Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

    Originally posted by munda_sialkoty
    going good:clap: :clap: :clap:

    aap ki sooch achi he, bulke mein aap se agree kerta hoon, mera bhi nazriya aap se alag nahi he.

    aap ne haiwaani fail ka lafz istamaal kiya, to arz yeh kerna chahoon ga ke ager wo fail na-jaiz tareekay se kia jaye to waqei wo haiwaani fail he. lekin ager jaiz tareekay se pura kia jaye to wo sara-ser insaani fail he...kyoon ke Allah Taalah ne he is fail ki hawas insaan mein paida ki aur Us ke her kaam mein koi na koi maslehat zaroor hoti he.

    Baki aap ki her baat se itfaak kerta hoon :)
    Aap ne jis baat ko 3 se 4 line ka sahara le ker kaha hai wahi baat hum ne aik sentence mein kahi hai sirf sumjhne ka farq hai....:)
    any way Thanx...:rose

    Comment

    • #62
      Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

      Originally posted by ummid
      Aap ne jis baat ko 3 se 4 line ka sahara le ker kaha hai wahi baat hum ne aik sentence mein kahi hai sirf sumjhne ka farq hai....:)
      any way Thanx...:rose
      no thanx ji :lpop:
      :thmbup:

      Comment

      • #63
        Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

        Originally posted by munda_sialkoty
        Wa alaikum Aslam!

        Abid mein ne apne first reply mein yahi kaha tha ke hum loogon ka almiya yeh he ke hum islaam se ziada moaashra aur culture discuss kerte hein. Ager kisi aik maslehat ya kai maslehatoon ki bunyaad per Islam ne doosri shadi ki ijazat di he then where does our society stand?

        Moaashray ko apni sooch tabdeel kerni chahiye, aik awareness ki zaroorat he, ager hamara moaashra dosri shadi ko acha nahi samajta to mein yahi kahoon ga ke yeh unka lack of knowledge he towards islam. Islam ki her cheez mein koi na koi maslehat he...ager hamari aankhon pe patti bandhi hui he aur hamein wo maslehat nazar nahi aati to hum kasoor-waar islam ko nahi thehra saktay. Aur waise bhi aik kool he "her cheez ko akal ki kasoosti pe parakhna akalmandi nahi hoti". Hum loog her baat ko apni nakas akal se parakhnay ki kooshish kerte hein aur yahi ghalti kerte hein.

        Anyway Abid...your topic is quite good aur mein ne is topic ko best topic vote bhi kia he.
        Aslamo alykum AAMIR , bhai aap k ye alfaz parh kar mujhy abhi tuk yaqeen naheen araha k ye waqe hi aap k hain great mashALLAH aap ki souch bohat hi achi hy aur aap ny bilkul saheeh farmaya k moashray ki souch main tabdili lany ki zaroorat hy.....w/salaam aabi
        Last edited by aabi2cool; 9 June 2006, 17:34.
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #64
          Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

          aslamo alykum ummed sister , main aap ki souch par kar bhat khush hua aap mujhy aap ki har baat se ittifaq hy seway do batoon k jo k darj zil hain in breckets...(:rose :rose k aap ka kehna hy k jis baat ki islaam ijazat de dey us ko moashray k hawaly se mozu e behas hi naheen banana chaiye sorry main aap ki baat se ittifaq naheen karta aur nahi meri samjh main aya hy k aap ny ye baat kiuon ki ..dekhiye islaam hain socity main rehan sehan ki bhi taleem deta hy islaam ny kisi pehlo ko chaye wo moashi ho moahrati ho ya mazhabi ho us ki rahnumai farmai hy aur hum sab ko bahasiyate muslim moashra islam k diye huy usooln ko samjhty huy un masail par imaan bhi lana chaiye aur ghouro fikkar bhi karna chaiye aur moashary ko khuli chuti aheen deni chaiye k wo jo chay samjhta phiray jab koi moashra khud ko islami kehny ka dawy daar hota hy to phir us ko islaam ki ksi taleemaat k khilaf apna koi nazriya chaye shaksi ho madi ho fitri ho jazbati ho ya nafsiyati kisi bhi kisam ka ho naheen rakhna chaiye.... aur mujhy aap ki is dosri baat k bhi samjh naheen aai k aap kehti hain k dosri shadi ko bura naheen samjhty balk dosri shadi karny waly ko bura samjha jata hy is to ajjeeeb baat ho gai k fail k bura naheen samjhty balk fail ko bura samjha jata hy....... baqi aap ki souch bohat achi hy aap zaroor shar kiya kijye khush rahiye w/ salaam aabi:rose
          Last edited by aabi2cool; 9 June 2006, 18:15.
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #65
            Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

