:)786:)
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Corel Draw 11 Class 2
Collapse
X
-
Re: Corel Draw 11 Class 2
Bohat informative tutorial hai.Main recently hi aisa tareeqa talash kar rahi thi jis se main inpage main kiyay gaye kaam ko convert kar ke PD per load kar sakoon.
Thanks:salam:
Comment
-
Re: Corel Draw 11 Class 2
bohot he informative tutorial likha hai :clap: ......kaafi tafseel se har step samjhaya hai...Allah talah aap ko is ka ajar de.....thanx itna acha tutorial hamare saath share karne ke lea...........agle tutorial ka intezaar rahe ga jis me esp export karna sekhae ge :D: ....hamesha khush rahe....:phool:sigpic
Comment
-
Re: Corel Draw 11 Class 2
و علیکم السلام و رحمۃ اللہ و برکۃ
بھائی ماشاء اللہ آپ نے بہت ہی اچھی طرح بتایا ہے ۔۔۔ جزاک اللہ خیر ۔۔۔
انپیج سے ہم ٹیکسٹ کو کورل ڈرا کے علاوہ اڈوب السٹریٹر میں بھی کاپی پیسٹ کر سکتے ہیں ۔۔
والسلام ۔۔۔۔۔ اجنبیKash Kay Uttar Ja'e Maeri Baat Taeray Dil Main
Comment
-
Re: Corel Draw 11 Class 2
Masla yeh hai ke jab text ko corel draw main paste kiya jata hai to bara honay kay illawa alfaz bhi darust nahin aatay.Doosray value 3.9 change karnay ke bawajood text ka size theek nahin hota.Help pleas.
Comment
-
Re: Corel Draw 11 Class 2
Originally posted by zapk7 View PostMasla yeh hai ke jab text ko corel draw main paste kiya jata hai to bara honay kay illawa alfaz bhi darust nahin aatay.Doosray value 3.9 change karnay ke bawajood text ka size theek nahin hota.Help pleas.
phir corel draw ko................
aur agar ziada mushkil ho to
inpage se file>>>page export
dialoag box main ja kar C:\file name.eps
kar enter kar dain
aab uss ko corel main khol lainHar-Fun-Moula
Comment
-
Re: Corel Draw 11 Class 2
Originally posted by Hamsafar View PostSister aap aisa karain pehlay inpage ko khola karain
phir corel draw ko................
aur agar ziada mushkil ho to
inpage se file>>>page export
dialoag box main ja kar C:\file name.eps
kar enter kar dain
aab uss ko corel main khol lain
Jo garbar ho rahi hai usay aap is link per check kar saktay hain:
Comment
-
Re: Corel Draw 11 Class 2
Originally posted by Hamsafar View PostSister aap aisa karain pehlay inpage ko khola karain
phir corel draw ko................
aur agar ziada mushkil ho to
inpage se file>>>page export
dialoag box main ja kar C:\file name.eps
kar enter kar dain
aab uss ko corel main khol lain
Comment
Comment