Asslamualaikum i want to some help about excel mera question yeh hai k kia hum aik cell main apni company ki kisi item code likhyn aur us ki unit price 2nd cell main show hon kia yeh mumkin hai agr aap ko attachment nazr aa rahi hai to us main Qty cell k saath jo cell hai us main hum apno compnay ki product code kikhyn aur 2nd cell main unit price aajain plz reply zarur kijy ga
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
About Excel Help
Collapse
X
-
About Excel Help
Asslamualaikum i want to some help about excel mera question yeh hai k kia hum aik cell main apni company ki kisi item code likhyn aur us ki unit price 2nd cell main show hon kia yeh mumkin hai agr aap ko attachment nazr aa rahi hai to us main Qty cell k saath jo cell hai us main hum apno compnay ki product code kikhyn aur 2nd cell main unit price aajain plz reply zarur kijy gaLast edited by ESR; 25 April 2009, 04:32.Tags: None
-
Re: About Excel Help
app =if ki command use karay aur apnay saray item code page kay nichay white color main save karlay. phir hi app ki if ki command function karay gi.
excel koi data base system nahi hain. aik hi sheet par sab kuch karna parta hain jab hiexcel findout karta hain.
=if ki beshomar commands ain app google main if commamd search karay.....ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh
Comment
-
Re: About Excel Help
Originally posted by D@y W@lk3r View Postapp =if ki command use karay aur apnay saray item code page kay nichay white color main save karlay. phir hi app ki if ki command function karay gi.
excel koi data base system nahi hain. aik hi sheet par sab kuch karna parta hain jab hiexcel findout karta hain.
=if ki beshomar commands ain app google main if commamd search karay.....
Comment
-
Re: About Excel Help
Originally posted by ESR View PostThanx D@y W@lk3r bahi magr aap mujay wazaht sy batana pasand karain ga ap ki mahrbani ho gi!
ab app chahtay hain kay app aik cell main item code likhay aur uskay preis automatic dosray cell main aajay... yah posiable hain.. with IF command.
app apnay excel sheet main nichay ki taraf aik cell main apnay item code ki list aur dosray cell main preis likhay, is terha aik pori list bana lay, ab app apnay normal sheet main if command use karay aur if command main un cellon ko joint karay jo nichay app nay list banai hoi hain... try karay vry simple hain yaar. aur if coomand app kay excel main hain....
=if()ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh
Comment
Comment