            Originally posted by aabi2cool
            Aslamo alykum AAMIR , bhai aap k ye alfaz parh kar mujhy abhi tuk yaqeen naheen araha k ye waqe hi aap k hain great mashALLAH aap ki souch bohat hi achi hy aur aap ny bilkul saheeh farmaya k moashray ki souch main tabdili lany ki zaroorat hy.....w/salaam aabi
            :salam: :salam: :salam:
            :thmbup:

            Comment

            • #66
              Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

              Originally posted by aabi2cool
              aslamo alykum ummed sister , main aap ki souch par kar bhat khush hua aap mujhy aap ki har baat se ittifaq hy seway do batoon k jo k darj zil hain in breckets...(:rose :rose k aap ka kehna hy k jis baat ki islaam ijazat de dey us ko moashray k hawaly se mozu e behas hi naheen banana chaiye sorry main aap ki baat se ittifaq naheen karta aur nahi meri samjh main aya hy k aap ny ye baat kiuon ki ..dekhiye islaam hain socity main rehan sehan ki bhi taleem deta hy islaam ny kisi pehlo ko chaye wo moashi ho moahrati ho ya mazhabi ho us ki rahnumai farmai hy aur hum sab ko bahasiyate muslim moashra islam k diye huy usooln ko samjhty huy un masail par imaan bhi lana chaiye aur ghouro fikkar bhi karna chaiye aur moashary ko khuli chuti aheen deni chaiye k wo jo chay samjhta phiray jab koi moashra khud ko islami kehny ka dawy daar hota hy to phir us ko islaam ki ksi taleemaat k khilaf apna koi nazriya chaye shaksi ho madi ho fitri ho jazbati ho ya nafsiyati kisi bhi kisam ka ho naheen rakhna chaiye.... aur mujhy aap ki is dosri baat k bhi samjh naheen aai k aap kehti hain k dosri shadi ko bura naheen samjhty balk dosri shadi karny waly ko bura samjha jata hy is to ajjeeeb baat ho gai k fail k bura naheen samjhty balk fail ko bura samjha jata hy....... baqi aap ki souch bohat achi hy aap zaroor shar kiya kijye khush rahiye w/ salaam aabi:rose

              Comment

              • #67
                Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                :rose
                Attached Files
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #68
                  Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                  ooooohhhh Khodaya itni lambhi behes or her bat main orat bori hi he
                  or wese bhi mardo ko to moqa milna chahye orton per kicher ochalne ke leye kabhi mardon ki borayon per bhi behes ker liya karen

                  jub bhi dosri ya tesri shadi ki bat ati he to akser kia zeyada ter logon ka yahi jawab hota he ke islam hume is ki ijazut deta he islam main or bhi bohot koch he sekhne ko samajne ko wo kam to koi karta nahi na hi samjna chahta he ye shadi wali baten bari jaldi samaj main a jaten he

                  or Abid bhai ap aj kul dosri,tesri sadi per bara zor de rahe ho khereyat hi he na:cc:
                  Rob :eye:

                  Comment

                  • #69
                    Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                    Originally posted by aabi2cool
                    :rose
                    yes bhai.......hume aap ki baat sumjh aagai.uski tayh tak tu nahi poahanch paaye kyun ke urdu aap ki thodi mushkil hai..lakeen aap jo kahna chate the hume sumjh aagaya....thanxxx humare liye itna accha reply karne ke liye...Aap waqai acha likhte hain hume is mein kahein koi talkh baat nazar nahi aayi..is liye no sorry....balke humari kisi foozol baat per aap ko koi takleef hoi ho tu humara sorry qoobol kijye...
                    khush rahiye..
                    Aap ki pyaari Islami behan..
                    Ummid Aalam...

