Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Working With Urdu Text In Corel Draw

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

    Maine urdu text Corel draw me karnay ki koshish ki hai...lekin wahan par copy nahi hota Urdu text....export kar ke bhi nahi horaha....copy kar ke...wahan par urdu text nahi ata...alphabets ajatay hain...yeh kya problem hai???

    Comment

    • #32
      Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

      Originally posted by amber View Post

      ap pehle Inpage open karein then ap CorelDraw ko open karein and fer ap ka text Inpage se copy ho ke CD mein paste ho ga :D:

      aik baat batayein ke ap inpage se text kaise copy karte hoo ...... select karke copy karte ho ya koi aur tareeqa?

      Comment

      • #33
        Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

        Originally posted by Adnans View Post

        Maine aesa hi kiya hai...inpage bhi aur coreldraw bhi open kiya hai.

        maine copy dono tareqon se kiya hai....select kar ke bhi...aur ctrl + C kar ke bhi...phir bhi nahi horaha

        Comment

        • #34
          Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

          Originally posted by amber View Post
          Maine aesa hi kiya hai...inpage bhi aur coreldraw bhi open kiya hai.
          Originally posted by amber View Post

          maine copy dono tareqon se kiya hai....select kar ke bhi...aur ctrl + C kar ke bhi...phir bhi nahi horaha

          hmmmm :D:
          acha ap in points ko ghaur se parhein (jo neechay image mein likhay han)and then try karein InshaAllah ho jaye ga

          and aik baat :na: pehle ap inpage ko open karna aur baad mein CorelDraw ko
          Attached Files

          Comment

          • #35
            Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

            Originally posted by Adnans View Post

            hmmmm :D:
            acha ap in points ko ghaur se parhein (jo neechay image mein likhay han)and then try karein InshaAllah ho jaye ga

            and aik baat :na: pehle ap inpage ko open karna aur baad mein CorelDraw ko

            Wao...hogaya hai ab .....thanksssss....ab pehle inpage open kiya...phir coreldraw:D:!!!!!!!

            Comment

            • #36
              Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

              Originally posted by amber View Post
              Wao...hogaya hai ab .....thanksssss....ab pehle inpage open kiya...phir coreldraw:D:!!!!!!!
              chalo shukar hai :D: apka masla hal ho gaya :thmbup:

              Comment

              • #37
                Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

                very.....very Naice Kee Kamal Keta Jay.....

                Comment

                • #38
                  Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

                  asalam Alekum!
                  thnx alot for good information

                  Comment

                  • #39
                    Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

                    :SubhanAllhaa:
                    Very Nice Masood, this is very informative and easy to learn, thank you, please carry on like this
                    Click image for larger version

Name:	HADEESS.GIF
Views:	13
Size:	17.6 KB
ID:	2407591
                    :hey:

                    Comment

                    Working...
                    X