Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Corel Draw 11 Class 2

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Corel Draw 11 Class 2

    :)786:)
    Attached Files
    Har-Fun-Moula

  • #2
    Re: Corel Draw 11 Class 2

    :rose786:rose
    Attached Files
    Har-Fun-Moula

    Comment


    • #3
      Re: Corel Draw 11 Class 2

      :shh:786:shh:
      Attached Files
      Har-Fun-Moula

      Comment


      • #4
        Re: Corel Draw 11 Class 2

        Bohat informative tutorial hai.Main recently hi aisa tareeqa talash kar rahi thi jis se main inpage main kiyay gaye kaam ko convert kar ke PD per load kar sakoon.
        Thanks:salam:
        Mind Sciences

        Comment


        • #5
          Re: Corel Draw 11 Class 2

          Bhai ....kamal ker dia hay aap ny really .jazak ALLAH ..ALLAH aap ko khush rakhy k aap apna Elam logon tak phila rahy hain khush rahy aur mithaya banty rahin

          Comment


          • #6
            Re: Corel Draw 11 Class 2

            :clap: bohothi zaburdust or asan tareka he sekhane ka
            Allah ap ko humesha khosho khoram rakhe or ap isi tarah humen achi achi chezen sekhaten rahen Allah Homa Ameen:dua
            Rob :eye:

            Comment


            • #7
              Re: Corel Draw 11 Class 2

              bohot he informative tutorial likha hai :clap: ......kaafi tafseel se har step samjhaya hai...Allah talah aap ko is ka ajar de.....thanx itna acha tutorial hamare saath share karne ke lea...........agle tutorial ka intezaar rahe ga jis me esp export karna sekhae ge :D: ....hamesha khush rahe....:phool:
              sigpic


              Comment


              • #8
                Re: Corel Draw 11 Class 2

                و علیکم السلام و رحمۃ اللہ و برکۃ
                بھائی ماشاء اللہ آپ نے بہت ہی اچھی طرح بتایا ہے ۔۔۔ جزاک اللہ خیر ۔۔۔
                انپیج سے ہم ٹیکسٹ کو کورل ڈرا کے علاوہ اڈوب السٹریٹر میں بھی کاپی پیسٹ کر سکتے ہیں ۔۔
                والسلام ۔۔۔۔۔ اجنبی
                Kash Kay Uttar Ja'e Maeri Baat Taeray Dil Main

                Comment


                • #9
                  Re: Corel Draw 11 Class 2

                  Masla yeh hai ke jab text ko corel draw main paste kiya jata hai to bara honay kay illawa alfaz bhi darust nahin aatay.Doosray value 3.9 change karnay ke bawajood text ka size theek nahin hota.Help pleas.
                  Mind Sciences

                  Comment


                  • #10
                    Re: Corel Draw 11 Class 2

                    Originally posted by zapk7 View Post
                    Masla yeh hai ke jab text ko corel draw main paste kiya jata hai to bara honay kay illawa alfaz bhi darust nahin aatay.Doosray value 3.9 change karnay ke bawajood text ka size theek nahin hota.Help pleas.
                    Sister aap aisa karain pehlay inpage ko khola karain
                    phir corel draw ko................

                    aur agar ziada mushkil ho to
                    inpage se file>>>page export

                    dialoag box main ja kar C:\file name.eps

                    kar enter kar dain
                    aab uss ko corel main khol lain
                    Har-Fun-Moula

                    Comment


                    • #11
                      Re: Corel Draw 11 Class 2

                      Originally posted by Hamsafar View Post
                      Sister aap aisa karain pehlay inpage ko khola karain
                      phir corel draw ko................

                      aur agar ziada mushkil ho to
                      inpage se file>>>page export

                      dialoag box main ja kar C:\file name.eps

                      kar enter kar dain
                      aab uss ko corel main khol lain
                      Bhai main inpage pahlay hi kholti hoon corel baad main balke khalil ne kaha tha ke "aein" ke zariay text box bana kar likhoon aur phir copy karoon laikin nateeja dhak ke wohi teen paat wala raha.Ab aap wala tareeqa apna kar daikhti hoon.
                      Jo garbar ho rahi hai usay aap is link per check kar saktay hain:
                      Mind Sciences

                      Comment


                      • #12
                        Re: Corel Draw 11 Class 2

                        Originally posted by Hamsafar View Post
                        Sister aap aisa karain pehlay inpage ko khola karain
                        phir corel draw ko................

                        aur agar ziada mushkil ho to
                        inpage se file>>>page export

                        dialoag box main ja kar C:\file name.eps

                        kar enter kar dain
                        aab uss ko corel main khol lain
                        Is atarah aik problem hoti hai ke font size kam az kam 18 rakhain to hi corel main sahih tarah nazar aata hai,iska kiya hal hai.
                        Mind Sciences

                        Comment


                        • #13
                          Re: Corel Draw 11 Class 2

                          Buhat hee zabardast hy mujy kafee maloomat agai hian...thanks for this :rose
                          ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                          372-haha372-haha372-haha

                          Comment


                          • #14
                            Re: Corel Draw 11 Class 2

                            nice
                            sigpic:SubhanAllhaa:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Corel Draw 11 Class 2

                              zabrdast janab....shukria
                              Last edited by rose; 29 December 2007, 21:23. Reason: speling
                              sigpic:SubhanAllhaa:

                              Comment

                              Working...
                              X