Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bermuda Triangle

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Bermuda Triangle

    Very nice sharing

    Comment


    • #17
      Re: Bermuda Triangle

      Main nay is k baray main yeh bhi suna hai k yahan per kuch log ghalti say chalay gay thay laikin wapiss kisi tareeqay say aa gay thay aur un ka kahna tha k andar kuch nazar nahien ata siway red color k Yani k wahan asman bhi red hai pani bhi gharz k her cheez ab pata nahien yeh kahan tak darust hai
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: Bermuda Triangle

        :em:

        buht achi information di hai Masood bhai :D:
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment


        • #19
          Re: Bermuda Triangle

          http://en.wikipedia.org/wiki/Bermuda_triangle
          Last edited by musaddaq; 20 January 2009, 09:01.

          Comment


          • #20
            Re: Bermuda Triangle

            great work bro, yeh bhi kuch info hai iss say related

            http://www.pegham.com/showthread.php...hlight=bermuda


            Comment


            • #21
              Re: Bermuda Triangle

              Salaam

              Main shia muslim hoon aur mujhay bermuda traingle kay baray main 100% maloom hay kay yehan yeh waqiyaat kyun peysh atay hain.
              iss ko misliss bermuda bhi kehtay hain.
              kya tum nay Nabi pak(s.a.w.w) ki ye hadees nahi suni kay meray farzand imam mehdi(a.s.) per 5 saal kay sun main ghiabat-e-sughra hogi aur qayamaat tak woh zinda rahay ga jab tak haq aur batil kay darmiyaan jang nahi hojati.
              Aur final yehi kay iss jaziray main Imam Ali(a.s.) kay 12th son Imam Mehdi(a.s.) Rehtay hain aur yeh raaz hay.
              Ek alaam syed zainuldin iss jaziray main gaya tha un ka kehna hay kay jab main sufaid pani(white water) per puhcha tu mujh say us sakhs jo mujhay apnay saath jaziray main layker jaraha tha ne kaha: jab bhi log humari talaash main nakltay he iss sufaid pani per pohnchay gai tu khuwa un kay jahaz , kashtiyaan kitnay he mazboot kyun nay hoon tabha (destroy) hojain gay kyun kay ye raaz hay. Aur sirf yahan mutqi, parhaazgaar , aur pak o pakiza shian-e- Ali(a.s.) asaktay hain. Yeh jaga un kay liye amaangah hay yahan unhay koi dushmanan-e-aal-e-muhammad(s.a.w.w) taklif nahi phuncha sakay ga.

              kuch angrayzoon main say ek admi nay kaha: jab hum safaid pani per puhnchay tu ek tofan aur taz hawa chalnay lagi meray sabh saathi us tofan kay sabab tabha hokar mar gai aur main nay ek hasti ko dekha jo pani per khadi thi aur meray qareeb ter anay lagi main hayraan hogaya kay ye kon hain? meray qareeb atay he unhoon nay mujh say baray pyar say kalaam kiya aur kaha ay shaks ! iss jaziray main main rehta hoon aur main rasool khuda ka farzand hoon mera naam mehdi (a.s.) hay pas apna sara taruf karwaya aur mujh say kaha joa hum nay tumhay zindgi bakhs di tum apnay watan jao.

              Pas ay logoon iss jaziray main na koi magnate hay na ab o hawa kharaab hay balkay yahan waris-e-zamana(a.s.) rehtain hain aur iss jaziray ko sabz noor ny ghayra hoa hay. khabar daar iss jaziray ko devil's traingle kaha hay. jab qayamat ka din qareeb aai ga tab Imam Mehdi(a.s.) k saath messiah(Hazrat Issa(a.s.) ) aain gay. iss ko jazria-e-khizra bhi kehtay hain kyun kay ye bohut sabz hay aur sabz noor chamkta hay

              Mazid tafseelaat kay liye kitaab "MISLIS-E-BERMUDA" per nazar kijye
              http://www.ziyaraat.net/books/JaziraBarmudaHujjat.pdf

              Comment


              • #22
                Re: Bermuda Triangle

                Bermuda is a group of island in North Atlantic. I remember about 30 years back, My ship passed it in the south while heading towards USA. Its a living island and people are living on it. Around the island fishing boats are fishing. There are stories of disappearing the ships/aircraft etc but still ships are passing near it with safe navigation.
                Thanks
                M.Ahmed

                Comment


                • #23
                  Re: Bermuda Triangle

                  Ho sakta hai Haider abbas nay jo bataya hai us per kisi ko yaqeen na aaye but yeh such hai.
                  Haider abbas nay yahan sirf Barmooda triangle ka aik waqia share kia hai main nay aisay waqiaat bhi pharhay hain jin main logo ko is jazeeray main lajaya gaya hai.......

                  Comment

                  Working...
                  X