ap men se agar koi Rapid share ke bare mebata de ke ye kia hota he aor is men acount kese banaia jata aor is faida kia he.:pagal:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Rapid share
Collapse
X
-
Re: Rapid share
chalein aap ko aasan zaban mein samjhatay hain, RS(Rapidsahre) ko aap aik almari(Cupboard) ki tarah samajh lein, aap ko internet par jo bhi cheez share karni hoti hay aap iss almari mein rakh detay hain, phir agar kisi ko woh cheez download karni hoti hay too aap uss ko almari mein woh khana bata detay hain jahaan aap nay wo cheez save ki hui hay, too woh dost download kar leta hai. RS dunya ka sab say bara aur teez(fastest) uploading server hai, uss par 2qisam kay account hotay hain aik hota hai Premium aur aik Free user(Collertor's account). Premium account kay faiday yeh hain keh aap aik saath kafi sari files download kar saktay hain yeh account aap ko purchase karna parta hai, iss ki uploading aur downloading speed ki kafi teez hoti hai. Aur free user wala account aap ko sirf aik waqt mein aik file download karnay deta hai, aur iss ki uploading aur downloading speed bhi kam hoti hai. Umeed hai aap ko samaj aa gia ho gaOriginally posted by Ashfqbuter View Postap men se agar koi Rapid share ke bare mebata de ke ye kia hota he aor is men acount kese banaia jata aor is faida kia he.:pagal:Last edited by pakgates; 20 December 2008, 07:08.
Comment




Comment