n surely to spread evil
                media open hai........ab ager ap ye kahin k models apni merzi se short n shrinked dresses pehanti hain to i agree but who is providing them chance?

                ik govt. chahy to country ko sanwar de or chahe to bigar de hamari govt ka zoor bigarne per hai.....u must admit this truth
                sabse aham cheesz hamara DEEN hai MUSHARRAF nahi....
                or MUSHARRAF humin hamare DEEN se hi door ker raha hai jante boojhte
                jo main ny sawal pocha tha os ka jawab dain

                Comment


                • #23
                  Re: Marathin Race

                  Originally posted by Khalil View Post
                  aur yeh aap ka bee kasoor nahi hay.....aap likhi lakhai hee batian kerty hain :lpop:
                  khalil tap gaya
                  That's Enough...!!

                  Comment


                  • #24
                    Re: ARTICLE: Marathin Race

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    Khalil say is leay itefaq karta hoon kay agar mushi uncle hum par koi qanon lago kartay haiN to us ko man'na ya na man'na humaray opar hai , agar marathon ghalat hai to is ka faisla bhi humaiN he karna chaheay, humaray mulk maiN kitnay he aisay achay qanoon haiN jinhaiN hum nahee mantay ?? kioN nahee mantay is leay kay humara dil nahee chahta aisi pabnadi ko qabool karnay ka.... aur agar aik burai ki ijazat day di gai hai aur hum us maiN pur'zaur hissa laytay haiN to yaqinan yeh hum sab ki zehni bemari hai aur kuch nahee...!! Al-Qissa Mukhtaser LogoN maiN khud Qowat-e-Faisla hona chaheay, kisi kay kuch kehnay say kuch nahee hota.... aur agar hota hai to woh waqti hota hai daimi nahee... :rose

                    Comment


                    • #25
                      Re: Marathin Race

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      khalil tap gaya
                      Lagta hay Os ny tumy moaaf ker dia hay:kr:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Marathin Race

                        Originally posted by Khalil View Post
                        Lagta hay Os ny tumy moaaf ker dia hay:kr:
                        nahee woh itna bhi haseen nahee hai :slap: maiN nay he mu'af kardia
                        That's Enough...!!

                        Comment


                        • #27
                          Re: Marathin Race

                          Originally posted by sccorpion81 View Post
                          ....

                          main aap ko aik misal deta hoon yahan pegham ki hi...Masood Hamaray Admin hain yani k yeh pegham farz kerain paksitan hai aur masood Gen Musharaf

                          agar koee yahan per aa ker koee ghalat qisam ki thread laga day tu kia masood us ko rok nahien saktay????

                          Buhat hee bachon wali baat kee hay aap ny bhai

                          sab sy pehly Un logoon kee zihniyat dekho jis ny gandy thread lagain hain

                          main kiun nahi lagata aur aap kiun nahi gandy thread lagaty

                          acha ager masood bhai ejazat dain to kia aap ghalt kisam k Thread lagain gy????????????????????????????????????

                          Tell mee

                          Comment


                          • #28
                            Re: Marathin Race

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            nahee woh itna bhi haseen nahee hai :slap: maiN nay he mu'af kardia
                            :kr: ab aap TAP gay hian:lpop:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Marathin Race

                              Originally posted by Khalil View Post
                              :kr: ab aap TAP gay hian:lpop:
                              lagta hai tumhaiN ziada zaur say lag gai hai :blush:
                              That's Enough...!!

