Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

    Originally posted by filbahere
    mashallah app to bohat pohanchay hoey haan
    and unhoon ney jo Qurani dalalil dey wo app key nazdeek ghalat haan
    very good

    bahi app logon ka yahi to masla hay
    app logon ney deen ko mazak bana liya hay
    jo kuch Quran o hadees kaheey wo ghalat , jo app kaheen wo durust
    very good jee very good

    lagey raheen app Quran o hadees ko chor ker apni baat per

    Allah Bhala keray hmm sab ka
    hum sab yahan ik family jese hain to humin ik doosre se araam se or sakoon se bat kerni chahiye na?:)
    ise thread mai pehle yahi guzaarish maine aabi bhai se ki thi or ab ap se ker rahii hoon
    baat sirf itnii hai k her kise ka nazarya alag hoota hai........ap apne points ko defend kariin or unko unkey points ko defend kerne dain or ise tarah behes kariin........per no larai or attack!:)
    we r :alhamd: muslims n bro/sis........so there should not b any sort of hardness inside us 4 any1.....!

    KHUSH RAHIYYE
    or cool ho ker discussion jarii rakhiye.....

    All of u r going v nice :masha ......Carry On!:salam:

    Comment

    • #77
      Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

      Originally posted by ummid
      Asalmaalaikum......:)
      aap ko koi haq nahi ke aap is tarah kisi kisi per bhi tanz karein
      Khush rahiye..
      Allahafiz..
      yahaan ap bhi thoori harsh ho gae na sis!:)
      carry on ur discussions in a polite way.......requesting 2 all of u!

      Comment

      • #78
        Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

        Originally posted by ummid
        Waalaikumaasalm..
        Aap ne jo kuch bhi likha hai yahn hum ne padha balke chaar se paanch baar padha. Aap apni baat kaih chuke ab humari bhi padh lijye...............

        Aap ne jin aayat ka hawalah diya hai unhein aayat ko samne rakhte hoye yeh padhiye..(yaani Sura-e-nissa Aayat no:3 aur 129):

        Dosri baat yeh ke baaz awqaat sirf Ayatein padh lene se un ka shaan-e-noozol aur mafhoom sumjh nahi aata isi liye tafseer bhi padhni chaiye ta keh zaihn khule........aur yeh tafser hai...
        Aap ko yeh urdu na sumjh aa rahi ho tu plzzzz informe me hum aap ke liye English mein dobarah likh deinge.....
        khush rahiye..
        Allahafiz..
        walikum as salam

        main bi ab modbana guzarish karoon ga key
        tandey dil sey peray ga

        islam main 5 tarah key do and don'ts haan

        jo key main ney pehlay hi likh deya they , is page key first post ko dekain

        app dekain key dosri shadi "mobah" yani allowed hay , farz ya mustahib nahi hay , yani jis key kernay ko kaha gia ho
        even encourge bi naeen kia jata

        ab baat yeh hay key koi dosri shadi keray to keeon "why reason"
        majbori , allowed , koi eitraz naeen keray ga.
        bewi hi insan ko sab sey acchi tarah janti hay ( tell me am i right or wrong)
        ab koi sahks apni aik bewi sey adal naeen kerta , to wo 2, ya 3 sey kia karey ga
        so ager wo 2 shadi kerta hay and ager wo eitraz kerti hay to wo us ka haq hay. ager insan adal ker raha ho ga to sab ko nazar ayeh ga and na to wo kuch kahey gi and na hi muashra

        lakin app dehk lain quran bi kehta hay key admi adal naeen kerta and wo yeh bi janta hay key wo apney app ko rok naeen sakey ga. to wo keeon shadi kerta hay dosri. wo to Allah ki bani ho shart ko jantey bhojtey torta hay jo key zeada bra guna hay and
        jo ghalat ker raha ho us ko kaha jaey key wo ghalat ker raha hay to yahi to islam kehta hay .
        so ager muashra aik rangeen mazaj insan ko dosri shadi kernay per bora bhala kehta hay to teek hi kehta hay jo key aeen islam key motabik hay

        ager wo adal keray ga , to na hi bewi kuch kahey gi and na hi muashra

        yeh to esa swal hay key chor kehta hay key log mujeh chor keeon kehtay haan yeh daleel detay hoey key islam ney borey name sey pokarney sey mana kiahay. bahi app chori kerna chor do , log app ko chor kehna chor deen gay. same app adal kero , bewi bi khush ho gi and muashra bi app ko bora naeen kaheey ga ya dosri shadi hi na karo
        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

        Comment

        • #79

          NICE!:clap: :clap:

