Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

    Originally posted by Me Here
    :budhu: :budhu: aaaawy ka aaawa hi bigra hooa hai
    is ki waja sey aik faida tha key yeh log normal living areas sey alheada rehtay they , lakin` showbiz ki waja sey yeh log aaista aaista normal logon` main gultay miltey ja rahey haan
    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

    Comment

    • #47
      Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

      Originally posted by filbahere
      is ki waja sey aik faida tha key yeh log normal living areas sey alheada rehtay they , lakin` showbiz ki waja sey yeh log aaista aaista normal logon` main gultay miltey ja rahey haan
      Hmmm ok!:comfort:

      Comment

      • #48
        Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

        Attached Files
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #49
          Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

          :)
          Attached Files
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #50
            Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

            :rose
            Attached Files
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #51
              Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

              Great aabi yaar....
              main samj gia jehan main ghalti ker raha tha...bakee batian raat ko hugi

              Comment

              • #52
                Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                Assalam-o-Alikum aabi bhai!

                Or phir ye to section hi BEHES-O-MUBAHISA kaa hai or ap bhi is bat se ashna hoon gey k behes kerte waqt insaan ik nuqtey per baat shoru kerta hai to bat buhat door tak nikal jaati hai isse liye isko BEHES kehte hain na?:)

                So plz members per innnnni dhaaar saari tanqeed to sahee nahii na?

                Now come 2 the points raised by u

                Aise main mil ker rehna or ik doosrey ko bardasht kerna hi buhaat mushkil hai kaam kerna to buhat door ki baat:p

                Hazaaron khuahishain aise k her khuahish pe dum nikle
                Buhat nikle mere armnaan lakin phir bhi kam nikle

                2/3 chunno/munno per hi iktifaa ker lena chahiye:khi: .

                Per mera khiyal hai k insaan ik girl ki poori tarah care karey or poori attention de 100% ye ziada behter hai bajae iske k 4 girls ko bound bhi rakhe or wo khush bhi na hoon

                so KHUSH RAHIIYE:salam:
                n dont think abt 2nd marriage:na: :lol

                Comment

                • #53
                  Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                  Originally posted by aabi2cool
                  As Salam o Alaikum,
                  Mujhay ab tak yeh he baat samajh aai hai k hum islam ki knowledge k baghair us ki qawaneen ka samjhay baghair mazaq uRa daytay hain, aur phir jab "asal islam" humain samajh aata hai tab bhi khud say nafrat nahee hoti....!!
                  jis din humain aik choti si baat "islam deen-e-fitrat hai" samajh aagai us din tamam aihkamaat samajh aajain gaiy, humara aik sangeen mas'ala "ibn-ul-waqat ulma-e-karaam" bhi hain....!! jo deen ko "khushnuma" bana kar paish kar'rhay hain, halankay islam nay jo had muqar'rar kardi woh aakhri had hai us k baad koi nai had'bandi nahee kar'sakta...!!
                  Ijtehad masail par hota hai aihkamaat par nahee.....!!
                  That's Enough...!!

                  Comment

                  • #54
                    Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                    Originally posted by Me Here
                    Assalam-o-Alikum aabi bhai!

                    Koi bhi person jo bhi bolna chahey usko boolney dain
                    agar ijazat ho to aitraaz karloon is baat par :lpop:, maiN nay yahaan par Admin ki taraf say lagaiy gaiy rules ka mutala kia hai aap ki red quote baat us rule k khilaaf hai ....!! aap chahain us thread main parh sakti hain .....
                    aap ki baat k behas isi ko kehtay hain bilkul ghalat, raiwaR main janwar bhant bhant ki boliaaN bool kar kisi guthi ko nahee suljha rhay hotay....!! behas humaisha point to point he hoti hai.... :rose
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #55
                      Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                      agar ijazat ho to aitraaz karloon is baat par :lpop:, maiN nay yahaan par Admin ki taraf say lagaiy gaiy rules ka mutala kia hai aap ki red quote baat us rule k khilaaf hai ....!! aap chahain us thread main parh sakti hain .....
                      aap ki baat k behas isi ko kehtay hain bilkul ghalat, raiwaR main janwar bhant bhant ki boliaaN bool kar kisi guthi ko nahee suljha rhay hotay....!! behas humaisha point to point he hoti hai.... :rose
                      Ji bilkul her itiraaz ki full ijazat hai ager wo sahee ho to:)
                      me rule k khilaaf ho gae:blush:
                      baat sirf itni hai k bat ko her aspect se discuss kerin to wo ziada khul ker saamney hai....haan ager behes topic se hatt k ho...chit chat to wo totally ghalt hai!
                      Right?:)

