Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

pc voice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: pc voice

    Originally posted by Masood
    Okay Amber ab aap yeh file download kjiye aur issey unzip kijiye apney C-drive mein.

    C-drive per aik folder bnaein: UNZIP key naam sey
    Yeh file jo aap download karein gi, issey us mein unzip kijiye

    phir is procedure ko follow kijiye:
    • right click at my computer and choose properties
    • click at the hardware tab and from that click on device manager tab
    • from the list provided, click at plus outside Sound, video and game controllers
    • left click on C-Media and choose update driver
    • when the Welcome to the Hardware Update Wizard starts
    • Click into Install from a list or specific location (Advanced) and click next
    • uncheck Search removeable media
    • check Include this location in the search and clcik on the Browse button
    • spcify the location where you unzipped that above mentioned file
    • Now I am sure it'll find the diver and will update AC-97

    C-Media 9738 AC97 Codec/UDA Driver 5.12.01.0039

    Jo aap ne bataya...wo sab kar liya ...aur phir install bhi hogaya tha...lekin phir bhi "!" mark araha hai...C-Media AC97 par....Aur wo driver dhund hi nahi raha.

    Comment

    • #32
      Re: pc voice

      Originally posted by amber
      Jo aap ne bataya...wo sab kar liya ...aur phir install bhi hogaya tha...lekin phir bhi "!" mark araha hai...C-Media AC97 par....Aur wo driver dhund hi nahi raha.
      Okay phir aik kaam karein. Isi procedure ko follow karien - magar UPDATE DRIVER ki bjaey UNINSTALL karein.

      Is sey yeh device unistall ho jaey gi. Phir aap windows ko restart karein. Yeh automatically new hardware found karey ga, aur if it don't update it automatically then specify this unzipped location again.
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #33
        Re: pc voice

        Windo kesay update kartay hain ?
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #34
          Re: pc voice

          Originally posted by Aanchal
          Windo kesay update kartay hain ?
          Windows ko update karney key aap key paas asal windows (ya asal windows key) honi chaiye.

          Aap try kar key dekho:

          Start -> All Programs -> Windows Update

          aur jab tak iskey tamaam ajzaa install na ho jaein, aap install karti jaein :P
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #35
            Re: pc voice

            Assalam-o_Alikum WRW B

            oops sorry Amber ! me zar kaam main asa bz hua ky pata hi nahi chala ky .. aap ka masl ahay .. per i told u na kay Masood hay wo kar dey gy help

            n he did

            INSHALAH i hope ab on ho gya ho ga

            FeaamnAllah
            Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
            Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

            Comment

            • #36
              Re: pc voice

              Originally posted by Masood
              Okay phir aik kaam karein. Isi procedure ko follow karien - magar UPDATE DRIVER ki bjaey UNINSTALL karein.

              Is sey yeh device unistall ho jaey gi. Phir aap windows ko restart karein. Yeh automatically new hardware found karey ga, aur if it don't update it automatically then specify this unzipped location again.

              Aap ne meri itni help ki is ka bohat shukria!
              Lekin kya karun mujhe se to abhi tak thik nahi hua
              Mujhe bas plz ek aur baat bata dein...kya UPDATE ki jagha UNINSTALL karnay se koi problem to nahi hojaye gi:( ...yeh na ho aur koi problem hojaye...is liye plz yeh bata dein!!

