Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

pc voice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: pc voice

    Originally posted by amber
    Salam

    Han yeh to aap ne sahi kaha ke kuch namumkin nahi dunya me....lekin phir bhi yeh aesi problem hai ...jo meray liye mumkin nahi...kion ke mujhe in baaton ka kuch nahi paata....Aur ab aap ne Sound card ka pucha hai....Ab yeh sound card ke driver ka naam kyase paata chalay ...yeh bhi bata dein plz.
    Assalam-o-Alikum WR WB

    ok jasy main bata ta hu zara wasy hi karya ga aap .... is ay do tareekay hay jo mujhy maloom hy ...

    pahla ya ky aap MY Computer per jaya aur wha per rght clik kar kay Properties main jaya >>>>Properties main jab aap jay gi to wha aap o aik option nazar ay ga HARDWARE .. usay clik karya aur whi per aik option aur ho ga Devise Manager ... jab aap us ko clik karo gy to aap ko nazar ajay ga

    wha do baatin mumkin ho sakti hay ... agr driver bilkul install nahi hay to likha ho ga

    PCI Device

    aur agr driver main problem hay to us ka naam likha ho ga .... aik to ya tareek hy ....

    dosra ya hay kay aap ko apna CPU ko khulna ho ga aur us main jo SOund Card laga hay us ka naam aur model parhna ho ga .. simple ... bass aik baat ka khayal rakhya ga kay pahlay power off kar lijya ga .. khi yana ho laynay ky deyny parh jay :P

    Phir aap name batya ga .. to koi na koi aap ki help ar dey ga .. agr mujhs ey hua to main aap ko link dey du ga ..

    FeamanAllah
    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

    Comment

    • #17
      Re: pc voice

      Originally posted by Bheegi-Palkain
      Assalam-o-Alikum WR WB

      ok jasy main bata ta hu zara wasy hi karya ga aap .... is ay do tareekay hay jo mujhy maloom hy ...

      pahla ya ky aap MY Computer per jaya aur wha per rght clik kar kay Properties main jaya >>>>Properties main jab aap jay gi to wha aap o aik option nazar ay ga HARDWARE .. usay clik karya aur whi per aik option aur ho ga Devise Manager ... jab aap us ko clik karo gy to aap ko nazar ajay ga

      wha do baatin mumkin ho sakti hay ... agr driver bilkul install nahi hay to likha ho ga

      PCI Device

      aur agr driver main problem hay to us ka naam likha ho ga .... aik to ya tareek hy ....

      dosra ya hay kay aap ko apna CPU ko khulna ho ga aur us main jo SOund Card laga hay us ka naam aur model parhna ho ga .. simple ... bass aik baat ka khayal rakhya ga kay pahlay power off kar lijya ga .. khi yana ho laynay ky deyny parh jay :P

      Phir aap name batya ga .. to koi na koi aap ki help ar dey ga .. agr mujhs ey hua to main aap ko link dey du ga ..

      FeamanAllah

      Salam

      Han jaise aap ne bataya usii tarah kiya hai....meray khayal me yehi naam hoga ...."C-Media AC97 Device" ....aese hi likha hua tha...ab yeh hai ke nahi...yeh aap hi bataye plz....aur han CPU ko kholnay se pehle power off karna hota hai...itna to mujhe bhi paata hai!!
      Lekin phir ek aur masla shuru hojaye ga...wo yeh ke phir Sound card ko dhundna paray ga na:D...chalein koi baat nahi wo bhi dhund hi lungi.
      Last edited by amber; 23 January 2006, 15:29.

      Comment

      • #18
        Re: pc voice

        great work amber and B.P

        Comment

        • #19
          Re: pc voice

          kaisa great work..problem to abhi tak khatam nahi hui

          Comment

          • #20
            Re: pc voice

            Originally posted by amber
            kaisa great work..problem to abhi tak khatam nahi hui
            Amber sorry main abhi is conversation mein dakhil huwa hoon. Sab sey pehley to C-Media AC97 Device ko update karney ka sab sey behtar tareeqa hai keh aap apney computer ko update karein.

            Windows Update karein aap ka masla hal ho jaey ga.
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #21
              Re: pc voice

              Originally posted by Masood

              Koi baat nahi....lekin phir ek aur mushkil kam kaha...Wo kya hai na...pehle to Bilkul sahi tha sound waghera...lekin Windows XP ko dubara se naya install kiya hai...uskay bad se sound ki kharabi hai...Wo jo bataya na "C-Media AC97" Us par aur " Aztech 2320-compatible Pnp-Soundcard" par bhi exclamation mark "!" araha hai!!

