Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

About Excel Help

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • About Excel Help


    Asslamualaikum i want to some help about excel mera question yeh hai k kia hum aik cell main apni company ki kisi item code likhyn aur us ki unit price 2nd cell main show hon kia yeh mumkin hai agr aap ko attachment nazr aa rahi hai to us main Qty cell k saath jo cell hai us main hum apno compnay ki product code kikhyn aur 2nd cell main unit price aajain plz reply zarur kijy ga
    Last edited by ESR; 25 April 2009, 04:32.

  • #2
    Re: About Excel Help

    Gee bilkul surely aisa mumkin hay......shaid yehan koi MOD aap kee help keray...
    waisy mery pass exxel nahi werna ap ko bata hee daita

    Comment


    • #3
      Re: About Excel Help

      app =if ki command use karay aur apnay saray item code page kay nichay white color main save karlay. phir hi app ki if ki command function karay gi.


      excel koi data base system nahi hain. aik hi sheet par sab kuch karna parta hain jab hiexcel findout karta hain.
      =if ki beshomar commands ain app google main if commamd search karay.....
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment


      • #4
        Re: About Excel Help

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        app =if ki command use karay aur apnay saray item code page kay nichay white color main save karlay. phir hi app ki if ki command function karay gi.


        excel koi data base system nahi hain. aik hi sheet par sab kuch karna parta hain jab hiexcel findout karta hain.
        =if ki beshomar commands ain app google main if commamd search karay.....
        Thanx D@y W@lk3r bahi magr aap mujay wazaht sy batana pasand karain ga ap ki mahrbani ho gi!

        Comment


        • #5
          Re: About Excel Help

          Originally posted by ESR View Post
          Thanx D@y W@lk3r bahi magr aap mujay wazaht sy batana pasand karain ga ap ki mahrbani ho gi!
          JI BILKUL; dekhay if command ka maqsaad yah hain kay ager app aik cell main aik value rakhtay hain aur dosray main keyword to if command hi usko talaash karti hain.

          ab app chahtay hain kay app aik cell main item code likhay aur uskay preis automatic dosray cell main aajay... yah posiable hain.. with IF command.

          app apnay excel sheet main nichay ki taraf aik cell main apnay item code ki list aur dosray cell main preis likhay, is terha aik pori list bana lay, ab app apnay normal sheet main if command use karay aur if command main un cellon ko joint karay jo nichay app nay list banai hoi hain... try karay vry simple hain yaar. aur if coomand app kay excel main hain....
          =if()
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment


          • #6
            Re: About Excel Help

            THANX BRO but i am sis not bro !

            Comment


            • #7
              Re: About Excel Help

              Originally posted by ESR View Post
              THANX BRO but i am sis not bro !

              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: About Excel Help

                Originally posted by ESR View Post
                THANX BRO but i am sis not bro !
                aj kal kay dor main kaha pata chalta hain kay kon lerka hain aur kon lerki.........:khi:
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment

                Working...
                X