Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Working With Urdu Text In Corel Draw

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

    Originally posted by Khalil View Post
    great per aik baat aab bhool gay hu dear inpage sy aap coral main ly ker jay to tab yeh nahi ata
    pehly esy inpage main jo"ain" hay text ko us main likha jata hay.
    pher usy coral main ly ker jaty hain
    Please iski zara wazahat kar dain kiyunkay main ne masood bhai ke tareeqay se kam karnay ki koshish ki to text bilkul waisa nahin likha gaya jo inpage main tha.Please batain ke main kahan ghalati kar rahi hoon.
    Attached Files
    Last edited by zapk; 1 April 2007, 06:01.
    Mind Sciences

    Comment


    • #17
      Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

      Originally posted by zapk7 View Post
      Please iski zara wazahat kar dain kiyunkay main ne masood bhai ke tareeqay se kam karnay ki koshish ki to text bilkul waisa nahin likha gaya jo inpage main tha.Please batain ke main kahan ghalati kar rahi hoon.
      salam...jab aap Inpage main likhna chahti hian to pehly aik text box lagain jitna k aap k zehan main hay k etni Urdu likhni hian.....
      pher jo pehla tool hay teer k nishan wala osy click karian pher text box jo lagaya tha wohan click kraian aur text box ko copy ker k coral main paste karian.....aur pher ALLAH ALLAH karian.
      Attached Files

      Comment


      • #18
        Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

        Masood bhai ne neeshay walay "Aien" ko better kaha tha main ne usay istaimal kiya tha,ab isay use kar ke result daikh laiti hoon.:cc:
        Mind Sciences

        Comment


        • #19
          Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

          vekhoo vekhoo ty dasoo feeir

          Comment


          • #20
            Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

            Originally posted by Khalil View Post
            vekhoo vekhoo ty dasoo feeir
            Bhara jee murghi di iko lat wala muamila haiga jay.Text tas se mas nahin ho raha mujhay to samajh nahin aa raha kiya muamila hai.Tussi daso
            Mind Sciences

            Comment


            • #21
              Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

              acha aik aur kaam karian pher aap inpage main likh lain aur os ka size apni mazi ka rakh lain aur pher File-export eps rakh lian aur coral main pher open ker lain aur mojan karian

              Comment


              • #22
                Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

                Originally posted by Khalil View Post
                acha aik aur kaam karian pher aap inpage main likh lain aur os ka size apni mazi ka rakh lain aur pher File-export eps rakh lian aur coral main pher open ker lain aur mojan karian
                محسن نے بھی یہی طریقہ بتایا ہے لیکن اس کیلئے ٹیکسٹ کا سائز زیادہ بڑا کرنا پڑتا ہے،کم از کم اٹھارہ تبھی کورل میں نظر آتا ہے۔
                Mind Sciences

                Comment


                • #23
                  Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

                  Nice...
                  Mujhe To Samajh Aagaya
                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

                    Allah Ap ko Khush Rakhey.

                    Comment


                    • #25
                      Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

                      Nice Work Brother

                      Comment


                      • #26
                        Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

                        Buhat hee zabardast hy mujy kafee maloomat agai hian...thanks for this :rose
                        ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                        372-haha372-haha372-haha

                        Comment


                        • #27
                          Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

                          Masood bhaeee bhout umda sharing ki hay....shukria
                          sigpic:SubhanAllhaa:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

                            nice
                            sigpic:SubhanAllhaa:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

                              umda sharing hay
                              sigpic:SubhanAllhaa:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Working With Urdu Text In Corel Draw

                                :shyy:
                                sigpic:SubhanAllhaa:

                                Comment

                                Working...
                                X