          Comment

          • #80
            Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

            Originally posted by ummid
            ap ne jin aayat ka hawalah diya hai unhein aayat ko samne rakhte hoye yeh padhiye..(yaani Sura-e-nissa Aayat no:3 aur 129):
            ..
            app dubra sey perhay , and kindly kisi aik ki tarjuma and tafseer sey mutasir na hoey ga keeon key tumam tarjumay , human made haan
            jitnay zeada app key pass ho sakeen sab ko rakeen apney samney and peryahe

            yahan app ney braket main likah ager zarorat mand hay
            us ko bian naeen kia , us ki tarashree bi dondney ki kohsish kerain

            pir mohaley wakoo bi dehkain , yahan 4 kernay ki ijazat naeen dee ja rahi
            wo arab and non muslim jin ko apney rista izwaj main 100 100 bewian rakney ki adat thee un ko kum sey kam ka kaha ja raha hay pir shart laga di gai hay
            key adal ker sakoo gay to 1 sey zeada karoo werna aik per aiktafa karo

            ager fikray per ghor kareey jis per quran ney zoor dia hay
            werna sirf aik

            yahi baat quran ney bi liki hay ayat number 129 peray

            sath is ayat ki nazool ki waja bi perayay
            us koom ko kaha ja raha tha jin key haan 100 100 bewian rakna and un ka khial na rakna amm tha
            so is tarah un key samney skhat sharat raki hay key pehli baat tum adal naeen ker saktey lakin yeh sahrat hay is ki base per hi tum aik sey zeaada shadi kero werna sirf one

            Dosri baat yeh ke baaz awqaat sirf Ayatein padh lene se un ka shaan-e-noozol aur mafhoom sumjh nahi aata isi liye tafseer bhi padhni chaiye ta keh zaihn khule........aur yeh tafser hai...
            yahi baat main app ko kahoon ga key kisi aik insan ki kitab pernay sey app ko Allah ki kitab main batai hoi baat samj naeen aa sakti
            us key liay behtraeen tareeqa yeh hay key app arbi sekain and jitney momkin ho sakeen moktalif ulma key tafaseer and tarjuma jama kerain and un ko perain , werna app sahi matlab ko naeen samj sakeen gay

            keeon key app Quran ko naeen kisi admi key likhay hoey ilfaz ko pertay haan

            and yeh bi sach hay key aj tak dunia main Quran ka aik bi sahi tarjuma naeen ho saka , Quran ki tarjumani to hoti hay , tarjuma naeen hoa aj tak
            so kisi aik ka point of view dehknay and us ko Allah ka kalam kehnay sey pehlay , jitnay zeada point of view app per lain utna accha hay
            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

            Comment

            • #81
              Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

              Asalamaalaikum......

              "May Allh grace upon you"
              khush rahiye.....
              Allahaifz..

              Comment

              • #82
                Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                Originally posted by ummid

                Asalamaalaikum......

                "May Allh grace upon you"
                khush rahiye.....
                Allahaifz..
                walikum as salam
                perh ker kushi hoi key app ney Quran ko perha and samja bi hay with arbi
                bohat kushi hoi

                ab baat per atey haan
                app jis tarah baat kertay haan actually quran per dorehazir key researcher is ki taeed naeen ker rahey . actually this was the old concept

                zara idher dehkay key adhay paney sey bharey glass ko
                koi kehta hay key adha bhara hoa hay and koi kehta hay key adha khali hay

                yahan bazahir to baat aik si lagti hay lakin actually yahan du alag alag mafhoom atey haan
                aik positivity ka and aik negativity ka

                teek keh raha hoon na

                ab aeen is ayat per
                keey 2, 3 ya 4 shadian karoo ager samjtay ho key adal naeen ker sako gay to sirf aik karo

                ab yeh sochain key yeh kis wakat nazil ho rahi thee and keeon , why
                yahan maqsad , 0 sey zeada ki taraf hay ya , bohat zeada sey kam sey kam ki taraf.

                yahan ayat point ho rahi thee , jab dunia , la tadad shadian kerti thee, kai kai bewian hoti theen.
                logon ko apni bewion key name tak naeen pata hotey they
                to esay main kaha gia , key 2, 3 ya 4 karo and shert bi raki key adal karo
                yani mazeed tight kia gia , pir kaha gia esa na ker sako to sirf one shadi karoo

                ab ager hmm down to up sochain yani jesa key for example app log keh rahey ho to is sey kia hota hay key , bohat sey logon key pass hadiar aa jata hay
                key je ijazat hay and ker lo shadi

                halankey ayat ka mazmoon , sirf one shadi ki taraf point ker raha hay

                ab main ney apni taraf sey pori kohsish ki hay
                baki app per hay
                People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                Comment

                • #83

                  Allah Hafiz....:lpop:
                  Last edited by ummid; 20 June 2006, 18:46.

                  Comment

                  • #84
                    Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                    Originally posted by ummid

                    Allah Hafiz....:lpop:
                    :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap:

                    Mashallah

                    daad deni paray gi aap ki taleem aur aap ki sooch per...aap ki aik aik baat se agree kerte hein hum :thmbup:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #85
                      Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                      Originally posted by munda_sialkoty
                      :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap:

                      Mashallah

                      daad deni paray gi aap ki taleem aur aap ki sooch per...aap ki aik aik baat se agree kerte hein hum :thmbup:
                      well!! jo bhi sikhaya mama ne aur humare ustadon ne...jaante hain Aamir humari school mein hum se kaha jaata tha......Aap aik musalmaan talib-e-ilm hain jub aap school aur college pass kar chuko tu is tarah yahan se niklo ke tumhare left hand mein science, right hand mein quraan aur paishaani per "kalmah" likha ho........(yeh sir sayaad Ahmad khan ka qool tha) aur hum se oath li gai thi ke hum apni school ka naam kabhi spoil nahi kareige..........:)
                      Last edited by ummid; 25 June 2006, 03:11.

                      Comment

                      • #86
                        Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                        :) :rose
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #87
                          Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #88
                            Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            • #89
                              Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              • #90
                                Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X