Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Ehtejaaj~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~*~Ehtejaaj~*~

    Originally posted by Aanchal
    ghar waloun say or kis say ..ammi abbu say .
    aksar aisa hota haai koi cheez chaye hoti haai ghar walye baat nahi maan rehaye hotay to apni baat manwanay key leye ham ehtejaj to kar saktay hain na :D
    Oh ailing...jinke yehi dono naa hon...wo kinse ehtejaaj karenge.
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

    Comment


    • #17
      Re: ~*~Ehtejaaj~*~

      Originally posted by Saima Shaheen
      Mein ne bachpan mei kabhi kabhi Zid ki hi nahi, aur na ki kisi baat per koi ehtejaaj ..... kiu ke zaroorat hi nahi pari...Mere papa humesha mere bina kahey hi her chiz ka khayal rakhtey they, aur aaj bhi bas kehney ki dayr hoti hai aur papa jani poori ker detey hain.

      Haan mama se kabhi kabhi zid ho jati hai thori buhut ..... ous mei main kisi ko kuch nahi kehti bas chup rehti hoon ..... to meri khamoshi ke aagey mama haar jati hain :D
      nice saima ke aap ne kabhi zid ya ehtjaj nahi kia :)

      Comment


      • #18
        Re: ~*~Ehtejaaj~*~

        Originally posted by Spy009
        kis se ehtejaaj karta...aur phir zidd kis chiz ke liye...?
        parents,behen bhai,dost se apni koi baat manwane ke leay :)

        Comment


        • #19
          Re: ~*~Ehtejaaj~*~

          jab main choti se thi na tab main buhaaaaaaaaat sa ehtijaj kerti thi:lol :lol :lol
          mujhko to nahin yad becoz main buhat choti thi:eye: but meri MOM mujhko batati hain k main bara ehtijaji baccha thi
          mujhko batin kerne ka bara shoq tha:D to jab koi mere pas nahin hota tha main tab buhat rooti thi:( but phir chup bhi ho jati thi jab koi pas ata tha tab :kood:

          Comment


          • #20
            Re: ~*~Ehtejaaj~*~

            Originally posted by shy
            nice saima ke aap ne kabhi zid ya ehtjaj nahi kia :)

            Zaroorat hi nahi pari :D , wese bhi mera man'na hai ke apni koi zid poori kerne k liyeh aap ko dosron ki zid ko torna perta hai, jo mujh se nahi ho pata kabhi bhi :embarasse
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: ~*~Ehtejaaj~*~

              Originally posted by MASHOOM BACCHI
              jab main choti se thi na tab main buhaaaaaaaaat sa ehtijaj kerti thi:lol :lol :lol
              mujhko to nahin yad becoz main buhat choti thi:eye: but meri MOM mujhko batati hain k main bara ehtijaji baccha thi
              mujhko batin kerne ka bara shoq tha:D to jab koi mere pas nahin hota tha main tab buhat rooti thi:( but phir chup bhi ho jati thi jab koi pas ata tha tab :kood:
              gud aap to bohat ehtjaaji kisam ki bachi thein :D :lol :lol

              Comment


              • #22
                Re: ~*~Ehtejaaj~*~

                Originally posted by Saima Shaheen
                Zaroorat hi nahi pari :D , wese bhi mera man'na hai ke apni koi zid poori kerne k liyeh aap ko dosron ki zid ko torna perta hai, jo mujh se nahi ho pata kabhi bhi :embarasse
                kabhi kabhi zarurat ke bina bhi zid karna ya ehtjaj karna acha lagta he apnon se :)

                Comment


                • #23
                  Re: ~*~Ehtejaaj~*~

                  Originally posted by shy
                  kabhi kabhi zarurat ke bina bhi zid karna ya ehtjaj karna acha lagta he apnon se :)
                  Woh to phir apnapan aur pyar huwa na ....ehtejaj to nahi :p
                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: ~*~Ehtejaaj~*~

                    Originally posted by shy
                    gud aap to bohat ehtjaaji kisam ki bachi thein :D :lol :lol
                    :maan: ji i was:lol :eye:

                    Comment


                    • #25
                      Re: ~*~Ehtejaaj~*~

                      Ham zara dosray type bachay howa kartay thay Ehtejjaj hum nay bachpan men nahe kya sara bacha kar rakh lyaa tha... abb hum her baat per ehtejjaj kartay hain ghar men :lol
                      - Have the Courage to Live ! Anyone Can Die ! -

                      Comment


                      • #26
                        Re: ~*~Ehtejaaj~*~

                        Kabbhi kabhi zid hoti haiiiiiiiiiiiiiiii...Ziddi waqua hua hooN
                        Allah

                        Comment


                        • #27
                          Re: ~*~Ehtejaaj~*~

                          Originally posted by Adi
                          Ham zara dosray type bachay howa kartay thay Ehtejjaj hum nay bachpan men nahe kya sara bacha kar rakh lyaa tha... abb hum her baat per ehtejjaj kartay hain ghar men :lol
                          lekin aap ne bataya nahi ke kis tarah ehtjaaj karte hen?yani tareeka-e-wardaat kia he? ;) :D

                          Comment


                          • #28
                            Re: ~*~Ehtejaaj~*~

                            Originally posted by YAARAM
                            Kabbhi kabhi zid hoti haiiiiiiiiiiiiiiii...Ziddi waqua hua hooN
                            haan aap to bhook hartal kar dete hen na foran :D

                            Comment


                            • #29
                              Re: ~*~Ehtejaaj~*~

                              Originally posted by shy
                              lekin aap ne bataya nahi ke kis tarah ehtjaaj karte hen?yani tareeka-e-wardaat kia he? ;) :D
                              tareeka-e-wardaat first tou makhan polish , baat na karna fir bhook hartal atokmatac masla khatam :D
                              - Have the Courage to Live ! Anyone Can Die ! -

                              Comment


                              • #30
                                Re: ~*~Ehtejaaj~*~

                                Originally posted by Adi
                                tareeka-e-wardaat first tou makhan polish , baat na karna fir bhook hartal atokmatac masla khatam :D
                                good :D wese bhook hartal to me bhi kar leti hun par ye makhan polich apne se nahi hota :donno: aap kese kar lete hen? :cc:

                                Comment

                                Working...
                                X