Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?
Collapse
X
-
Re: Agar Iqbal na hotey...?
Originally posted by Me Here View PostKHL bhai..........i think ap ziada passionate ho gae.........
dekhin IQBAL hamarey liye qabil-e-izzat shakhsiyat hain,ik acche poet (i do agree unki poetry naseehatoon se bhari hoi hai)
per hum kabhi bhi unki poetry ko QURAN k sath na hi compare ker saktey hain or na us jesa keh sakte hain
QURAAN PAAK ik divine n revealed book hai jis main words as well as meanings sab kuch revealed hai........it means k wo ALLAH TAALA K APNE WORDS hain.......wo ALLAH TAALA ki ik buhaat MUQADDAS KITAAB jo hamarey liye ahkaam or naseehatoon se bhari hoi hai.......
hum NAUZUBILLAH kabhi bhi kise aam insaan ki kitaab ko ALLAH ki KITAAB k saath her giz compare nahi ker sakty.......
is baat ki ijazat to hamaari naqis aqal bhi humin nahi deeti
is baat per sochye samjhye to INSHALLAH apko sab baat khud hi samajh aa jae gi.
meri aaj hi un se is mozo par baat hui hy wo tasleem karty hain laikin un ka matalb wo naheen tha jo k jumly k zahir main hy.balk wo ye kehna chaty thy k iqbal ki aksar shairi quran hi ki tafseer hy .bus zara jazbat main aakar ye keh diya k wo iqbal ki shaire aur quran main koi farq naheen samjhty..
khair ALLAH un ko un ki nadanistgi main is ghalti par moaf farmay kiuonk un ka matlab wo naheen tha jo k jumly k zahir se ayan hy aur wesy bhi ALLAH dilon k hal behtar janta hy...ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: Agar Iqbal na hotey...?
Originally posted by aabi2cool View PostAAAP ny bilkul theek kaha hamary khalil bhai khuch ziyada hi jazbati hogay thy aur us ka ye jumla waqe hi qable girfat hy .
meri aaj hi un se is mozo par baat hui hy wo tasleem karty hain laikin un ka matalb wo naheen tha jo k jumly k zahir main hy.balk wo ye kehna chaty thy k iqbal ki aksar shairi quran hi ki tafseer hy .bus zara jazbat main aakar ye keh diya k wo iqbal ki shaire aur quran main koi farq naheen samjhty..
khair ALLAH un ko un ki nadanistgi main is ghalti par moaf farmay kiuonk un ka matlab wo naheen tha jo k jumly k zahir se ayan hy aur wesy bhi ALLAH dilon k hal behtar janta hy...
bilkul sahee:) n now there is no objection
wasy i know unho ne wasa jazbaat mai kaha tha
Comment
-
Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?
[quote=TheMask;267561]
walikum as salam
main wasey ker chuka hoon mutala
wasey ager arz karoo key main ney perha tha key wo till death tak drinker rahey they
main pehlay arz ker chuka hoon key mujeh wo as a poet bohat acchay lagtey haan sirf
baki her aik ka apna nukta nazar hay
thanx for taking interest and mujeh samjhaney ka thanxLast edited by *Roomi*; 11 November 2006, 18:45.People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people
Comment
-
Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?
Originally posted by TheMask View PostUsman App nay Kis ka Likha Pera hai ? Jis nay Likha us ki Shaksiyat Aisi hai kay us ki Baat per Yaqeen ker lia jay ??? kia Liknay walay ki Sadaqat ka Yaqeen hai ????People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people
Comment
-
-
Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?
Originally posted by Masood View Post02
aap kee tehreer sy mujy buhat kuch pata chala hay Murshad Iqbal k bary main...jo key pehly pata nahi tha....
wakee unoon ny jo kaam ker dikhaya hy shaid kee koi aur kerta....on ka aik share atach ker rha huN
Comment
Comment