Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Plastic Web Button

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Plastic Web Button

    salaam,
    i m sorry main yeh roman urdu main likh raha hoon kiyunkey mere pass inpage filhal nahi hai plz yeh delete na karna :wk

    1. sab sey pehle aik new file kholein 220px x 75px ki
    2. ab rectangular marquee tool select karein aur yeh setting karein

    3. ab aik rectangle banayein kuch is tarah ka

    4. ab is rectangle ki layer ko select karein aur Layer>Layer Style>Blending Options per jayein.
    5. ab drop shadow ki yeh setting karein.

    6. ab gradient overlay ki yeh setting karein.

    7. ab stroke ki yeh setting karein.

    bus apka kkaam khatam ap ka button tayyar hai

    ab?:cc:
    sorry bhool gya:tauba
    ab koi bhi text likhein ismain lekin yaad rahey jo stroke ka color hai wahi color text ka ho taa key matching hojaye:clap:

    ab mujhe ijazat dein
    Allah Hafiz
    Shehroz_khatri
    Last edited by shehroz_khatri; 13 August 2006, 16:37. Reason: pictures link mistake

  • #2
    Re: Plastic Web Button

    apki attach ki hoee pictures mujhe nazar nahi a rahien, will check later
    Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

    Comment


    • #3
      Re: Plastic Web Button

      bhai ab check karein mainey image phir se upload kardi hain

      Comment


      • #4
        Re: Plastic Web Button

        ji, thanx abb nazar a rahi hain
        Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

        Comment


        • #5
          Re: Plastic Web Button

          Bohat acah tutorial hay shehroz bhai :) is ko jald az jald Edit kar leiN :) warna yeh Tutorial Tips and Tricks main Move kar dye jaye ga :)
          Bohat khoob
          Keep shairng :rose
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: Plastic Web Button

            Originally posted by Yaaram View Post
            Bohat acah tutorial hay shehroz bhai :) is ko jald az jald Edit kar leiN :) warna yeh Tutorial Tips and Tricks main Move kar dye jaye ga :)
            Bohat khoob
            Keep shairng :rose
            shukriya lekin issey move kiyun kiya jayega? Aanchal sis ney bhi buhat se tutorial likhein hain isi tarah paintshop learning main

            Comment


            • #7
              Re: Plastic Web Button

              bhai mere yeh photoshop section hay aur har section main ke rules main kuch dheel hoti hain aur kuch sections main sakhti :) yahan Urdu Rasm-ul-khat main post karna lazmi hay :)
              Allah

              Comment


              • #8
                Re: Plastic Web Button

                lekin abhi net mera kabhi kabhi chalta hai kabhi nahi chalta isliye main inpage bhi download nahi karsakta isko aese hi rehney dein plz agli baar se urdu main post karoon ga

                Comment


                • #9
                  Re: Plastic Web Button

                  hmmmmmmmmmmm

                  nice tut

                  aap bohat mehnat se likhtey hooooooo

                  dil se aap ki qadar karta hoooooooooon
                  Har-Fun-Moula

                  Comment


                  • #10
                    Re: Plastic Web Button

                    thanks

                    Comment

                    Working...
                    X