Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Details About Internet Explorer & Mozilla Firefox

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Details About Internet Explorer & Mozilla Firefox

    ek forworded mail aapse share ker raha hun

    Details About Some Internet Browsers especially Mozilla FIrefox


    As Salaam o Alaikum,



    Sab se pehlay to mein aap logo ki is advice ka thankful ho jinho ne mujhe kaha hai ke mein koi software use kero urdu likhnay ke lye.. well mein aap ki is advice ko consider kerta ho lekin is ki bhi kuch wajohat hai jis mien jald hi sab ke samnay bataounga buhat jald..











    i). Netscape

    ii). Opera

    iii). Mozilla FIrefox.











    Third browser jis ko mein prefer kerta ho means jis ko use kernay ke lye mein suggest kerta aur mein khud is ko kafi arsay se use ker raha ho woh hai MOZILLA FIREFOX. Aur ab mein issi browser ko detail mein discuss kerounga.





    ( Note :- if u want to to receive all of my mails bcoz i don't know y some yahoo groups block my mails that's y u r not able to c my mails.. so if u want to c my each and every mail u can join my own group too which is zagoota@yahoogroups.com join this group if u want too or simply click on this link http://groups.yahoo.com/group/zagoota/join.... nothing like i am marketing my group not at all.. it's just for u ...for ur convinience.. otherwise it doesn't matter which group do u belong to and how many groups u have joined well i just want to spread my knowledge to u all and i want my message to be conveyed to all the people as much as i can spread it.. so please do tell me some other good yahoo groups name too.. if u know some other groups name some good groups name where there are lot of people then let me know.. plz.. and if u want to join mine group then most welcome...i am managing that group with the help of my 1 friend so every thing is well restricted and controlled.)











    Nahi aisa hergiz nahi hai.. well is ke kuch main main chizoun ko mein sab se pehlay discuss kerleta ho aap ke saath ke jin ki wajah se yeh dosray sab browsers se sab se upper hai .. internet explorer se bhi upper..



    www.mozilla.com yeh mozill firefox ki website hai yaha per se is ki aap detail mein information dekh saktay hai.. ya phir aap kissi bhi software cd jo ke aap ke pass mojood hogi us mein dekhyega kyuonke yeh browsers cds mein bhi mojood hota hai to aap waha per se bhi is ko install ker saktay hia.











    Third thing yeh hai ke is browser ke security features buhat hi ziada zaberdast hai matlab buhat se magazines mein.. buhat c websites per .. khud mozilla ki websites per aur buhat c dosri websites per bhi likha hua hai ke mozilla ne buhat saray internet explorer ke users ko majboor ker dia hai ke woh mozilla browser hi use karay kyonke is browser ko use kertay hoe aap her kissam ke spyware se mehfooz hia means koi bhi khaternak chiz internet per se khud ba khud aap ke system mein install nahi ho sakti jab taq ke aap khud se us chiz ko install nahi kertay.. jab ke internet explorer per jaisa ke mein bata chukka ho ke us browser ko use kertay hoe buaht c websites khud ba khud aap ke system mein buaht sari chizein daal deti hai.. mager mozilla in sab batoun se buaht door hai aur yeh buhat ziada safe browser hai.. kafi ziada.
    continued


    :tang: RISK IS MY BUSINESS

    DANGER IS MY GAME

    DONT PLAY WITH ME
    BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

    Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

    Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

  • #2
    Re: Details About Internet Explorer & Mozilla Firefox

    WOW zaberdast
    http://www.genericviagra2015shop.com/

    Comment


    • #3
      Re: Details About Internet Explorer & Mozilla Firefox

      Khurram main aap ko itni khoobsurat maloomat share karney par mubarakbaad deta hoon. Yeh waqiye aik bohat hi aham tajziyya hai. Mera zaati nuqta-e-nazar bhi kuchh aisa hi hai. Main bhi Explorer key khilaf nahin magar is mein khamiyaan bohat hain, aisi khamiyaan jo aam users ko nazar nahin aatin, magar computer par hamla ho to Explorer bohat nuqsan-deh sabat hota hai. Ab khushqismati yeh hai keh Hackers har aam-o-khas computer ko hack karney ki koshish nahin kartey.

      Aap ka article bohat mufeed hai. Issey har koi zaroor parhey. :maan:
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Details About Internet Explorer & Mozilla Firefox

        :rosenice info thanx

        Comment


        • #5
          Re: Details About Internet Explorer & Mozilla Firefox

          thnks for the shairng

          Comment

          Working...
          X