Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Misbah Iram case........aap ki raye?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Misbah Iram case........aap ki raye?

    Assalamalikum
    Misbah Iram ka case aaj kal kafi charcha main hai pakistan main aap sab ki is baray main kia raye hai ?:)
    Attached Files
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

    Osy wapis jany dia jay....

    kiun k os ny baad main bee pichtana hay......k kis mahool main agai hay bechari:(

    Comment

    • #3
      Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

      یہ دنیاوی عدالتیں جو کہ اللہ کی رضا کی بجائے اپنے اپنے بشوں اور مشرفوں کی رضا کے لیے کام کرتی ہیں وہ کیا حق فیصلہ کریں گی اس کیس کا تو سیدھا سیدھا فیصلہ اسلام کے نقطعہ نظر سے بڑا واضح ہے کہ کوئی کافر یا مشرک کسی مسلمان کا وارث نہیں ہوسکتا چونکہ لڑکی کی والدہ ایک کافرہ عورت ہے لہذا لڑکی کی کفالت کا حق صرف اور صرف اس کے مسلم باپ کو ہے کیونکہ لڑکی مسلم ہے اور اسکا باپ بھی مسلم ہے ۔۔اور اگر دنیاوی یا انگریزی قانون کی نگاہ سے دیکھا جائے تو تب بھی لڑکی باپ کی ہی کفالت میں رہے گی کیونکہ وہ بالغہ ہے اور غالبا میں کہیں پڑھ چکا ہوں کہ لڑکی نے باپ کے ساتھ رہنے پر رضا مندی کا بھی اظہار کیا تھا اگر یہ بات سچ ہے تو پھر میرے نزدیک لاہور ہائی کورٹ کا فیصلہ صرف اور صرف اپنے فرنگی آقاوں کو خوش کرنے کی ایک اچھی خاصی مضحکہ خیز کوشش ہے
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment

      • #4
        Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

        Originally posted by aabi2cool View Post
        اس کیس کا تو سیدھا سیدھا فیصلہ اسلام کے نقطعہ نظر سے بڑا واضح ہے کہ کوئی کافر یا مشرک کسی مسلمان کا وارث نہیں ہوسکتا چونکہ لڑکی کی والدہ ایک کافرہ عورت ہے لہذا لڑکی کی کفالت کا حق صرف اور صرف اس کے مسلم باپ کو ہے
        mujhay aik cheez samajh nahi ai aik muslim nay ghair muslim aurat say shadi kesay kar li? ab aulaad ki kefalat ka waqat aya to woh keh raha hai kay woh usay ghair muslim maa kay hawalye nahi karay ga...........:mm:
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #5
          Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

          Hmmm...mein is case ko different perspective se dekhta hoon...mere khyaal mein Misbah ko 2, 3 din psychetrist ke paas rakha jaye, jo us ka brainwash karein aur usay confidence dein ke wo jo rasta apne liye chunana chahti he chun le...is 2, 3, din ke dooran usay apne dad se bhi milnay ki ijazat na ho, usay full confidence dene ke baad, aik jury bethay aur us larki se us ka view point note karay aur phir wo jury decide karay ke us larki ko Pakistan mein rehna chahiye ya usay us ki mom ke paas baij dena chahiye...hay ke nai :blush:
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

            Originally posted by Aanchal View Post

            اگر تو اس نے جس عورت سے شادی کی تھی وہ اہل کتاب میں سے تھی تو شرعا یہ نکاح جائز ہے اور اگر اس نے کسی ایسی عورت سے شادی کی جو کہ اہل کتاب میں سے نہیں تھی تو شرعا یہ نکا ح ہوا ہی نہیں مگر ایسی صورت میں بھی بچی کا نصب باپ سے ثابت ہوگا خصوصا جب بچی بھی اسلامی عقیدے پر ہو۔اور اگر اہل کتاب عورت سے شادی کے بعد علیحدگی ہوجائے تو اولاد اگر مسلم ہے جو کہ ہونی بھی چاہیے تو ایسی صورت میں بھی کفالت کا حق ممسلم مرد کا ہے۔۔۔۔
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #7
              Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

              I cant say anything.....
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

                Originally posted by aabi2cool View Post
                اگر تو اس نے جس عورت سے شادی کی تھی وہ اہل کتاب میں سے تھی تو شرعا یہ نکاح جائز ہے
                Ihlay kitaab kon loog hotay hian ?
                agar koi muslman aurat kisi ahlay kitab mard say shadi karti tab bhi yeh sahi hoo ga kia ?:cc:

                or yeh baat kay jab us banday nay shadi ki the to usay pata nah tha kay us aurat ka mahool or rehan sehan kesa hai ? ab zahir hai woh apni aulad ko wesa banaye gee ..ab baap ko yeh soch aye hai kay beeti vohan na rehaye ...........?