              Comment

              • #37
                Re: pc voice

                Originally posted by Bheegi-Palkain
                Assalam-o_Alikum WRW B

                oops sorry Amber ! me zar kaam main asa bz hua ky pata hi nahi chala ky .. aap ka masl ahay .. per i told u na kay Masood hay wo kar dey gy help

                n he did

                INSHALAH i hope ab on ho gya ho ga

                FeaamnAllah

                Ws

                han jee koi baat nahi...Masood ne bohat help kar di hai...lekin mujh se phir bhi nahi horaha :(

                Comment

                • #38
                  Re: pc voice

                  Yeh dekein...is tarah araha hai
                  Attached Files

                  Comment

                  • #39
                    Re: pc voice

                    Originally posted by amber
                    Aap ne meri itni help ki is ka bohat shukria!
                    Lekin kya karun mujhe se to abhi tak thik nahi hua
                    Mujhe bas plz ek aur baat bata dein...kya UPDATE ki jagha UNINSTALL karnay se koi problem to nahi hojaye gi:( ...yeh na ho aur koi problem hojaye...is liye plz yeh bata dein!!
                    Amber - Windows ko UNINSTALL nahin kiya jaa sakta. Jo UNINSTALL main ney btaee hai us mein yeh hai keh aap ka jo hardware (!) ka nishaan dey raha hai, us per aap right click karein aur UNINSTALL karein - Is sey yeh ho ga keh yeh hardware is list sey nikal jaey ga. Magar jab aap computer ko re-start kartein gi to Windows automatically FOUND NEW HARDWARE ka message dey ga. Is sey agar to koi driver suitable huwa Windows mein to woh install ho jaey ga, agar nahin to jo file main ney aap ko send ki thi, uska driver aap iss btaein.

                    But do what I am asking you to do - UNINSTALL both hardware with (!) and reboot your computer.
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #40
                      Re: pc voice

                      Wohi file jo aap ne batai thi na...usi ko install kiya tha...aur phir restart bhi kiya tha...aur wo saab kuch kar liya tha...jo kaha tha...lekin....restart karnay se yeh dekhay....software me agar jaun...to wahan par C-MEDIA AC97...jo install kiya tha...uska SIZE nahi araha...is ki kya waja hai???? is ka matlab to yehi hua na ke yeh sahi install nahi hota??? Jab install kar rahi hun...to likha ata hai ke yeh file "digitally mark" nahi hai...lekin phir bhi install to hojata hai!
                      Attached Files

                      Comment

                      • #41

                        Theek kehti hain keh aksar softwares XP key liye digitally signed nahin hotey magar woh install ho jatey hain. Is file ki size aap ko nazar nahin aa rahi is liye keh yeh driver hai koi software nahin. Main ney abhi Microsoft ki Update sey aap key liye C-Media ki files download ki hain - aap inhein unzip kijiye aur phir sey apney c-media per right click kar key is file ka driver install kijiye:
                        Attached Files
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #42

                          Acha ek baat aur puchni hai...jo pehle file aap ne kaha tha... kya main usko uninstall kar ke phir is file ko unzip karun..mujhe samaj nahi araha...pehle aap ne wo file batai thi...aur ab yeh batai hai...lekin yeh file pehli wali se farq hai....is me install karnay ke liye to kuch nahi ...aur han jo aap ne bataya tha na...ke (!) nishan wala C-Media ko uninstall karo...wo to kar liya tha...aur phir usne wohi hardware dhund liya tha..aur yehi "FOUND NEW HARDWARE" ka message araha tha.....lekin jo dhunda tha us par bhi wohi nishan (!) araha tha.

                          Comment

                          • #43
                            Re: pc voice

                            Salam:salam:

                            Abhi kuch dehr pehle maine kaha tha ke problem khatam nahi horahi...lekin phir mujhe aese hi C-Media ka search kartay hue ...paata chala ke C-Media ki jagha...Realtek ko install karun...To phir maine Wohi kiya to problem khatam hogai hai ab:D

                            Lekin Masood aap ka bohat bohat Shukria...aap hi ki waja se meri yeh problem khatam hui hai:)

                            Aur han...thori si help Bheegi palkain ne bhi ki thi:D aap ki bhi shukria.

                            Aanchal aap bhi koshish karein...shaid aap ka bhi Realtek se hojaye:)

                            Khuda haifz

                            Comment

                            • #44

                              Chalein shukar hai Amber aap ka masla hal to huwa :)
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X