                    Comment

                    • #70
                      Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                      Salam Ummid and Abad

                      aap doono ke replies perhay, bohat si baatein to is thread mein wazeh ho chuki hein. Ub kuch in general add kerna chahoon ga ke insaani zindagi mein do cheezein bohat aser andaaz hoti hein, aik deen aur doosra dunia yani moaashra. Hamari priority Mazhab honi chahiye na ke moaashra.

                      Mazhab islaam apne ander la-taadaad maslehatein simoye huay he. Baaz aukaat hamain apni kamzoor beeni ki waja se is ki maslehatein nazar nahi aatein. Yani ager kisi baat per Islam ne kisi cheez ka hukam sadar ferma diya he, ya kisi maslay ka hal beyaan kia he to us per behas kerne se hamein bohat si maslehaton se aagahi ho jati he...shart yeh he ke yeh behas baraye behas se ziada behas baraye islaah ho. Waise bhi yeh hukam he ke deen ko samajnay ki kooshish karo, aur deen ko samajnay ke liye hamein kisi zariye ki zaroorat hoti he, yeh zariya kitaab bhi ho sakti he aur koi aur insaan bhi.

                      Allah Taalah hamaray ilm mein izafa fermaye aur hamari ghaltiyoon ko maaf fermaye...aameen
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #71
                        Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                        Originally posted by aabi2cool
                        :rose
                        Asalam-0-Alikum

                        maaf kejay ga , app islam ki aik baat ko ghalat rang chara ker pesh ker rahey haan

                        jesa key pehlay bi bata chuka hon key Quran dunia per wo wahid religious book hay jo key sirf one shadi ka kehti haythen only one."

                        islam ney admi ko ijazat di hay shadi kernay ki , 2, 3,ya 4 khawateen key sath lakin is shaart per key un key dermian adal ker sakeen to

                        In the same chapter i.e. Surah Nisa verse 129 says:

                        "Ye are never able to be fair and just as between women...."polygyny is not a rule but an exceptionMustahabMubahMakruhHaraamQuran key motabik chapter 4 sora nissa aayat 129

                        tum is per qudrat naeen raktey key apni bewion key dermian adal ker sako chayeh kitna hi tum chahooo.

                        halankey ayat 3 main yeh sharat hey key dosri shadi usi wakat karo jab tum adal ker saktey ho

                        ab quran sey sabit hota hay key ager dosri shadi karoo to sakt sharat hay key adal kero according to sora nissa ayaat 3 jo key tumari nature main neen hay according to ayat 129

                        app jantey haan key jo bi dosri shadi kerta hay , mostly pata lag jata hay and key wo kitna insaaf ker raha hay
                        so koi ager bora kehta hay to ghalat naeen kehta
                        keeon key Quran khod kehta hay key

                        admi apni bewion main adal naeen ker sakta

                        abi 2 cool bahi

                        so pehlay quran ko acchi tarah samjeen per baat kia kerain
                        app ko meri bateen intasahar ka shikar nazar ati haan , halankey yeh to according to Quran haan

                        waja yeh hay key app ney adhori ayat peri and dosri shadi ki ijazat sun ker khosh ho gay , sath shart ka naeen perha and ayat number 129 ko bi naeen perha

                        so kindly dobra quran ataeeyeh and acchi tarah peryeh
                        Last edited by tauruskhan; 19 June 2006, 14:30.
                        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                        Comment

                        • #72
                          Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                          AAP KO AGAR MUJH SE BAAT KARNI HY BARAY MEHARBANI URDU MAIN KIJIYE BAQI RAHA DR ZAKIR NAYK KI BAAT TO MAIN UN KO MANTA HON K WO AIK ACHY ISALMI SCHLOR HAIN LIKIN MOAAF KIJYE GA WO KOI NA TO MOHADES HAIN NA FAQEEH HAIN UN KA SABJECT TAQBUL E ADYAN HY WO AGAR US MAIN HI KAAM KAREEN TO BEHTAR HY JAB WO FIQQHI MASAIL BAYAN KARTY HAIN TO AKSAR GHALAT RAY DETY HAIN .....
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #73

