Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Philosophy

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Philosophy

    do we have to agree wid all facts of philosophy
    such as
    "Human Senses Always Decieve them " Senses Can Never Be true .
    Do u guys agree with this thought of Donald Cress

    If yes give details please please

    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: Philosophy

    Aania agar aap yeh behas Urdu mein karein to achha lagey. Beharhaal Senses yah hiss ki bohat si misalein hain; dekhney, soonghney, chakhney, suneney aur mehsoos karney ki his to aik fact hain, inhein to aap kisi tor jhutlaa nahin saktey yeh to facts hain. Iskey key elawa sense ka ta'lluq consensus aur intelligence sey hota hai. Amooman insaan halaat aur waqeya ka mushahida kar key kuchh judge karta hai kuchh soch mein lata hai, jissey ham chhati hiss bhi kehtey hai. Yeh chhati hiss baaz oqa aisey faesley ya aisi sochein rakhti hai jo aagey chal kar sach sabit nahin hotin. Lekin in per bhi basa oqat aisey takhmeeney zehan mein aatye hain jo aagey chal kar sach sabit hotey hain.

    Main ney Donald Cress ko nahin parha aur na hi uskey is dawey ki base jo jana hai. Magar falsafiyon key barey mein yeh bhi to kaha jata hai keh inhein khud samajh nahin hoti keh yeh soch kis baat per rahey hain :lol

    Falsafi ko behas mein Khuda milta nahin
    dor ko suljha raha hai magar sira milta nahin
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Philosophy

      Originally posted by Masood

      my dear ....KHuda mil jata hay///
      aur sab sy pehly hee khuda falsafi ko hee milta hay.
      kiun k jo justajoo kerta hay khuda usy hee milta hay.
      be happy....

      Comment

      • #4
        Re: Philosophy

        Originally posted by khl

        Pyarey bhai dekh to likha hai ".... BEHAS key ander...".
        Jis falsafey ko ham jantey hain woh KYA, KYUN, KAISEY aur KAB ki buniyad per qaeem hai. Jab falsafi is behas mein parr geya keh KYA, KAB huwa aur KAISEY huwa aur KYUN huwa to wahan per behas ka ko anjam nahin hota. Aur is behas mein sochein muntashir ho jati hain, jab sochein muntashir ho jaein to Khuda to kya insaan khud ko kho deta hai. Allah Tala ko paaney key liye to BEHAS ki zaroorat tak nahin!
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: Philosophy

          Originally posted by Masood
          Pyarey bhai dekh to likha hai ".... BEHAS key ander...".
          Jis falsafey ko ham jantey hain woh KYA, KYUN, KAISEY aur KAB ki buniyad per qaeem hai. Jab falsafi is behas mein parr geya keh KYA, KAB huwa aur KAISEY huwa aur KYUN huwa to wahan per behas ka ko anjam nahin hota. Aur is behas mein sochein muntashir ho jati hain, jab sochein muntashir ho jaein to Khuda to kya insaan khud ko kho deta hai. Allah Tala ko paaney key liye to BEHAS ki zaroorat tak nahin!
          nice bhai aap ny b khoob kaha hay...
          khuda koo koon talash kerta hay wohi jiss k under yeh sawalat paida huty hain
          k kia kiun aur kaisy....
          aur ager yeh sawal hee na bany to pher sab kee tarah lakeer k fakeer kee tarah aram sy khudai maan lee jati hay...
          humain beshak pata hay :alhamd: k khuda hay aur apni nishanion sy wazeh hay
          :jazak:
          lakin ager hum ...ghore kerain to tab hee pata chalta hay k khuda kider hay...
          humara sab sy bara almiya hay k humain rook dia jata hy k yeh nahi soachna k khuda kider hay kaha hay aur kiun hay ..hamary under aik kisam ka fear..paida ker dia jata hay (Hamary Ulma khas ker) kee taraf sy ....k insaan pagal hu jata hay aur pata nahi kia kia.....
          shaid es bary main mera Elam kam hu...
          lakin bhai main b esi jawabat kee talash main hun k == kia kiun aur kaisy=
          belive me bhai jab sy mery under yeh khawahish paida hui thi main ny buht sy buzug aur ulma-e-din sy rajooh kia tha mager sab ny hee mujy rook dia k tum es (RAPHER) main na paroo pagal hu jaoo gy...lakin nahi
          mujy wo kuch hasal hu gia :alhamd: hay jiss ka main tasaver b nahi kia tha...
          aur i belive hee k khuda siraf...kiun kaisy aur kider hee main milta hay.

          aur han bhai waisy mozoo aania ka kuch aur tha aur nikal kai aur gia hay..take care

          Comment

          • #6
            Re: Philosophy

            Originally posted by Masood
            Aania agar aap yeh behas Urdu mein karein to achha lagey. Beharhaal Senses yah hiss ki bohat si misalein hain; dekhney, soonghney, chakhney, suneney aur mehsoos karney ki his to aik fact hain, inhein to aap kisi tor jhutlaa nahin saktey yeh to facts hain. Iskey key elawa sense ka ta'lluq consensus aur intelligence sey hota hai. Amooman insaan halaat aur waqeya ka mushahida kar key kuchh judge karta hai kuchh soch mein lata hai, jissey ham chhati hiss bhi kehtey hai. Yeh chhati hiss baaz oqa aisey faesley ya aisi sochein rakhti hai jo aagey chal kar sach sabit nahin hotin. Lekin in per bhi basa oqat aisey takhmeeney zehan mein aatye hain jo aagey chal kar sach sabit hotey hain.

