Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Rapid share

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Rapid share

    ap men se agar koi Rapid share ke bare mebata de ke ye kia hota he aor is men acount kese banaia jata aor is faida kia he.:pagal:

  • #2
    Re: Rapid share

    i dont know

    Comment


    • #3
      Re: Rapid share

      Who Know

      Comment


      • #4
        Re: Rapid share

        ap ager apni file ksi host per upload kerna chahtay hain to rapidshare ap ko sahulat feraham kerta hay k ap account buy kerain ya free wala use kerain aur aur host ko use kerain

        Comment


        • #5
          Re: Rapid share

          Originally posted by Ashfqbuter View Post
          ap men se agar koi Rapid share ke bare mebata de ke ye kia hota he aor is men acount kese banaia jata aor is faida kia he.:pagal:
          chalein aap ko aasan zaban mein samjhatay hain, RS(Rapidsahre) ko aap aik almari(Cupboard) ki tarah samajh lein, aap ko internet par jo bhi cheez share karni hoti hay aap iss almari mein rakh detay hain, phir agar kisi ko woh cheez download karni hoti hay too aap uss ko almari mein woh khana bata detay hain jahaan aap nay wo cheez save ki hui hay, too woh dost download kar leta hai. RS dunya ka sab say bara aur teez(fastest) uploading server hai, uss par 2qisam kay account hotay hain aik hota hai Premium aur aik Free user(Collertor's account). Premium account kay faiday yeh hain keh aap aik saath kafi sari files download kar saktay hain yeh account aap ko purchase karna parta hai, iss ki uploading aur downloading speed ki kafi teez hoti hai. Aur free user wala account aap ko sirf aik waqt mein aik file download karnay deta hai, aur iss ki uploading aur downloading speed bhi kam hoti hai. Umeed hai aap ko samaj aa gia ho ga
          Last edited by pakgates; 20 December 2008, 07:08.


          Comment

          Working...
          X