                      Comment

                      • #56
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #57
                          Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                          aslamo alykum AAMIR bhai, main aap ki baat ka lubi lubab samjh gaya hon agar aap samjhty hain k mera baat karny ka andaz khuch jare hana to main iskiliye mazart khawa hon aur is ka sath sath aap ny kaha k hum log jab islam ki baat karty hain to khud ko final athorti samjhty huy karty hain ....likin mera naheen khiyal k main yahaan khcuh aysa kiya hy is k ilawa aap ny kaha k har insaan ki apni apni idealogy hoti hy aur apna pana poient of view hota hy to mery bhai bilkul theek hy likin main ny yahaan baat islam k awaly se ki thi aur sawal ye poucha tha k agar islam ijazat deta hy to phir hamara moashra kiuon bura samjhta hy dosri shadi ko likin kisi ny is taraf tawju anheen ki balk sab hi mutlakan dosri shadi k bary main behas karny lag gay ... main ny ye sawal hargiz naheen kiya tha k islaam main dosri shadi ki ijazat hy ya naheen ? kiuon k mery khiyal main ye sawala jahaalt par mabni hota aur is par disction karna jab k islam ijazat de chuka ho haram hy..aap ki tamam nashehteen sar ankhon par agar aap urdu main baat kareen to ziyada behatar hy kiuon k mujhy angreezi naheen aati aur ayen mumkin hy main aap ki baat ka ghalat matlab ley lon
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #58

                            Wa alaikum Aslam!

                            Abid mein ne apne first reply mein yahi kaha tha ke hum loogon ka almiya yeh he ke hum islaam se ziada moaashra aur culture discuss kerte hein. Ager kisi aik maslehat ya kai maslehatoon ki bunyaad per Islam ne doosri shadi ki ijazat di he then where does our society stand?

                            Moaashray ko apni sooch tabdeel kerni chahiye, aik awareness ki zaroorat he, ager hamara moaashra dosri shadi ko acha nahi samajta to mein yahi kahoon ga ke yeh unka lack of knowledge he towards islam. Islam ki her cheez mein koi na koi maslehat he...ager hamari aankhon pe patti bandhi hui he aur hamein wo maslehat nazar nahi aati to hum kasoor-waar islam ko nahi thehra saktay. Aur waise bhi aik kool he "her cheez ko akal ki kasoosti pe parakhna akalmandi nahi hoti". Hum loog her baat ko apni nakas akal se parakhnay ki kooshish kerte hein aur yahi ghalti kerte hein.

                            Anyway Abid...your topic is quite good aur mein ne is topic ko best topic vote bhi kia he.
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #59
                              Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                              Comment

                              • #60
                                Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                                going good:clap: :clap: :clap:

                                aap ki sooch achi he, bulke mein aap se agree kerta hoon, mera bhi nazriya aap se alag nahi he.

                                aap ne haiwaani fail ka lafz istamaal kiya, to arz yeh kerna chahoon ga ke ager wo fail na-jaiz tareekay se kia jaye to waqei wo haiwaani fail he. lekin ager jaiz tareekay se pura kia jaye to wo sara-ser insaani fail he...kyoon ke Allah Taalah ne he is fail ki hawas insaan mein paida ki aur Us ke her kaam mein koi na koi maslehat zaroor hoti he.

                                Baki aap ki her baat se itfaak kerta hoon :)
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X