Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

    Originally posted by Me Here View Post
    but this is also not the solution......
    baat karin zaroor karin.......ise ko to debate kehte hain per ik dosre ki zaat per tanqeed mat karin......or aisa 2ono sides se ho raha hai:(

    KHUSH RAHYE
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #62
      Re: Agar Iqbal na hotey...?

      Originally posted by Me Here View Post
      KHL bhai..........i think ap ziada passionate ho gae.........
      dekhin IQBAL hamarey liye qabil-e-izzat shakhsiyat hain,ik acche poet (i do agree unki poetry naseehatoon se bhari hoi hai)
      per hum kabhi bhi unki poetry ko QURAN k sath na hi compare ker saktey hain or na us jesa keh sakte hain

      QURAAN PAAK ik divine n revealed book hai jis main words as well as meanings sab kuch revealed hai........it means k wo ALLAH TAALA K APNE WORDS hain.......wo ALLAH TAALA ki ik buhaat MUQADDAS KITAAB jo hamarey liye ahkaam or naseehatoon se bhari hoi hai.......
      hum NAUZUBILLAH kabhi bhi kise aam insaan ki kitaab ko ALLAH ki KITAAB k saath her giz compare nahi ker sakty.......
      is baat ki ijazat to hamaari naqis aqal bhi humin nahi deeti

      is baat per sochye samjhye to INSHALLAH apko sab baat khud hi samajh aa jae gi.
      AAAP ny bilkul theek kaha hamary khalil bhai khuch ziyada hi jazbati hogay thy aur us ka ye jumla waqe hi qable girfat hy .
      meri aaj hi un se is mozo par baat hui hy wo tasleem karty hain laikin un ka matalb wo naheen tha jo k jumly k zahir main hy.balk wo ye kehna chaty thy k iqbal ki aksar shairi quran hi ki tafseer hy .bus zara jazbat main aakar ye keh diya k wo iqbal ki shaire aur quran main koi farq naheen samjhty..
      khair ALLAH un ko un ki nadanistgi main is ghalti par moaf farmay kiuonk un ka matlab wo naheen tha jo k jumly k zahir se ayan hy aur wesy bhi ALLAH dilon k hal behtar janta hy...
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #63
        Re: Agar Iqbal na hotey...?

        sory ager main koi ghalt baat keh gia.....
        ALLAH sab ko moaf kery ameen

        Comment


        • #64
          Re: Agar Iqbal na hotey...?

          Originally posted by Khalil View Post
          sory ager main koi ghalt baat keh gia.....
          ALLAH sab ko moaf kery ameen
          Ameen
          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

          Comment


          • #65
            Re: Agar Iqbal na hotey...?

            Originally posted by aabi2cool View Post
            AAAP ny bilkul theek kaha hamary khalil bhai khuch ziyada hi jazbati hogay thy aur us ka ye jumla waqe hi qable girfat hy .
            meri aaj hi un se is mozo par baat hui hy wo tasleem karty hain laikin un ka matalb wo naheen tha jo k jumly k zahir main hy.balk wo ye kehna chaty thy k iqbal ki aksar shairi quran hi ki tafseer hy .bus zara jazbat main aakar ye keh diya k wo iqbal ki shaire aur quran main koi farq naheen samjhty..
            khair ALLAH un ko un ki nadanistgi main is ghalti par moaf farmay kiuonk un ka matlab wo naheen tha jo k jumly k zahir se ayan hy aur wesy bhi ALLAH dilon k hal behtar janta hy...

            bilkul sahee:) n now there is no objection
            wasy i know unho ne wasa jazbaat mai kaha tha

            Comment


            • #66
              Re: Agar Iqbal na hotey...?

              Originally posted by Khalil View Post
              sory ager main koi ghalt baat keh gia.....
              ALLAH sab ko moaf kery ameen

              AMEEN!
              nahi bhai its ok........
              KHUSH RAHYE:)

              Comment


              • #67
                Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                :)
                Last edited by *Roomi*; 11 November 2006, 18:44.

                Comment


                • #68
                  Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                  [quote=TheMask;267561]
                  walikum as salam
                  main wasey ker chuka hoon mutala
                  wasey ager arz karoo key main ney perha tha key wo till death tak drinker rahey they
                  main pehlay arz ker chuka hoon key mujeh wo as a poet bohat acchay lagtey haan sirf
                  baki her aik ka apna nukta nazar hay
                  thanx for taking interest and mujeh samjhaney ka thanx
                  Last edited by *Roomi*; 11 November 2006, 18:45.
                  People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                  Comment


                  • #69
                    Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                    Usman App nay Kis ka Likha Pera hai ? Jis nay Likha us ki Shaksiyat Aisi hai kay us ki Baat per Yaqeen ker lia jay ??? kia Liknay walay ki Sadaqat ka Yaqeen hai ????

                    Comment


                    • #70
                      Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                      Originally posted by TheMask View Post
                      Usman App nay Kis ka Likha Pera hai ? Jis nay Likha us ki Shaksiyat Aisi hai kay us ki Baat per Yaqeen ker lia jay ??? kia Liknay walay ki Sadaqat ka Yaqeen hai ????
                      inshallah main app ko check ker kay dobara bataoon ga inshallah
                      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                      Comment


                      • #71
                        Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?


                        Walikum Assalam!

                        1stly Welcome @ Behes-o-Mubahisa & Halaat-E-Hazra after a long long time
                        :):)

                        & 2ndly Nice Reply!:clap: i think this ll solve the actual problem:)


                        KHUSH RAHYEE!
                        Last edited by *Roomi*; 11 November 2006, 18:46.

                        Comment


                        • #72
                          Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                          Iqbal wasn't Drinker if any one have Proofs then Display Quickly :)

                          Comment


                          • #73
                            Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                            01
                            Attached Files
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #74
                              Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                              02
                              Attached Files
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #75
                                Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                                Originally posted by Masood View Post
                                02
                                mashaALLAH bhai aap ny to dood ka dood aur paani ka paani ker dia hay
                                aap kee tehreer sy mujy buhat kuch pata chala hay Murshad Iqbal k bary main...jo key pehly pata nahi tha....
                                wakee unoon ny jo kaam ker dikhaya hy shaid kee koi aur kerta....on ka aik share atach ker rha huN
                                Attached Files

                                Comment

                                Working...
                                X