:d
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~*~Ehtejaaj~*~
Collapse
X
-
Re: ~*~Ehtejaaj~*~
bhook hartaal
kisi say seedhay moun baat na karna
kahi bahir na ana jana
yeh hain meray blackmail karnay kay tareekay :eye:
-
Re: ~*~Ehtejaaj~*~
Originally posted by Aanchal
bhook hartaal
kisi say seedhay moun baat na karna
kahi bahir na ana jana
yeh hain meray blackmail karnay kay tareekay :eye:Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
Hamarey naam ka patthar zaroor milega
Comment
-
Re: ~*~Ehtejaaj~*~
Originally posted by shyehtjaj means Protest karnaKhandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
Hamarey naam ka patthar zaroor milega
Comment
-
Re: ~*~Ehtejaaj~*~
Originally posted by Spy009Phir munh phula ke baith jana yeh kis tarah ka protest hai...baat na karna...khana na khana...kya Ehtejaaj issi tarah hota hai.
Comment
-
Re: ~*~Ehtejaaj~*~
Originally posted by shyhaan bache to ese hi protest karte hen na jab un ki zid poori na ho,ya rone lagte hen.apna apna tareeka hota he or wohi to me ne sab se poocha he ke apne bachpan me kese protest kart the,aap bhi bataen kese karte the?Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
Hamarey naam ka patthar zaroor milega
Comment
-
Re: ~*~Ehtejaaj~*~
Originally posted by Spy009Maine ehtejaaj kabhi nahin kiya...zidd karne ya protest karne se koi chiz mil jaati to karta...mila hi nahin to ehtejaaj karna sikha hi nahin, this is plus point I learn in my life.
Comment
-
Re: ~*~Ehtejaaj~*~
Mein ne bachpan mei kabhi kabhi Zid ki hi nahi, aur na ki kisi baat per koi ehtejaaj ..... kiu ke zaroorat hi nahi pari...Mere papa humesha mere bina kahey hi her chiz ka khayal rakhtey they, aur aaj bhi bas kehney ki dayr hoti hai aur papa jani poori ker detey hain.
Haan mama se kabhi kabhi zid ho jati hai thori buhut ..... ous mei main kisi ko kuch nahi kehti bas chup rehti hoon ..... to meri khamoshi ke aagey mama haar jati hain :Dsigpic
Comment
-
Re: ~*~Ehtejaaj~*~
Originally posted by shyhaan bare ho kar yakinan ye baat ham seekh jate hen lekin bachpan me to sabhi karte hen,kia aap ne wakai bachpan me bhi kabhi ehtjaj nahi kia, :eek: tab to aap bohat hi ache bache hon ge :)Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
Hamarey naam ka patthar zaroor milega
Comment
-
Re: ~*~Ehtejaaj~*~
Originally posted by Spy009kis se ehtejaaj karta...aur phir zidd kis chiz ke liye...?
aksar aisa hota haai koi cheez chaye hoti haai ghar walye baat nahi maan rehaye hotay to apni baat manwanay key leye ham ehtejaj to kar saktay hain na :D
Comment
Comment