                              Comment


                              • #30
                                Re: ARTICLE: Marathin Race

                                اسلام علیکم:rose
                                جناب محترم مسعود صاحب میرا تھان کے بارے میں مجھے آپ کے خیالات جان کر شدید جھٹکا لگا ۔؟ میں یہ سوچ بھی نہیں سکتا تھا کے آپ کی رائے اس بارے میں یہ ہوگئی ،خلیل کو میں جانتا ہوں وہ تھوڑا جذباتی ہے بات کرنے سے پہلے نہیں سوچتا مگر آپ تو ایسے نہ تھے؟آپ نے فرمایا کے ایسی ایکٹیویٹی ہمارے ملک میں ہونی چاہیے۔جس سے ہمارے ،ملک کی معیشت پر اچھے انداز مرتب ہوسکتے ہیں اور یہ کے اسے روکنے والوں کو اپنے دماغوں کا علاج کروانا چاہیے۔۔اور اس کے آگے آپ فرماتے ہیں کے اس میں اگر کوئی خرابی ہے تو وہ صرف ایک یعنی خواتین کا اس میں حصہ لینا ہے۔۔۔
                                شکر ہے کے آپ نے اس کو خرابی تو تسلیم کرلیا۔۔۔اب مجھے آپ سے چند سوالات کے جوابات درکار ہیں۔۔ آپ نے فرمایا کے میراتھان اس لیے ہونا چاہیے کے اس سے ملک کی معیشت مضبوط ہوگی یعنی اس پر اچھے اثرات مرتب ہوں گے تو میں آپ سے پوچھتا ہوں کے آیا ملک کی معیشت کو مضبوط کرنے کے لیے ایک یہی راستہ بچا تھا اور کوئی راہ نہیں تھی۔۔؟ آپ نے یہ فرمایا کے ہم ساٹھ سال پیچھے جاکر نہیں جی سکتے شکر کہیں آپ نے یہ نہیں فرمایا دیا کے ہم چودہ سو سال پیچھے جاکر نہیں جی سکتے کیونکہ عموما روشن خیالی والے یہی دلیل زیادہ دیتے ہیں ۔
                                ۔باقی میں آپ سے پوچھتا ہوں کے میراتھا ن منعقد کروا کر آپ کے ملک کو کونسا چار چاند لگ گئے ۔۔؟ یا اس کی معیشت کونسا آسمانوں کو چھونے لگی۔۔۔مجھے انتہائی افسوس ہوتا ہے جب ہم اپنی اصلیت بھول جاتے ہیں یعنی یہ بھول جاتے ہیں کے ہم مسلم قوم ہیں ہماری معیشتیں اگر پنپ سکتی ہیں تو صرف اور صرف اسلامی حدود و قیود کے اندر رہ کر ہم اگر تری کرسکتے ہیں تو صرف اور صرف اسلامی قوانین کو اپنے اوپر لاگو کرکے اور یہی ہمارا اولین شعار ہونا چاہیے وگرنہ صرف پیسا کمانا تو کسی بھی طریقے اور زریعے سے کیا جاسکتا ہے۔۔۔آپ کو یہ بھی تسلیم ہے کہ اس قسم کی میراتھان میں اگر خواتین حصہ لیں تو اس میں خرابی ہے اور اسکو روکنا عام لوگوں کے بس کی بات نہیں ۔۔ تو بھائی اسی لیے تو پرویز مشرف کو یہاں برا بھلا کہا گیا کو وہ حاکم ہے اور اس کے ہاتھ میں سارا کنٹرول ہے وہ جو چاہے کر سکتا ہے
                                اگر وہ میراتھان منعقد کرواتا ہے تو اسے چاہیے کے خواتین کی اس میں شمولیت کو روکے اگر نہیں روک سکتا تو ایسے کام سے ہی باز رہے۔۔۔اور رہا یہاں خلیل اور مظاہر کا یہ کہنا کے اس میں حاکم کا کوئی قصور نہیں عوام کو خود ہی ایسے کاموں سے باز رہنا چاہیے تو مجھے افسوس ہے کے ان دونوں کا یہ کہنا اسلام کی روح کے خلاف ہے بلکہ اس اصول کے خلاف ہے جس میں کہ اللہ پاک یہ فرماتا ہے کہ تم سے ایک ایسی جماعت ہونی چاہیے جو بھلائی کے کاموں کا حکم دے اور برائی سے روکے۔۔میرے بھائیو بات یہ ہے عوام کے تو مزاج میں شامل ہوتا ہے کے بے راہ رہوی اور گنا ہ کے کاموں کی طرف جلد متوجہ ہوتے ہیں یہ اسلامی حکومت کا کام ہے کے وہ ایسے گناہ کے کاموں کے زور بازو سے روکے اگر ایسا کرنا غلط ہوتا تو حضرت عمر اپنے دور میں ہاتھ میں کوڑا لیے نا گھومتے۔۔۔۔ اسی لیے ضروری ہے کے مسلمان حاکم ہر اس کام کو روکے کے جس کے زریعے اسلام کی یا اسلام شعار کی یا توہین ہو یا پھر خلاف ورزی۔۔۔
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X