                aksar loog visa or nationality leenay key leye bhi to aisi aurtoo say shadiyan kar laytay hian .........
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

                  Originally posted by Khalil View Post
                  Osy wapis jany dia jay....

                  kiun k os ny baad main bee pichtana hay......k kis mahool main agai hay bechari:(

                  Yaar aap itna mayoos kiun hotay ho apnay muashray say...is muashray main achay log bhi rahtay hain...Insha Allah aisa kuch nahien ho ga...
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    mujhay aik cheez samajh nahi ai aik muslim nay ghair muslim aurat say shadi kesay kar li? ab aulaad ki kefalat ka waqat aya to woh keh raha hai kay woh usay ghair muslim maa kay hawalye nahi karay ga...........:mm:

                    Subha ka Bhoola agar sham ko ghar lot aaey tu us ko bhoola nahien kahtay
                    Ho sakta hai us nay bhi kuch tajruba hasil kia ho ga... Baqi Dilon k Haal Allah Janta hai
                    Last edited by sccorpion81; 11 December 2006, 11:21.
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      Ihlay kitaab kon loog hotay hian ?
                      agar koi muslman aurat kisi ahlay kitab mard say shadi karti tab bhi yeh sahi hoo ga kia ?:cc:

                      or yeh baat kay jab us banday nay shadi ki the to usay pata nah tha kay us aurat ka mahool or rehan sehan kesa hai ? ab zahir hai woh apni aulad ko wesa banaye gee ..ab baap ko yeh soch aye hai kay beeti vohan na rehaye ...........?

                      aksar loog visa or nationality leenay key leye bhi to aisi aurtoo say shadiyan kar laytay hian .........
                      ahle kitab se murad asmani mazhab k paero kar hain yani yahodi aur essai .
                      islam ny serf aik muslim mard ko ijazat de hy k wo ahle kitab ki urat se shadi karsakta hy muslim urat ko ye ijazat hargiz naheen .aur is ki aik bunyadi wajha hy k mard fitratan asar andaz hota hy aur urat asar pazeer...baqi rahi aap ki akhri baat to mera khial hy k aap mozu se hat rahi hain mozu ye naheen tha k aysy mard jo gair mazahib aurton se shadi karty hain un k bary main rai de jay jab k aal mozu tha k irum ko gair muslim maan k hawaly kia jay ya naheen...
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #12
                        Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        [B]...baqi rahi aap ki akhri baat to mera khial hy k aap mozu se hat rahi hain mozu ye naheen tha k aysy mard jo gair mazahib aurton se shadi karty hain un k bary main rai de jay jab k aal mozu tha k irum ko gair muslim maan k hawaly kia jay ya naheen...
                        nahi main mozoo say nahi hati mera sawal yeh tha kay "Misbah Iram ka case aaj kal kafi charcha main hai pakistan main aap sab ki is baray main kia raye hai ?" ..:rose
                        jab kisi mozoo pay baat kartay hain us kay saray pehloo pay baat ki jati hai .jab us ki kafalat ka sawal hai to us kay peachay ki history bhi samnay ani chaye ......:rose

                        or yeh sawal bhi hai mera.....
                        or yeh baat kay jab us banday nay shadi ki the to usay pata nah tha kay us aurat ka mahool or rehan sehan kesa hai ? ab zahir hai woh apni aulad ko wesa banaye gee ..ab baap ko yeh soch aye hai kay beeti vohan na rehaye ...........?
                        Last edited by .; 11 December 2006, 22:47.
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

                          Originally posted by Khalil View Post
                          Osy wapis jany dia jay....

                          kiun k os ny baad main bee pichtana hay......k kis mahool main agai hay bechari:(
                          lolz us ki bajaye aap ko na bheej daian vohan :p
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Hmmm...mein is case ko different perspective se dekhta hoon...mere khyaal mein Misbah ko 2, 3 din psychetrist ke paas rakha jaye, jo us ka brainwash karein aur usay confidence dein ke wo jo rasta apne liye chunana chahti he chun le...is 2, 3, din ke dooran usay apne dad se bhi milnay ki ijazat na ho, usay full confidence dene ke baad, aik jury bethay aur us larki se us ka view point note karay aur phir wo jury decide karay ke us larki ko Pakistan mein rehna chahiye ya usay us ki mom ke paas baij dena chahiye...hay ke nai :blush:
                            chalian aap ki baat un tak pounch jaye gee :p lekan yeh to bataye kay is taraha kay cases na hoo is kay leye kia hona chaye ?
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15
                              Re: Misbah Iram case........aap ki raye?

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              chalian aap ki baat un tak pounch jaye gee :p lekan yeh to bataye kay is taraha kay cases na hoo is kay leye kia hona chaye ?
                              Pakistani bunday bahir baijna bund ker do :lpop:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X