Re: Misbah Iram case........aap ki raye?
sara ka sara kasoor humarey logo ka hai .......... dekha jayeh to hum log intihayi darjey ke ahmaq hain, humarey log aisey pitheitic kaam kertey hain ................
sab se bara kasoor is mei misbah ke baap ka hai, shadi kertey waqt ousey yeh sab sochna chahiyeh tha, yeh log ous waqt to waqti khumar mei mazhab, moashrey, rishtey her chiz se balatar ho ker yeh qadam outha letey hain aur baad mei is tarah ke cases mei zindagi barbad kertey hain. Ousey shadi kertey waqt yeh sab khayal nahi aaya, ke mei kis mazhab aur kis mahol ki aurat se shadi ker raha hoon, kuch bhi ho aisey 95% cases aisey hi hain magar ous ke bawajood humarey logo ko aqal nahi aati ..........
khair ab ous ke baap ko thokar lagi hai thori aqal aa hi gayi hai to ousey hi bachi ko apney paas hi rakhna chahiyeh, ager ous ki maan islam per qayem rehti to yaqinan baiti ousi ke pass rehti laikin ager wo isalm tark ker chuki hai to phir ousey baap ke pass rehna chahiyeh......
Rahi baat faisla pak ki adalat karey yaan scotland ... to qanooni nukta-e-nazar se jesey ke bachi ki birth waha ki hai to yaqeenan scotish courts ka is mei dhakal ho ga, magar yeh koshish ki ja sakti hai ke waha koi aisi adalat ho jo islami ehkamat ke mutabiq faisla karey .........
baqi khuda sab ko hidayat dai ............. khas kar humari qoam ko :dua

Comment