              Comment

              • #22

                Ji amber yeh sign isi liye aa raha hai keh Windows Xp has messed up with drivers. Aap ko windows ko update karna hai, merey paas bhi yehi C-Media AC97 hai aur yeh Windows ki update mein aasani sey update ho jata hai. Aap yun kjiye:

                START button -> Programs -> aur wahan sab sey ooper kahin likha ho ga WINDOWS UPDATE - isko aap completely run kijiye. It'll update your computer with latest from Microsoft for XP.

                Aztech 2320-compatible Pnp-Soundcard key liye aap yeh file download kijiye aur issey sey apna Aztech ka soundcard update kijiye.
                Attached Files
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #23
                  Re: pc voice

                  Windows Update karnay se koi kharabi to nahi hojaye gi??? Aur documents waghera jo hai meray ...wo delete to nahi hojayein gay??? mujhe is baray me itna paata nahi hai.
                  aur yeh file Aztech wali...kya pdf me hai???

                  Comment

                  • #24
                    Re: pc voice

                    Originally posted by amber
                    Windows Update karnay se koi kharabi to nahi hojaye gi??? Aur documents waghera jo hai meray ...wo delete to nahi hojayein gay??? mujhe is baray me itna paata nahi hai.
                    aur yeh file Aztech wali...kya pdf me hai???
                    Amber windows ko update karney sey kabhi koi account delete nahin hota. Balkey is sey system much more secure ho jata hai (according to Microsoft ). It's always a good idea to keep your system updated.

                    An automated update will install service pack 2 on your computer - which has a firewall to protect your computer.

                    so it's never a bad idea of updating Windows systems.

                    Yeh file aik driver hai jo aztech ki site sey laaya hoon. I can not gurantee you keh it works but it's the driver file for that Aztech you mentioned.
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #25

                      Oh acha...mujeh in baton ka billkul nahi paata...Ek nai cheez paata chali hai aaj.
                      Aztech wali file me shaid koi problem hai....aese lagta hai jaise wo ek document hai...chalein abhi to main Windows ko update karnay lagi hun...jaise aap ne bataya....phir batati hun....ke kya hua!!

                      Comment

                      • #26

                        Amber hamari to yehi koshish hai keh ham apna ilm aap sab tak pohanchein. Aap pehley windows ko update karein - baqi baad mein - agli qist mein :zuban:
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #27
                          Re: pc voice

                          Windows ko update kiya hai...Aur uskay baad aur ziada update karnay ke liye kaha gaya to....Phir likha araha hai ke Validation me Error hai kion ke yeh Original Windows Software nahi hai !

                          Wo kya hai na...pehle to Original hi tha...Phir Windows XP ka CD kisi se liya tha...isi waja se problem horahi hai shaid.

                          Comment

                          • #28

                            :tauba to pirat copy per to update nahin ho ga na. Achha aap wait kijiye kuchh kartey hain :dua
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #29
                              Re: pc voice

                              Originally posted by Masood
                              :tauba to pirat copy per to update nahin ho ga na. Achha aap wait kijiye kuchh kartey hain :dua

                              acha jee:( kya koi aur tareeqa nahi sahi karnay ka???

                              Comment

                              • #30
                                Re: pc voice

                                Okay Amber ab aap yeh file download kjiye aur issey unzip kijiye apney C-drive mein.

                                C-drive per aik folder bnaein: UNZIP key naam sey
                                Yeh file jo aap download karein gi, issey us mein unzip kijiye

                                phir is procedure ko follow kijiye:
                                • right click at my computer and choose properties
                                • click at the hardware tab and from that click on device manager tab
                                • from the list provided, click at plus outside Sound, video and game controllers
                                • left click on C-Media and choose update driver
                                • when the Welcome to the Hardware Update Wizard starts
                                • Click into Install from a list or specific location (Advanced) and click next
                                • uncheck Search removeable media
                                • check Include this location in the search and clcik on the Browse button
                                • spcify the location where you unzipped that above mentioned file
                                • Now I am sure it'll find the diver and will update AC-97

                                C-Media 9738 AC97 Codec/UDA Driver 5.12.01.0039
                                Attached Files
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X