            Main ney Donald Cress ko nahin parha aur na hi uskey is dawey ki base jo jana hai. Magar falsafiyon key barey mein yeh bhi to kaha jata hai keh inhein khud samajh nahin hoti keh yeh soch kis baat per rahey hain :lol

            Falsafi ko behas mein Khuda milta nahin
            dor ko suljha raha hai magar sira milta nahin
            agree wid ur thoughts but when i was reading the book....it sounded to me kind of fight of real brain wid nature , or the fact they say 2+3= 5 in real sense but philosopher said as they r wild genius :cc: that 2+?= 3 or 5
            huh kinda mathematical but then they said that maths has nuthing to do with senses ...............I am still getting so confused but neways thnx for replying ....atleast now i m relax koz i was goin to feel may be its just me who fights with his laws n sayings.....other senses matter ..... i was at this point tooo.... hey thnx again ....be happy.... tc :rose
            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment

            • #7
              Re: Philosophy

              Originally posted by khl
              nice bhai aap ny b khoob kaha hay...
              khuda koo koon talash kerta hay wohi jiss k under yeh sawalat paida huty hain
              k kia kiun aur kaisy....
              aur ager yeh sawal hee na bany to pher sab kee tarah lakeer k fakeer kee tarah aram sy khudai maan lee jati hay...
              humain beshak pata hay :alhamd: k khuda hay aur apni nishanion sy wazeh hay
              :jazak:
              lakin ager hum ...ghore kerain to tab hee pata chalta hay k khuda kider hay...
              humara sab sy bara almiya hay k humain rook dia jata hy k yeh nahi soachna k khuda kider hay kaha hay aur kiun hay ..hamary under aik kisam ka fear..paida ker dia jata hay (Hamary Ulma khas ker) kee taraf sy ....k insaan pagal hu jata hay aur pata nahi kia kia.....
              shaid es bary main mera Elam kam hu...
              lakin bhai main b esi jawabat kee talash main hun k == kia kiun aur kaisy=
              belive me bhai jab sy mery under yeh khawahish paida hui thi main ny buht sy buzug aur ulma-e-din sy rajooh kia tha mager sab ny hee mujy rook dia k tum es (RAPHER) main na paroo pagal hu jaoo gy...lakin nahi
              mujy wo kuch hasal hu gia :alhamd: hay jiss ka main tasaver b nahi kia tha...
              aur i belive hee k khuda siraf...kiun kaisy aur kider hee main milta hay.

              aur han bhai waisy mozoo aania ka kuch aur tha aur nikal kai aur gia hay..take care

              aaap bhi philosopher ho? :cc:
              Visit My Early PS Work
              You Are Welcome To Comment

              Comment

              • #8
                Re: Philosophy

                nahi hun
                aaab ??

                Comment

                • #9
                  Re: Philosophy

                  Originally posted by khl
                  nahi hun
                  aaab ??

                  :tang: nm u sound like naaa.... :lol
                  Visit My Early PS Work
                  You Are Welcome To Comment

                  Comment

                  • #10
                    Re: Philosophy

                    nanann

                    Comment

                    • #11
                      Re: Philosophy

                      kion nahen neways u wan me to bring u more aspects of these kinda terminologies.....whether no ir yes I ll get them
                      Visit My Early PS Work
                      You Are Welcome To Comment

                      Comment

                      • #12
                        Re: Philosophy

                        ok i got your point

                        Comment

                        • #13
                          Re: Philosophy

                          thnx God
                          Visit My Early PS Work
                          You Are Welcome To Comment

                          Comment

                          • #14
                            Re: Philosophy

                            Originally posted by Aania
                            do we have to agree wid all facts of philosophy

                            Senses Can Never Be true .

                            Absolutely wrong quote,
                            senses are always true
                            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                            Comment

                            • #15
                              Re: Philosophy

                              Originally posted by Spy009
                              Absolutely wrong quote,
                              senses are always true
                              but this quote is true....koz its in ma book....philosopher aisey hi to philosopher nahen na kehlaatey... ?
                              Visit My Early PS Work
                              You Are Welcome To Comment

                              Comment

                              Working...
                              X