                            mashallah app to bohat pohanchay hoey haan
                            and unhoon ney jo Qurani dalalil dey wo app key nazdeek ghalat haan
                            very good

                            bahi app logon ka yahi to masla hay
                            app logon ney deen ko mazak bana liya hay
                            jo kuch Quran o hadees kaheey wo ghalat , jo app kaheen wo durust
                            very good jee very good

                            lagey raheen app Quran o hadees ko chor ker apni baat per

                            Allah Bhala keray hmm sab ka
                            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                            Comment

                            • #74
                              Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                              Originally posted by filbahere
                              mashallah app to bohat pohanchay hoey haan
                              and unhoon ney jo Qurani dalalil dey wo app key nazdeek ghalat haan
                              very good

                              bahi app logon ka yahi to masla hay
                              app logon ney deen ko mazak bana liya hay
                              jo kuch Quran o hadees kaheey wo ghalat , jo app kaheen wo durust
                              very good jee very good

                              lagey raheen app Quran o hadees ko chor ker apni baat per

                              Allah Bhala keray hmm sab ka
                              Asalmaalaikum......:)

                              Khush rahiye..
                              Allahafiz..

                              Comment

                              • #75
                                Re: ~!~ Dosri Shadi Aur Hamara Moashra~!~

                                Originally posted by filbahere
                                Asalam-0-Alikum

                                maaf kejay ga , app islam ki aik baat ko ghalat rang chara ker pesh ker rahey haan

                                jesa key pehlay bi bata chuka hon key Quran dunia per wo wahid religious book hay jo key sirf one shadi ka kehti hay then only one."

                                islam ney admi ko ijazat di hay shadi kernay ki , 2, 3,ya 4 khawateen key sath lakin is shaart per key un key dermian adal ker sakeen to

                                In the same chapter i.e. Surah Nisa verse 129 says:

                                "Ye are never able to be fair and just as between women...."polygyny is not a rule but an exceptionMustahabMubahMakruhHaraamQuran key motabik chapter 4 sora nissa aayat 129

                                tum is per qudrat naeen raktey key apni bewion key dermian adal ker sako chayeh kitna hi tum chahooo.

                                halankey ayat 3 main yeh sharat hey key dosri shadi usi wakat karo jab tum adal ker saktey ho

                                ab quran sey sabit hota hay key ager dosri shadi karoo to sakt sharat hay key adal kero according to sora nissa ayaat 3 jo key tumari nature main neen hay according to ayat 129

                                app jantey haan key jo bi dosri shadi kerta hay , mostly pata lag jata hay and key wo kitna insaaf ker raha hay
                                so koi ager bora kehta hay to ghalat naeen kehta
                                keeon key Quran khod kehta hay key

                                admi apni bewion main adal naeen ker sakta

                                abi 2 cool bahi

                                so pehlay quran ko acchi tarah samjeen per baat kia kerain
                                app ko meri bateen intasahar ka shikar nazar ati haan , halankey yeh to according to Quran haan

                                waja yeh hay key app ney adhori ayat peri and dosri shadi ki ijazat sun ker khosh ho gay , sath shart ka naeen perha and ayat number 129 ko bi naeen perha

                                so kindly dobra quran ataeeyeh and acchi tarah peryeh
                                Waalaikumaasalm..
                                Aap ne jo kuch bhi likha hai yahn hum ne padha balke chaar se paanch baar padha. Aap apni baat kaih chuke ab humari bhi padh lijye...............

                                Aap ne jin aayat ka hawalah diya hai unhein aayat ko samne rakhte hoye yeh padhiye..(yaani Sura-e-nissa Aayat no:3 aur 129):

                                Dosri baat yeh ke baaz awqaat sirf Ayatein padh lene se un ka shaan-e-noozol aur mafhoom sumjh nahi aata isi liye tafseer bhi padhni chaiye ta keh zaihn khule........aur yeh tafser hai...
                                Aap ko yeh urdu na sumjh aa rahi ho tu plzzzz informe me hum aap ke liye English mein dobarah likh deinge.....
                                khush rahiye..
                                Allahafiz..
                                Last edited by ummid; 20 June 2006, 03:39.

                                Comment

                                Working...
                                X