salaam,
i m sorry main yeh roman urdu main likh raha hoon kiyunkey mere pass inpage filhal nahi hai plz yeh delete na karna :wk
1. sab sey pehle aik new file kholein 220px x 75px ki
2. ab rectangular marquee tool select karein aur yeh setting karein
3. ab aik rectangle banayein kuch is tarah ka
4. ab is rectangle ki layer ko select karein aur Layer>Layer Style>Blending Options per jayein.
5. ab drop shadow ki yeh setting karein.
6. ab gradient overlay ki yeh setting karein.
7. ab stroke ki yeh setting karein.
bus apka kkaam khatam ap ka button tayyar hai
ab?:cc:
sorry bhool gya:tauba
ab koi bhi text likhein ismain lekin yaad rahey jo stroke ka color hai wahi color text ka ho taa key matching hojaye:clap:
ab mujhe ijazat dein
Allah Hafiz
Shehroz_khatri

Comment