Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Censor an image

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Censor an image

    Aksar aap ne magazines aur TV par dekha ho ga, images censor kay diay jate hain, aaien aaj ko aap ko yeh effect dena sikhate hain.

    Aap kisi bhi forum par koi pic upload karna chahte hain aur aap chahte hain keh tasveer censor kar keh upload karain to ab aap aesa kar sakte hain

    Mein yeh pic use kar raha hoon





    Iss ke 2metohds hain, mein pehle aasan wala batata hoon phir asal effect ka zikar karta hoon

    Method 1

    Sab se pehlay aap Elliptical Marquee Tool select karain






    Ab aap uper options mein se feather ki value ko 10 kar dein (iss se aap ka effect smooth nazar aaiay ga)





    Ab aap kisi bhi portion ko select karain





    Uper menu mein Filter > Blur > Gaussian Blur ko select karain aur iss mein value 4-5 ke darmmian rakh dein







    ok karain to aap ko final result yeh milay ga






    Last edited by pakgates; 12 June 2009, 07:37.



  • #2
    Re: Censor an image


    Method 2

    Aap portion ko select karain






    ab Filter > Pixelate > Mosiac ko select karain aur iss mein value 10-20 ke darmian rakh dein






    ab ok karain to final image wasa hi ho ga jesa keh aap TV par dekhtay hain




    Comment


    • #3
      Re: Censor an image

      hmmmmm.......:super:

      :clap:
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #4
        Re: Censor an image

        Really very nice tutorial

        Comment

        Working...
        X