Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Misbah Iram case........aap ki raye?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

    sara ka sara kasoor humarey logo ka hai .......... dekha jayeh to hum log intihayi darjey ke ahmaq hain, humarey log aisey pitheitic kaam kertey hain ................
    sab se bara kasoor is mei misbah ke baap ka hai, shadi kertey waqt ousey yeh sab sochna chahiyeh tha, yeh log ous waqt to waqti khumar mei mazhab, moashrey, rishtey her chiz se balatar ho ker yeh qadam outha letey hain aur baad mei is tarah ke cases mei zindagi barbad kertey hain. Ousey shadi kertey waqt yeh sab khayal nahi aaya, ke mei kis mazhab aur kis mahol ki aurat se shadi ker raha hoon, kuch bhi ho aisey 95% cases aisey hi hain magar ous ke bawajood humarey logo ko aqal nahi aati ..........
    khair ab ous ke baap ko thokar lagi hai thori aqal aa hi gayi hai to ousey hi bachi ko apney paas hi rakhna chahiyeh, ager ous ki maan islam per qayem rehti to yaqinan baiti ousi ke pass rehti laikin ager wo isalm tark ker chuki hai to phir ousey baap ke pass rehna chahiyeh......
    Rahi baat faisla pak ki adalat karey yaan scotland ... to qanooni nukta-e-nazar se jesey ke bachi ki birth waha ki hai to yaqeenan scotish courts ka is mei dhakal ho ga, magar yeh koshish ki ja sakti hai ke waha koi aisi adalat ho jo islami ehkamat ke mutabiq faisla karey .........
    baqi khuda sab ko hidayat dai ............. khas kar humari qoam ko :dua
    sigpic

    Comment

    • #17
      Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Pakistani bunday bahir baijna bund ker do :lpop:

      aisa mumkin nahi hai ....... magar in logo ko thori aqal thora shaor hona chahiyeh, zindagi ke eham faisley aur yeh rishtey shopping kerne jitney aasan nahi hotey :tauba
      sigpic

      Comment

      • #18
        Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

        Originally posted by Aanchal View Post
        nahi main mozoo say nahi hati mera sawal yeh tha kay "Misbah Iram ka case aaj kal kafi charcha main hai pakistan main aap sab ki is baray main kia raye hai ?" ..:rose
        jab kisi mozoo pay baat kartay hain us kay saray pehloo pay baat ki jati hai .jab us ki kafalat ka sawal hai to us kay peachay ki history bhi samnay ani chaye ......:rose

        or yeh sawal bhi hai mera.....
        or yeh baat kay jab us banday nay shadi ki the to usay pata nah tha kay us aurat ka mahool or rehan sehan kesa hai ? ab zahir hai woh apni aulad ko wesa banaye gee ..ab baap ko yeh soch aye hai kay beeti vohan na rehaye ...........?
        bilkul jab kisi mozu par baat karty hain to us k sab pehlo dekhy jaty hain laikin un sab pehlon par baat tab hi hosakti hy jab dorany behas fareeqain asal mozu par qaem rehty huy guftgu kareen jab beech main aysa issu ajain jo k nafse masla se tawju hata deen to meri nazar main behas la hasil aur la yani aur mehaz nykaar hojati hy.. ...ab ata hon is taraf k aap ka mozu kaya tha aap ka mozu tha misbah iram case jis ka charcha ziyada hony ki waja seedhi se baat hy k larki k baap ka muslim hona aur larki ki walda ka gair muslim hona tha ..so is hawlay se aap ny jo pouchna chaha main ny bata deya ..ab rahi baat ye k us k baap ko pehly sochna chaiye tha wagera wagera to mery khial main ye nateen asal masla se behas naheen kati ..asal masla ye tha k larki ko us ki maan k pass behj dea jaya ya k naheen? jis ka jawab main bakhoobi de chuka ..
        rahi dosri baat agar ham us par baar kareen gy to asl mozu se hat jaien gy lehaza us ki koi zaroorat naheen......:rose
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #19
          Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

          Originally posted by aabi2cool View Post

          :tauba ham mozoo say nahi hat rehay :pagal: aap ko aisa lag raha hai to ab main kia kar sakti houn ...........
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #20
            Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Pakistani bunday bahir baijna bund ker do :lpop:
            mulk ki abadai main or izafa karna hai kia :p
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #21
              Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

              Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
              sara ka sara kasoor humarey logo ka hai .......... dekha jayeh to hum log intihayi darjey ke ahmaq hain, humarey log aisey pitheitic kaam kertey hain ................
              sab se bara kasoor is mei misbah ke baap ka hai, shadi kertey waqt ousey yeh sab sochna chahiyeh tha, yeh log ous waqt to waqti khumar mei mazhab, moashrey, rishtey her chiz se balatar ho ker yeh qadam outha letey hain aur baad mei is tarah ke cases mei zindagi barbad kertey hain. Ousey shadi kertey waqt yeh sab khayal nahi aaya, ke mei kis mazhab aur kis mahol ki aurat se shadi ker raha hoon, kuch bhi ho aisey 95% cases aisey hi hain magar ous ke bawajood humarey logo ko aqal nahi aati ..........
              khair ab ous ke baap ko thokar lagi hai thori aqal aa hi gayi hai to ousey hi bachi ko apney paas hi rakhna chahiyeh, ager ous ki maan islam per qayem rehti to yaqinan baiti ousi ke pass rehti laikin ager wo isalm tark ker chuki hai to phir ousey baap ke pass rehna chahiyeh......
              Rahi baat faisla pak ki adalat karey yaan scotland ... to qanooni nukta-e-nazar se jesey ke bachi ki birth waha ki hai to yaqeenan scotish courts ka is mei dhakal ho ga, magar yeh koshish ki ja sakti hai ke waha koi aisi adalat ho jo islami ehkamat ke mutabiq faisla karey .........
              baqi khuda sab ko hidayat dai ............. khas kar humari qoam ko :dua

              :thmbup: :thmbup:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #22
                Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

                Originally posted by Aanchal View Post
                mulk ki abadai main or izafa karna hai kia :p
                Lol:kr: :kr: :kr: :kr:
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  mulk ki abadai main or izafa karna hai kia :p
                  Phir Buchay paida kerna bhi bund ker do :blush:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Phir Buchay paida kerna bhi bund ker do :blush:
                    Oh yaar tu tay chup ker ..... meree tay halay shadi v nahien hoeee
                    sigpic

                    Comment

                    Working...
                    X