Aksar aap ne magazines aur TV par dekha ho ga, images censor kay diay jate hain, aaien aaj ko aap ko yeh effect dena sikhate hain.
Aap kisi bhi forum par koi pic upload karna chahte hain aur aap chahte hain keh tasveer censor kar keh upload karain to ab aap aesa kar sakte hain
Mein yeh pic use kar raha hoon

Iss ke 2metohds hain, mein pehle aasan wala batata hoon phir asal effect ka zikar karta hoon
Method 1
Sab se pehlay aap Elliptical Marquee Tool select karain

Ab aap uper options mein se feather ki value ko 10 kar dein (iss se aap ka effect smooth nazar aaiay ga)

Ab aap kisi bhi portion ko select karain

Uper menu mein Filter > Blur > Gaussian Blur ko select karain aur iss mein value 4-5 ke darmmian rakh dein

ok karain to aap ko final result yeh milay ga

Comment